forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Sab se main waja forex mein loss hone ki greed hai us k bad hum bad planning karte hai aur over confidence mein aker sara money depost karke trade karte hai hamein in cheezon ko khatam karna hai apni trading mein yehi main waja hai hamare losss ki
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      forex trading business main loss honay ki wajah humari apni mistakes hoti hain jaise lalach karna emotional ho jaana bina market ko analyse kiye trade lagana ager hum in sab mistakes ko avoid karain to yahan kamiyaab ho saktay hain.
      • #318 Collapse

        I think es ki bri eja experience ka na hona hai jub new comers trading ko start krtay hai'n to un kay pass itna experience nahe hota kay wo trading kay ups and downs ko samajh skay so must gain information first....
        • #319 Collapse

          ammmmm i think jha tak muje pata hai forex me loss huney ki waja lalach h ho sakta hai q k lalach se hum loss me ja saktey hai is lie ehtiyat karni chaye.
           
          • #320 Collapse

            Dear app ko forex main us waqak loss hota ha jab app forex main lalach karny ka souchty ha or bari trade laga daty ha jus se account jaldi wash ho jata.es liye forez ko pahle achay tarikay se samjaye.
            • #321 Collapse

              forex me loss honay ki bohat si waja hoti hai bohat se un logo ko loss hota hai jo new forex me atay hain or un ko itna expirience nahi hota or un logo ko bhi loss hota hai jin ko trading ka bhi expirience nahi hota.
              • #322 Collapse

                is ma ham zayda resk lata ha to he ham ko is ma boht pisa milta ha sab ka liy ha forex ak acha business ha sab is kam ko like karta ha ap be is maboht pisa kam sakth sabka liy ha forex ak ach business ha
                 
                • #323 Collapse

                  forex mein loss hone ki wajah mere hisaab se yeh hosktee hai k hum apnii mistakes ko baar baar repeat krte rehty hain hmaree mistakes ka baar repaet hona hmare loss ki asal wajah bntee jss ki wjah se humein loss hota hai
                  • #324 Collapse

                    bhai forex me loss ho raha hain or frofitt be ,its a buisnuss man,, buisnusss mein loss ka matlub yahee hain ap ko k pas experince or knowledge nei hain ,,is lea agr profit earn kerna hain bahi tu kush seekna parey ga
                    • #325 Collapse

                      forex m loss hne ki wja ye h jb hmara account chota hota h or ham kaam ziya krte h tb hame loss hota h.or phir ham stop loss ni lgate tb or ziyada nuksan hota hai
                       
                      • #326 Collapse

                        loss hone ki wja ye b h hame mandi ka pta ni hota or ham tukke se sell buy krte rehte h mandi high per hoti h or ham buy kr dete hai tb b nuksan hota h
                         
                        • #327 Collapse

                          forex me loss krne ki main waja yehi hai k ap apni km knowledge ki waja sy maar kha jate hain or apko nuksan hota hai is liye ap trading apni best knowledge k sath start krain
                          • #328 Collapse

                            bhai g jub ap forex trading may earning karo gay or is may ap ko sahi knowledge nhi ho ga or ap nay demo account may bi sahi kam nhi kaiya ho to ap ko forex may loss hi ho ga kukay forex trading may knowledge or experience hoan bhot hi zaori hota hay
                            • #329 Collapse

                              forex mein loss ki sub se bari waja hy ke aj ke dor ke jo log hein wo is ko sekhte nhi hein mere bhai
                              aise hi shoro ho jate hien is liey loss hota hy or koi waja nhi hy
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                forex me loss hone ki bohat se wajoohat hosakti hai important yahe waja hosakti hai ke aap ki planning na karna trade se pehle aap ka experience na hona hard work na karna market ke saath update na rahna hi loss ki waja hosakti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X