forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    bhai jan forex ke ek he wja ha loss ke wo ye k humary pas trading ka best knowlige or es ka best expernce nahn hota ha is liy hum bary se bar loss kr bethty han or hum demo par practis krny ke bjay sedhy real acount par trading krna start kr dety han ye k humary pas trading ka best knowlige or es ka best esprince ni hota ha is liye hamko loss ka samna karna parta ha;;;;;;;;;;;;
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      orex tarding mein loss hony ki kai reasons hoi sakti hen is mein jab koi tarder greed karta hy to us ko is mein loss hota hy is mein emotional ho k tarding nahi karni chahye is mein planning k sath hi trading karni hoti hy warna ap ko is mein loss hota hy. forex me lose ki waja kam knolgf or markeet ko na samja he ap jab b trading karo soch samj kr karo gy to ap ko mera nahe kahyal koi mas;a ho ga i like forex
      • #183 Collapse

        Dear All Frnds maray leay forex trading aik new working ha aur ya new business bahee ha lakin mughay nahee pata ka ais main loss kis tahra hota ha aur profit ko kis tahra gain kia ja sakta ha, mughya mukhlis doston ka sath chahee jo mughay forex ki complete training da sakin aur main apni income main maqool azafa kr sakoon.
        • #184 Collapse

          forex trading main loss ki wjaah to main smjhta hon jldi ameer bnnay ka khawab jo dekhty hain woh loss kr jaty hian un ko aisa na krna chahe aor sahih trading kr kay profit hasil krna chahe
          • #185 Collapse

            bhai shro mein loss hota hay hay lazmi or bar bar hota hay magar ap usko chek karay k loss kiu ho rahay hay apki trading kartay waqt ki ghalti kar rahay hay jis say apko loss ho raha hay agar ap ko yeh pata chal jaye ga to ap apnay loss ko bhee cover kar lo gay.
            • #186 Collapse

              bhai jan forex ke ek he wja ha loss ke wo ye k humary pas trading ka best knowlige or es ka best expernce nahn hota ha is liy hum bary se bar loss kr bethty han or hum demo par practis krny ke bjay sedhy real acount par trading krna start kr dety han ....
              • #187 Collapse

                bro forex k buisness men loss ki bohat sari wajuhat ho sakti hen aur is men ek aham waja ye hai k jab ham market ko dekhe bagher he trading karna shuru ho jate hen to humen loss ho jata hai
                • #188 Collapse

                  forex mei loss hone ki sab sy bari waja ye ha k jab hame kisi waja sy forex pe loss ho jat tu ham sara blame forex ko dete hain.ue nhi dekhte k is mei hamari galti bi ha kis galti ki waja sy loss howa ha ap ko us galti ko dour karna ho ga.agr ap ne esa na keya tu ap ko hamesha loss hi ho ga
                  • #189 Collapse

                    dekhen forex mein aap new hain esliye aapko ziyaa se ziyada practice ke zarurat hai aap learn karen eske baad poore knowledge ke sath tradikng sath karen forex mein loss ke sub se bare wajah hamre ghalat oney managment hote hain ap money management theek say nahi karty . agar ap new hay to pehlay ap demo account par practice karain aur big lots par kabhi bhi trade na lagain .
                    • #190 Collapse

                      Dear i think forex me bohut se reasons hain jinki wajaha se trader ko loss hota hai lack of knowledge and experience main reason hai mere hisab se forex me money lose karney ka trader ko trading skills gain karney key bad real trading karni chahiye.
                      • #191 Collapse

                        boht c baatin hian jin ki bina py humain yahan loss hota hy jasy k
                        lack of knowladge
                        lalach
                        emotions
                        bara lot size
                        undicpline
                        jald bazi
                        ETC
                        • #192 Collapse

                          dekhen forex mein aap new hain esliye aapko ziyaa se ziyada practice ke zarurat hai aap learn karen eske baad poore knowledge ke sath tradikng sath karen forex mein loss ke sub se bare wajah hamre ghalat oney managment hote hain management theek say nahi karty . agar ap new hay to pehlay ap demo account par practice karain aur big lots par kabhi bhi trade na lagain .
                           
                          • #193 Collapse

                            aap na demo par paractice ki hai or aap ka pass knowledge ki bhi kimi ho sakti hai is liya aap ko loss par loss ho raha hoga ya aap forex ka rules follow nahi kar raha hain ho ga main bhi ya aik reason ho sakti hai
                            • #194 Collapse

                              Mere bhai i agree with u forex me lose ki main waja humare apni galtiya hoti hn jis ki waja ce hum yha loss krte hn humi apni galtiyo ce hoti hn humi greed or jald bazi ki wja ce bht nuksan hota hn humi ya chezo ce tw dur hi rehna chae hn or loss cebachna hn tw learning n planing strong karen IN SHA ALLAH zaror prfit huga bhai apko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                janab jaisa k app nay khud bayan kiya hai k app ko itni knowledge nahi hai trading k bary main to loss to hona hi hai na ap pko chahiye k app pehly demo use ker k wahan trading ki practice karin wahan say knowledge lain experience gain karin phir live trad karin to faida ho ga or kamiyabi bhi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X