forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    When i believe rely upon anyone in case you'll Dynamic views and you will enhance your own tactics and you will probably certainly not avarice After this you won't don't succeed inside Forex trading Internet site additional reasonable you'll be able to don't succeed inside Forex trading Site promptly.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      janaab , asal main forex trading business main zada log is liye loss karty hain kiun kay wo boht zada invest kar kay zada pesa kamaaty hain or wo greed say kaam lety hain . isliye mery khayal main apko kam investment karni chaihye .
      • #33 Collapse

        Forex mein loss hony ki Bohat c reasons hain jaise k forex k related knowledge ka km hona, practice na karna, experience ka na hona ,hard work na karna , rules ko follow na karna, copy paste karna and ziada lalach karna.
        • #34 Collapse

          Dear jab kisi ko proper knowledge na ho aur jab aap k pass koi khas experience bhi na ho tu aap ko iss main phir loss he hona hota hia aur aap ko proper training k baad he forex ko strat karna chahiye.
          • #35 Collapse

            my dear mery sath b pehly 2month aisa hi howa tha mujy jitna b bonus milta tha wo sab aik din my hi loss ho jata tha iss ki aik waja to ye ha k ap trade choty volume par lagay apni trade 1.00 par na lagay .dosra ap shoro my lalch na kry thora kama ly boht soch samj kr trade lagay.
            • #36 Collapse

              forex business mein loss ki sab se bari wajah lack of knowledge he.forex men enter hony se pehle sab yahi sochte hen ye aik money making machine he or hum is se easily profit earn ker lengt
              • #37 Collapse

                Can occur in the forex loss due to lack of good learning and emotion, because emotions and because of the lack of experience and capital management improper
                • #38 Collapse

                  forex mein loss enn batoon ki wja sy hota hy.
                  1. lack of knowledge
                  2. lalch
                  3. no patience
                  4. low equity
                  5. trade opposite to trend
                  6. jldbazi
                  • #39 Collapse

                    dear ap ka acha knowledge na hona ap ko forex ma nakam karta ha is lia ap ko chahia ka ap ko knowledge hasil karna ta ka ap is ma success hasil karo or acha earn kar sako ap ko mahntat or hard work darkar hoti ha is ma
                    • #40 Collapse

                      Asslam o aliekum, my dear fellow loss honay ki wjha hoti hai lack of experience and lack of knowledge so we have to work hard and gain knowledge with experience then humain loss nae hoga
                      • #41 Collapse

                        I think ap ne demo account use nahi kiya kun k loss pe loss hone ki waja to 2 hi ho sakti hain k ap ne practice na ki ho is ko learn karne k baad ya phir ap apni mistake ko bar bar repeat kar rahe hon or us ko notice mien na le rahe hon agr in mien se hi hai jo ap ne abi tk nahi kiya to ap ko in points ko notice me lena ho ga loss se bachne k liye..
                        • #42 Collapse

                          Forex kay kaam may loss honay ki wajay yeh hoti hai bagair knowledge hasil karay bagair is kaam may dakhil ho jatay hai na is kaam ka experince hota na knowledge is he wajay say loss hota hai aur jab loss ho jata hai to is kaam ko burra bhaala kahtay hai
                          • #43 Collapse

                            sab saay bari wajha forex mai loss ke skill aur experiece kaay baghir bari trade karna hai . iss kaay sath sath emotion aur lalich ka b kafi ehm role hai loss karnay mai . ager yeh dono cheezain app control kar lo tu loss ka chance kafi kam ho sakta hai forex market mai
                             
                            • #44 Collapse

                              app loss say es tarikay say bach saktay hen kay app kay kesi experience banday say information len kay kia chezain zarori hen to avoid losses. han aik or baat jald bazi na karen. forex market ki knowledge rakhen or market analyse kia karen. is tarha ap loss say bach saktay hen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bhai loss ki buhat sy wajoohat ho sakti heen, jo ky ye heen.

                                lack of knowledge.
                                emotions oor greed ka hona.
                                money management ka khayal na rakhna,
                                small capital ka hona.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X