forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    forex mai buhut se lgoo ko loss is liye huta hai kiu kay wo forex ka sahi use nahi jantay aur bas samajhte hain kay ye paisa bananay ka software hai aur zada se zada earn karne kay liye risk increase karte hain laikin at the end wo sara kuch zaya kar bathty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      forex me loss hone ki sub se pari waja bina sekhy ya lalach ya phir jald bazi ha agr in sub chezo ko control kar ke pori tawaja se forex trading ki taraf dehan de to losss ki koi waja pida hi nahi hoti ha,,,,,
      • #348 Collapse

        mere dost forex mai lloss honay ki jo basic waja hy wo ye hy ke hum log lalach mai ake ziada se ziada se profit ka sochty hain jis se hamain loss hota hy. dusra ye ke mehnat nai krtain , is kam mai jo jitni mehmt krta hy utna profit milta hy use.
        • #349 Collapse

          dear frex m,a loss hony ki bohat c waja ho skti han jasy k achy experience ka na hona or lake of knowledge in forex trading etc... forex ma bohat risk ha iss lea forex ma loss hony ki waja bohat han...
           
          • #350 Collapse

            mere dost baat ye hai ke forex trading mein loss honay ki kafi waja ho sakti hain jesay kay non serious attitude ka hona aur ghalat decision lena kun kay market bohat taiz chal rahi hoti hay us waqat aap ka aik ghalat decision aap ko loss de sakta hai.
            • #351 Collapse

              yaar loos pay kisy gusa nahi aata kuch deer kay liye hi sahi lekin har aik ko gusa lazmi aata hai par kuch loog sambhal bhi jaldi jaty hein kay forex ka kaam esa hai jis mein aap kay siwa kisi dusry bandy ki mudakhlat nahgi hoti aur aagar loss huwa hai to galti bhi apni hi hogi to aapni galti ko thek kar lena hi behtar hai
              • #352 Collapse

                mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader ko loss hota hai or baz ko nahi hota hai.
                • #353 Collapse

                  forex main loss hone ke waja ye hai ke forex pa kam karne wale ka knowledge nai hota is liye use loss ho jata hai loss ke recovery bahut mushkil hai bahut
                  • #354 Collapse

                    dear forex aik business hai aur loss es ka aik part hai aur loss ke buaht se wajohat ho sakte hai for example ager trader ke pass experience na ho aur wo trading karta hai to definetly loss hi karega aur ...greed ,lazyness ,over confidents.etc en ke waja se loss ho sakta hai
                    • #355 Collapse

                      bh si haiun aik to aap k andar sabar nhi hota doosra aap k andar es kaam ko l k koi bhi serious baat nhi hoti or sab se bari waja ye k ap lalch bht karte ho or aap ko kaam ki basics ka pata nhi hota so bhai aisa karna aap k liye bht nuqsaan de sabit ho skta hai
                      • #356 Collapse

                        bhai jan forex ke ek he wja ha loss ke wo ye k humary pas trading ka best knowlige or es ka best expernce nahn hota ha is liy hum bary se bar loss kr bethty han or hum demo par practis krny ke bjay sedhy real acount par trading krna start kr dety han
                        • #357 Collapse

                          Iski sabse bari vajah hy ky bahut se log isme sirf profit ko dekhty hue is me aa jaty hyn jiska unko nuqsaan hota hy aur vo bajae achi earnimg karny ky vo apna nuqsaan karr dety hyn kun ke vo baghair knowledge ky yahaan aa jaty hyn
                          • #358 Collapse

                            DEAR INSTA FOREX MEMBERS: hum to men b forex men new hi but men ne kafi knowledge k bad forex go start kia he, forex trading men loss ki wese to kafi wajuhat hoti hen, jin kam experience, lalich, be sabri wegara sar-e-fahrist hen.............
                            • #359 Collapse

                              Meri nazar may tu jin logon ko forex trading may loss ka samna hota hay woh log ziya tar jadbazi may bina information aur knowledge kay trade kartay hain aur woh market direction aur is kay trande per bhee nazar nahi rakhtay na fundamentals ko dekthtay hain aur na hi expert view ko read kartay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                well jo acche traders hote hen as a professional traders unko loss ku kam hota he iski waja yh he ke woh greed nahi karte or woh mehnt kar ke pahle learn karte hen or jo newbies hote hen woh greed karte hen or knowledge bhe boht kam hota or learn bhe nahi karte toh phir loss hota he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X