forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bro ap ne itna loss khaya kyu ke ap ek dam paisa banany ki traf nkal gaye agar thora sa time is ko samajny me market ko samjany me laga ke trade karty to shahid itna loss me na jaty
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Jahan tak mera knowldge or experiecn he to mere hisaab se forex me lss honay ki bunyadi wajha knowledhe or enformation ka na hona he q k agar aap kay pas knowldhge or experiecn ni hoga to tab tak ap forex me kamyab ni ho saktay hen
       
      • #48 Collapse

        forex me loss honay ki bunyadi wjaha knowledge or edxpeicen ka na hona he q k jo trader knowledhge or expeicne ke bager tradifns karta he wo hamesh nakaam hota he isi liywe trader ke chaye ke wo knowledge or expeicen par dheyaan den
         
        • #49 Collapse

          Brother men tou kahun ga ke forex trading men wohi logg loss khate hen jo ismen greed karte hen kyoun ke greed aik aesi cheez he jo admi ko forex trading men bohat sahat loss deti he kyoun admi high volume lot lagata he aur bohat khatara hota he
          • #50 Collapse

            g bahi jan forex mein loss is surat mein hota jub ap ko trading kry ka hi pata ni hota jub ap ko trading ni ati to mat karo kun ke is kam ko samjh kr krna parta ha jub ap is kam ko samjh jo ge ni to loss tu ap ko hona hi ha is keta hn ke kam ko pehly samjho pher kam karo take kam kerny ka ka pata chal jay .
            • #51 Collapse

              her kam main loss ake lazmi fail hy or is main bi loss hota hy is ki waja ap ko ziyada information na hona hy is liye pehly forex ky bare main learning karin
              • #52 Collapse

                helloww dear friend. main yaha pai belkol nai member hun islye mujhay xiada tn kuch nai maloomat hain. But mujhay yai maloom hai k agar hum demoo acount bana ker us pai practise kya kery tn humm loss sai bach saktay hain n xiada sai xiada earning ker sktay hain. tn behtar yahee hai k hum xiada sai xiada study kery n knowledge hassil kery.
                • #53 Collapse

                  bhai Lack of knowledge and practice or trading ki wjah se loss hota hai or ye bhi ek risky business bhai baaqi business ki tarahn lakin agr porfit k muqqble loss zyaada ho raha hai to is mai koi galti zarur hogi jise dhoondne ki zarurat hai aap ko ..
                  • #54 Collapse

                    dear forex mai loss hone ki boht c waja hotiin hain sab se main waja ye hy k ap ko market k bare mai andaza nhn hota ya phr ap ghalt andaza laga kr market mai trading start kar dete hain jo k ap k liye sahii nhn hy ap ko loss ho ga os mai...
                    • #55 Collapse

                      forex trading me jabhi aapko loss hota hai to iski bahut sari wajah ho sakti hai agar aapko forex trading karna hi nahi aata ha i to bhi aapko loss ho sakta hai aur agar aap me greed hai ki aapko bahutsara profit karne ki chahat hai to bhi aapko loss hota hai is liye aapko kabhi forex trading me greed nahi karna hai aur aaojo loss nahi hoga
                      • #56 Collapse

                        g han dosto mere khayal me t forex ke ek he wja ha loss ke wo ye k humary pas trading ka best knowlige or es ka best expernce nahn hota ha is liy hum bary se bar loss kr bethty han or hum demo par practis krny ke bjay sedhy real acount par trading krna start kr dety han is liye hamey chaeye k ham phely demo trade kerien.
                        • #57 Collapse

                          han ji sir g forex m humri jalti hoti hai k hm is per jo lose krty hai wo zayada k lalach ki waja se hoty haiaur hum is per koi n koi jalti krty rhty hai is liye humy try kerni chahiye k lalach na kry aur sai tarah trading ker k apna paisy kamale q k is se humy hi faida hota hai k hum ak to apne lalach per control ker lty hai aur hum win ho jty hai
                          • #58 Collapse

                            bahi forex ke ek he wja ha loss ke wo ye k humary pas trading ka best knowlige or es ka best expernce nahn hota ha is liy hum bary se bar loss kr bethty han or hum demo par practis krny ke bjay sedhy real acount par trading krna start kr dety han
                             
                            • #59 Collapse

                              bhi ji forex mai loss hony ki bohat si wajh hai aik to yae hai kai hum log practice nahi krty dora hum ko agr thora sa loss ho jai to hum yae samjhty hia kai yae kam acha hi nahi hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                yar ky admag khaya hova hai mera tum to kehty ya nai ho skta phr ya kya panga hai tuyj to mera h dmag krty rehty ho or snao kya al hai or kya ho rha aaj ka l main b kitna pagal ho gy ahn aaj kal waisy b tum kaisy ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X