forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    loss hony ki boht se wajohat ho sakti hain masln ap k pass agr acha knowledge nhi hay es ka matlab hay ap ko es business ka thek say pta he nhi hay k ye business hay kia chez or ap k pass agr experience nhi to bhe ap ko loss afford karna parta hay ap k pass koi strong strategy nhi to bhe ap ko loss hota hay bar bar
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      forex mian loss ki wese to boht reason hoti hian but mere khayal mian lack of knowledge and experience major waja hai hame ziada loss is waja se hi hota hai k hame kuch b pata nahi hota aur ham risk lene lag jate hian to loss face krte hain.
      • #78 Collapse

        forex mein loss hone ki mostly jo wajah hti ha ... wo ha lack of experience .... agr aap k pass experience ziada ho ga to aap ziada earning kar sakte ho and apne loss ko kam kr sakte ho
        • #79 Collapse

          bhai forex trading main loss honay ki chand wajohat hain ya tu app ka mind fresh nahi hai ya phir app faisla karna main jald bazi kar rahay ho tu app ko forex trading main hamesha loss hi hoga ya phir app bilkul new thay aur nay learning nahi ki aur app kay pass forex trading ki knowledge bilkul na honay kay baraber hai yeahi wajohaat ho sakti hain losses ki
          • #80 Collapse

            Ap ki kamzori lack of knowledge hai forex ke barey main ap pehle forex ko schchi tarha seekhl le jald bazi na karey aram aram se is kam ko seekhna start karey Allah ap ko kamiyabi dega zaror.
             
            • #81 Collapse

              forex mai loss hona ki main waja ya hai ka wo log dil sai kam nai krta ho un ka pas experience nai hota or knowledge or skill ki b bht kami hoti hai agar ap ka pas experience or skill hoga tab hi hum profit gain kr sakta hai.
              • #82 Collapse

                Dear i think k Forex man loss sirf usi reason sy hota han jb koi new person without knowledge or experience k Forex trading ko start krdeta ho or phir us ko pta nai chalta k ab is market man kya krna han or phir woh is situation man kafi big loss kr bathta han or yeh bilkul achi bat nai hn hamy chahey k ham pahly is ko learn kary or phir is man aa kr work kary or phir hi ham is man profit took krsaky gay otherwise ham kxch bhi nai kr paye ga.
                • #83 Collapse

                  dear forex trading is a business so profit and loss are the necessary parts of any business but lake of knowledge, skills and experience are the reasons of loss in forex trading because mostly traders join it and understand it is an easy way to earn more money.
                  • #84 Collapse

                    Brother agar ap ko loss ho rha hy to is ke kuch wujuhat hoti hain jis me pehle number per joining time trained na hona .phr sekhe bgher investment karna .seniour k sath beath ker trading kerne ke bjay akele trading karna. Aur lalich main aa jana .ye main waja ho sakti hain
                    • #85 Collapse

                      Dear forex main bar bar loss honay ki major mistake knowledge experience or education ka na hona hai agar ap without practice or planning k sath is business ko karay gai tu i think loss k elawa ap ko or kuch ni hoga behtar ye hai practice or learn kar k is ko kara jaye.
                         
                      • #86 Collapse

                        bhai jaan hr business me mehnat ki zrorat hoti he.mere khyaal se forex business mein loss ki sab se bari wajah lack of knowledge he.forex men enter hony se pehle sab yahi sochte hen ye aik money making machine he or hum is se easily profit earn ker lengt but it is totally different fromvour thoughts.agr knowledge ho ga tu faida ho ga
                        • #87 Collapse

                          Ho sakta hai ap ne proper learning na ki ho trading ki....ap k pass pori knowledge nahi hogi isi liye apko loss horaha hoga.....apko chahiye k ap apni learning strong karin zyada se zyada practice karin....apne skills aur experience develop karin ap zaror successful hnge....
                          • #88 Collapse

                            forex ma sub say bri waja ap ka kud pe confidnce na hona ha ku k trade karny say pahly e ap ager apny zehan ma negitv soch kar trade kary gay to apko loss e ho ga jo k forex ma bhot e lose karny wali chez ha
                             
                            • #89 Collapse

                              meray bhai ya to ap is kam ko theek say samjh nahi pa rahay ya ap nay is kam ko sahi tarah say seekha nahi hai agar koi is kam ko seekh kar karta hai to bar bar loss nahi hota usko it depends k ap ki knowledge kitni hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Dhkye boss apko loss us waqt e ho ga jub apny forex ko seekha na ho ga apko forex ma knowlege ni ho ga to e apko is ma loss ho ga hmesha trade karty waqat hosohwas ma rahna chye tak ap loos say bach jsye or achi earning ksr saky
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X