kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    I think jo trader ma kaamyaab hona chatay hai'n to un k liye un ki ghltiya'n un ki kammyabi ma ahm kardar ada krti hai'n q kay ap ko saub say zyaada experience apni gltiyo'n sa he hota hai or ap next us say bach kr zyaada profit earn kr sktay hai'n....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      asslam o aliku .....dosto ..... jesa k ap n kaha ye such hy hame loss sy boht kuch seekhny ko milta is sy hame apni ghaltyo ka pta chalta hy or hum theek kar sakty hain
      • #288 Collapse

        ji ha dosto trading me ghaltia trader se hoti he is ke bagher app loss nahe kar wasakte apna app ghalat pair per tarde lagakar ya jald baazi me trade close karke apna loss karwate ho or baad me app ko sabaq hasil hota he jis se app ghalti repeat na karne se seekh jate ho
        • #289 Collapse

          jee han meray bhai ye aik business hai jis main hamain kabi loss hota hai to hamain apni galti ki wajah say hota hai or us ka sab say bara faida hamain ye hta hai k ham apni galti say seekh kar agay barh saktay hain or hamain chance milta hai seekhnay ka
           
          • #290 Collapse

            forex ak ach business ha sab is kam ko like karta ha sab is kam ko pat time ma kart ha sab ka iy ha forex ak acha business ha sab ka iy ha forex ak ach business ha
            • #291 Collapse

              ha bilkul hame loss sa b buhat kuch sekhna ko milta ha jis galti ki waja sa hame loss hota ha to hum next time wo ghalti ni karta iss tarah hmari ghaltya kam ho jati ha aur hum ko zyada sa zyada profit earn krna ka moqa milta ha.
              • #292 Collapse

                ge bulkul ham loss se bahut kuch seek saktein hain ager es ko ek lesson samaj kr ayenda ke liye ikhtiat kare yani ayenda ke liye na duhrani ka azam ho tu ye seekna he ha
                • #293 Collapse

                  g bilkul mera khyal hy k hr hony wala loss 100% trader ki apni ghlti sy ota hy q k marekt rates sab k liy same hein aur agr ess mien koi aur profit earn kr rha hy aur ap loss kr rhy hein to qasoor sirf ap ka hy ess liy ap ko pani ghlti tlash krni chahiy ta k again ap wo mistake na krien ess liy apny loss ka lazam kisi aur ko nai dein to acah hy.
                  • #294 Collapse

                    kabhi kabhi ya trader ki policy ki wajha sa bhi loss hota ha lkn kabhi kabhi ya mulk ki surat a haal ki wajha ya hukamat ki policy ki wajha sa bhi hota ha....
                    • #295 Collapse

                      g han dosto ham loss ker k bhut kuch hasil hots hai phr jab insan trade kerta hai phr wo galti dobara nhee kerta or achi tarike se tarde kerta hai or profit hasil kerta or kuch na kuch wo sikhta rehta hai.
                      • #296 Collapse

                        jee han ghaltion se he insan seekhta hay magar apni mistakes ko repeat nahe karna chahye forex trading mai jab koi trader mistake karta hay aur osko loss hota hay to woh ais se lesson hasil karta hay aur oska experience create hota hay
                        • #297 Collapse

                          je han forex trade mein loss to trade ka aik lazmi hisa hota hy aur ye loss trader ki apni he mistakes aur forex ke bare mein kam knowledge aur experience ki waja se hota hy aur trader in mistakes se bohat zeyada seekhta hy aur in mistakes ko dobara nai hone deta aur mazeed zeyada mehnat kr ke kamyab honay ki koshish krta hy.
                          • #298 Collapse

                            yeh baat bilkul such hai ke hamare ziada tar loss apni ghalti se hote hain lekin phir bhi kuch loss trades aisi hoti hain jin mein hamari ghalti nahi hoti. Kabhi aisa hota hai ke hamare analysis correct hote hain lekin market bilkul different behave kar jati hai aur hamari trade ke achanak reverse chali jati hai. USDCAD pair ko main aise hi samajhta hoon.
                            • #299 Collapse

                              apki bat se agree hn bilkul hmain loss ce bht kuch sikhane ko milta hai r hm baaz dafa los ki waja ce hi knowledge ko gain krty hain r experiance ko gain krty hain ju hamain hcha trader bnanay main madad deta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                yes my dear forex member loss sa to insan sabak sikta hy loss or profit sat sat chalty hy ya to tradind hy ya to ab loss ho raha hy kuch bar bad profit ho raha hota hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X