kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    jee brother loss se he tu ap ko sabaq malta hy ke ap ne kia mistake ke hy ager ap us mistake ko dobra karo ge tu ho sakta hy ke ap ko pher loss ho jaye lehaza in se learn karna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Ya loss se bhi agar sabaq liya jaye to agye chal kar wo hamre liye profit ban jata ha ..is liye us mistake ko identify karna chiye jis ki waja se loss howa ha take future me mistake na kare aur profit earn kare
       
      • #138 Collapse

        Yes my dear you are right i agreed with you that k humy loss say be bohat kuch learn karna ko melta ha so is liya humy chaheya k hum apna loss ko accept kare or us main search kare k hum say kiya mistake hova ha jis say humy loss hova ha or ya again repeat na ho.
        • #139 Collapse

          han g ham logoan ko loss sai bhot kuch sikhny ko milta hai ham dubara wooo kam nai karty or naw dosroan ko karny daity hain khun kai hmy pta hai jis tarah hamy loss hua hai dosroan ko bhe ho sakta hai
           
          • #140 Collapse

            ok sir hame loss sa b buhat kuch sekhna ko milta ha jis galti ki waja sa hame loss hota ha to hum next time wo ghalti ni karta iss tarah hmari ghaltya kam ho jati ha aur hum ko zyada sa zyada profit earn krna ka.........
            • #141 Collapse

              g haan bohat kuch milta hai ap bohat kuch seekhte hai apni ghalati se lekin apnni ghaalti ko man na or us per kam kerna bhi zarori hai.
              • #142 Collapse

                forex tading me successful honay k liye zarori hai k ap apny experience aur apny knowledge ki base per trading kryn without these two things forex trading is a waste of time and money dost ko bhe avoid karain is sai dusroan kai barain mai sochana chaie
                 
                • #143 Collapse

                  gee han humein loss say bohut kuch seekhnay ko milta hai kiu kay insan gir kay sambhalna seekhta hai forex trading mein agar humein loss hota hai to hmari kisi ghalti ki wajha say hota hai aur us say say huein sabaq mlta hai aur hum aenda wo ghalti nahi karty .
                  • #144 Collapse

                    trader ko loss bohat se baton ki wja se ho skta hai, trader ki apni galti ki wja se b or dosri chezyn b trading ko effect krti hain, there is a saying that mistakes comes in our life to teach us a lesson. so we have to learn from our mistakes so that we can not repeat the same mistake in our future
                    • #145 Collapse

                      g humay bht faida hota ha loss sy b is tarha humay andaza hota ha k marketing mai kya chez galat hoskti ha or kis tarha sy sahi dealing hoti ha or insan mai agay barhnay k salhiyat barhti ha or wo zyada tareeqi b karta ha
                       
                      • #146 Collapse

                        han mere khayal me hume lost se bhe seekhne ko milta ha kyon k insaan ghalti se seekhta ha aur bussiness me to lost aur profit sath chalte he lost hone se insan ko apni ghalti ka bhe pata chalta ha jis se wo baar baar ghalti nahe karta
                         
                        • #147 Collapse

                          g myry bahi hamy jb loss hota hy to b hamy sikhny k liay kuch na kuch milta hy q jb hamy loss hota hy to ham dobara dykhy k hamy loss kahn sy hoya hy or q hoya hy ham ny aysa kya kiya tha jis ki waja sy hamy loss hoya tha is trhan ham apni galti ko thik kr sakty hy or next time aysi galti ni kary gy ham.
                          • #148 Collapse

                            ji haan mere khayalkse to loss se insan ko bhut kuch seekhne ko milta hai phli cheez to wo yehi seekh jata hai k konsi mistake forex me allow ni hain jo k ainda nai karni dosri cheez wo ye seekhnta hai k loss ko kis tarhan cover kiya jaye
                             
                            • #149 Collapse

                              Forex business me jo bhi loss hota hai wo hamesha trader ki apni mistake se hota hai. Aksar jab hum jald bazi karty hain tu humen is se kafi loss hota hai or is kay ilawa or bohat se method hain jo loss ki reason banty hain magar filhaal simple baat yehi hai kay humen market me sabar ka muzahira karna chahiay taaky hum losses se bach saken.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                yes my dear forex trading business mai jab hamy loss hota hai to hamy apny loss ki waja sy sabak sekhna chahiay jab ham apni ghalti sy sabak seekhy gy to ham us ghalti ko dobara ni kary gy or is tarha ham forex trading business mai aik kamayab trader ban saktay hain or is mai achi earning bhi kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X