forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    salam! mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai is wesite pe new hun is lye mai is k bare mai ziada hi jata mai to bs is pe posting kar ta hun baqi kam mera dost kar ta he ap logo ka shukria forex k bare mai itni malmat dene ka .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Forex mein loss hone ki wajah hai woh yeh hai k jab traders bina market analysis kiye and bina market trend ko jane hue tradingkarte hian to unko tradimg mein loss ka samna karna parta hai is lye market analysis k baad hi trading karni chahiye apko.
      • #168 Collapse

        forex me loss hony ki beshomar waja ho sakti han lekin in me bari waja sirf ye hi ha k kisi k pass forex ka knowledge na ho ,ya kam dill laga kar na karna ya phir kam me daghabazi karna waghera waghera.
        • #169 Collapse

          brother aap ko mera mashwara yahi hai ke aap pehlay forex trading ke baray main jitni information ley saktay hain ley lein. uss ke baad demo account per practice karein aur apni aik strategy banayein ke aap ne kis waqt trade karna hai aur kitni bari lot purchase karni hai. aap kitna loss bardasht kar saktay hain aur profit kahan per ja kar pick karna hai apni trades main. uss ke baad hi aap live trading start karein.
          • #170 Collapse

            dear friend forex may loss honay ke sub say bari waja yah han ager ap konwledge k bahgair trading karaygay tu ap loss k he face kary gay aur ap k pass na koi experiance han tu ap apny capital k be loss kar bethy gay aur trading chore kar jana parhta han so ap loss say bachnay k liya demo account use kary aur knowldge experiance gain kary tu loss say bachy
            • #171 Collapse

              forex mai loss honay ki waja yeh hoti hain k aap kuch mistakes kar rahay hain jis ki waja se aapko loss pay loss ho raha hain aap ko chahiye k loss ko learn kary or us mistakes ko improve karay jis se aap loss nahi kar paygay
              • #172 Collapse

                Assalam-u-Alaikim bahi forex main loss ki sub se bri wja ye hai k hum stop loss aur takeprofit ni use krte jis ki wja se hmara sare ka sara balnce zero hojata hai ap kisi pair ko buy kro aur wo buy main chala b jae per us waqt trading per beathe na ho aur jb ap online aoo tou wo phr wapis sell main ajae tou loss hojata hai..islea loss se bachana hai tou stop loss aur takeprofit use kro
                • #173 Collapse

                  jab ham ko is ka bar ma ni pat hopta ha to is ka liy is ka demo account ma traing kara ha sab is kam ko like karta ha sab ka liy ha forex ak acha business ha sab is kam ko like karta ha sab ka liy ha forex ak acha business ha
                   
                  • #174 Collapse

                    janab ap ko agar bar bar loss horahy hai tho ap apny trade ko stop kary koch din or learning par focuse karo apny knowledge or experience ko increase karny ky bath hi trade kstart kary tho mira nahi khiyal k ap ko loss hojaye.
                    • #175 Collapse

                      Dear forex trading may profit and both are the realities loss hamy es waja say hota hay kay ham jo future preticet kar rahy hoty han kese bhi pair ka wysa nae ho raha hota ya to koe news effect kar jati hay ya koe or waja jes ki waja say hamari trade oppose ho jati hay so hamy chahye kay market ko properly analyse karyn
                      • #176 Collapse

                        janab forex main loss ki sab se bari waja baghir experince ke real account main trading karna hai ap ko chahiye ke ap phly forex trading ke bare main acha experince gain karein or demo pe achi tarha practice karein us ke bad trading karein.
                        • #177 Collapse

                          forex trading main loss honey ki bari wja greediness yani k lalch ha or is main trader bht e asani sy barbad ho jata ha or apna tamam profit zaya kr deta ha bina ksi wja k q k lalach forex ki 1 bari bimari ha jo trader main ho to wo kabhi kamyab ni ho skta ha
                          • #178 Collapse

                            dear loss k 2 wajohat hoti hey, 1 ya to app lalach karty hey or ya app ka experniess or knowledge etna kam hay k app teek se trading nahi karty, koshish ye karni chaye k demo par zeyda se zeyda work karen.
                            • #179 Collapse

                              forex m loss honay ki koi aik wajah nai hai buhat se hain jaisay lack of knowledge buhat se log baghair knowledge haasil karay kaam start kar detay hain lack of practice planning aur apna dihan kahien or aur kaam kuch karahay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                G forex ma loss hony ki kafi wajohat hoti hn jesy k log ya nahe dekhty hn k abhi hum reak account par trading kar bhi sakty hn k nahe or bss wo trading start kar daty hn jis ki wajah sa un ko hamesh loss hi hota ha or wo loss krny k bad sochty hn k hum phely demo account par practise kar hi laty hn or ap experience k na hona bhi loss ki wajha bnta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X