forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    es ke sab sa bare vja ya h ka hm ko trading ka pta nhe hota fer bhe ham ya kam krta hyn es leya loss hota hm ko chyea ka hm forex ka business ko full learn kryn skill eaperiens fer ap es business man ayn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      jo log forex key rules ko achi tara study nahi kartay and learning nahi krtay, woh loss kar bethtay hain. Stop loss ka use karna chaheye. Meray khayal main information ki kami ki waja say loss hota hy. Pehlay achi tarah planning karain aur phir trading start karain.
      • #693 Collapse

        dear profit and loss to business ka hisaa hay agar ham jab market koi sahi trah analyse nahi karte or trade k doran greed karte hain to hamen loss ho jata hay so hamen trade k liay market ko smjhna chahiya or greed nahi karna chahiya.
        • #694 Collapse

          je bhai je forex trading mein hum loss tab he hota hay jab hamaray pass knowledge aur experience na ho aur hum market ko theik trha say analyse na kar sakein es leiy hum ko forex trading kay baray mein aik cha knowledge aur experience hasel karna chahey ta k loss honay say bach sakein
          • #695 Collapse

            fihal tu kafi saray reason hai but main jo reason hai without start trading then loss agr ap emtions etc mistake krtye hai then also loss gready etc se bhi loss hota hai or dunia ma koe aysa nahi jo mistake na krien
            • #696 Collapse

              Forex mein loss sirf humari apni wajah se hi hota he. Because hmara lalach, hmare loss k wajah he. aur gar skills bhi nah hon to kase trade successful ho skti he
              • #697 Collapse

                I think ap ko knowledge or experience ki bohat zarurat ha,ap ko chahiye k demo account pe achi working kar k thori market ko samjho phir dubara new spirit or skills k sath forex market main new ideas or planing k sath aao,shukria.
                • #698 Collapse

                  forex mein loss hone ki bohat sari wjohaat ho sakti haen un mein se aik waja trader ka inexperience hona hae aur doosri waja market ka crash hona hae jiss ki waja se aksar traders ko bare losses ho jate hae iss liye bset i stio invest safe and do not take big risks with big amount
                  • #699 Collapse

                    Forex trading min eisa hota he k buhat se log jo new new join karte hin to wo loss kar jate hin es ki bunyadi wajah hoti he unki mistakes jo wo es business min karte hin aur sab se bari wajah lalach he jo es business min new traders karte hin. Hum agar lalach ko control kar lin to hum bhi es business min faida bhi le sakte hin.
                    • #700 Collapse

                      forex mai mere khayal se loss hone ka sub se bari waja hai lalach insan ko forex mai forex mai kya har bussniss mai lalach achi nai hai forex mai lalach bilkul nai karni chahiye forex mai mehnat na karna ik ye sub se bari waja hai or dosri hai lalach aghar insan ne forex mai kamyab hona hai to imandari se chaley.
                       
                      • #701 Collapse

                        bhai forex mein loss hone ki kahin waja hotin NO1 agar apke pas koi experience nahi hai or bina forex ko sike hi ap karne lag parte ho phir hi hona hota hai or kia ho
                        • #702 Collapse

                          Bhai forex trading ma loss hone ki boht si wajohat ho sktin hain ma koshish ker kay phr bhi on ma se chand bta deta hn, jse copy paste posting, mehnat kam krna, ghaltion kay bawajood ghalti kerna , or basic rules na pata hona forex trading kay, ap ki in ma se koi waja hogi
                          • #703 Collapse

                            aslam o alaikum dear forex mein loss un logon ko hota hai jo bgair experience kay he kam karnay lagg jatay han logon ko chye kay wo sab say pahlay experience hasil kar len phr kam karna shuru karen iss say unka he faida hoga
                            • #704 Collapse

                              dear loss to har type ke business me ho sakta hy bt forex trading buhat risky business hy loss se bachny ke liye aap ko ziada se ziada knowledge or experience gain karna chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                forxe mai loss honay ki sab se bari waja ye hai k ap es mai jald bazi bohat kartya hai aur yahe ap ko forex mai loss karwati hai k wait nahe kartya hai sahe time ka

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X