forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    forex mien loss hone ki waja yahi ha k hum lalch karte hain or raaaaaaaaaaaato rrrrrrraaaaaaaaaaaaat ammmmmerrr hona chahte hain isi chakar mien humain loss ho jata ha or yahi waja ha humain loss ho jata ha loss hone ki
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      dear forex mein loss hony ki wja ys ap kafi achi earning kar sakty ho is lye acha work ap ki life change kar sakta ha is lye forex mein kam experience kam knowledge kam investment or lalich ki wja sy loss hota ha is lye hard work experience k sath ap easy achi earning kar sakty ho
      • #63 Collapse

        forex me loss hone ki waja insan khud hota he un logo ko forex se loss hota he jo log greedy me par jata he apny emotion ko control me nhi rakhty hain or jis time esa hota he to wo zada se zada mistake kar rhe hoty hain to is trha se un ko is business me loss ke sewa kuch nhi milta he.
        • #64 Collapse

          forex men loss hony ki man waja hai lalach kerna jo bhi user forex men ata hai wo jaldi jaldi rich banna chahta hai or wo wait nahi kerta hai is ley market men log zyada ter fail hoty hain profit kamany men.
           
          • #65 Collapse

            gee bhai jo log is business me beger practice aur knowledge nhi hote he. woo log is business me apen capital loss kerne bed is business ko chort dete he. is app log is me tab hi a job app log is ka busines knowledge gain nhi ker liet he.
            • #66 Collapse

              forex main loss hony ke 2 he sab say bary waja hoti hain , 1 to agar ap forex ko learn nahi karty hian aur is main trading start kar daty hian , 2 kay ap forex main jab lalchi ban jaty hian to us say be ap ko forex mian loss hota hai,
              • #67 Collapse

                forex kafi zayda risky business ha jis ma ap ko profit ka sath sath loss b hota ha kuch trader forex ma bager knowlage ka trading ko start kar data ha jis ki waja sa un ko kafi zayda loss hota ha un ko chaya ka wo forex ka knowlage hasil karna ka bad trading ko start kara taka loss sa bacha saka.
                • #68 Collapse

                  forex main loss hone ki sb se bari waja hai greed q ke jab hum greed krain gain to hamin loss ke elawa kuch nhe mily ga is liye hmain greed nhe krni chey.
                   
                  • #69 Collapse

                    dekhen forex mein aap new hain esliye aapko ziyaa se ziyada practice ke zarurat hai aap learn karen eske baad poore knowledge ke sath tradikng sath karen forex mein loss ke sub se bare wajah hamre ghalat oney managment hote hain
                    • #70 Collapse

                      iskey waja ye ho sakti hay k ap money management theek say nahi karty . agar ap new hay to pehlay ap demo account par practice karain aur big lots par kabhi bhi trade na lagain .
                      • #71 Collapse

                        bhai jan forex ke ek he wja ha loss ke wo ye k humary pas trading ka best knowlige or es ka best expernce nahn hota ha is liy hum bary se bar loss kr bethty han or hum demo par practis krny ke bjay sedhy real acount par trading krna start kr dety han
                        • #72 Collapse

                          Mere khayal se ap market ko study sahi tarah se nahi kar rahe hia ya ap ko ati nahi hai agar ap ko forex trading nahi ati ahi to mera mashwara yeh hai ke pahle ap forex ke business ko seekhe phir ap is market mai enter ho otherwise ap ko loss hi hoga aur ap ki investment khatam ho jaye gi.
                           
                          • #73 Collapse

                            do not fear of loss in the forex trading, it is too high risky business and i think that risk is involved in every business in the world, the main reason of the loss is lack of knowledge and experience and then greed is also main cause of the loss, so we should avoid these things.
                            • #74 Collapse

                              mPowerFX is new Forex software from Jason Fielder coming to market in April 2011. The objective of this product is to allow you to create your own automated trading strategy with ease. It will work directly with your Metatrader 4 and Metrader 5 platform for execution. To get you started, .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                wasay tu loss ki bhat ki waja hoo sakti hain un mein say kuch yeh hain tu ghult trading timing. trade kernay ka time bhee bhat metter kerta hain. keh aap kab trade laga rahay hain.aur 2nd lalach mein ana bhee loss ki waja hoo sakta hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X