kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    G Bahi loss say khuch nae bhout khuch seeknay ko milta hai agar aik bar aap ko loss ho giya tou second time aap kay dimag main wo galti ho ge k yar falan galti ki wajah sy loss hua tha tab aap wo galti nae karo gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      yes why not the loss is also the way of the learning if we will learn from the loss then at the end we will get the success in the forex and will become the professional trader at the end ,that is why dear the loss is also the good
       
      • #153 Collapse

        ha bilkul hame loss sa b buhat kuch sekhna ko milta ha jis galti ki waja sa hame loss hota ha to hum next time wo ghalti ni karta iss tarah hmari ghaltya kam ho jati ha aur hum ko zyada sa zyada profit earn krna ka moqa milta ha.
        • #154 Collapse

          yes forex mein hum apnay loss say he tu bhat kuch sekhatay hain.aur next time us loss say save rhany k liya hum sahi plaining say kaam kertay hian aur apni trades lagtay hian ta keh phir loss na hoo but aik baat hai keh forex mein aap loss say totally kabhi bhee nahi save rahay saktay,
          • #155 Collapse

            Dear friends mere khyal may tau dunya ke har kaam may nakame ya loss se hame kuch na kuch milta hai agar hum ghor kare tau is tara agar aap forex may bhe koye loss karte hai tau apni ghaltyo ke waja se karte hai is leye un ghaltyo ko dur karna hota hai tab kahe ja ke aap forex k aik behtareen trader ban sakte hai.


            Thanks to all knowledge providers
            • #156 Collapse

              G han meray bhai forex me jabb ham koi galti kartay hai... to hamee bhut kuch skhnay ko milta hai... aur agar hamm apni galti ko ignore kar detay hai.... to hamm kbhi bhi kuch nh skh sktay hai......
               
              • #157 Collapse

                i think jetna ap ko loss se sekhne ko milta hy utna profit se nahi nmilta kuyn k jab loss hota hy tu ap ush k bary me sochty zaror ho sara overview apne mind me banaty ho k kiss tarha se loss hua tu ap ko loss se sekhane ko zayada milta hy.
                • #158 Collapse

                  forex trading seey loss keey hoo janeey seey bohet kuch seekhaa jaa saktaa hey aur next loss naa honeey kaa bi judgement ker liyaa jaata hey forex aik bohet wassi business hey jiss meey trades ko laganey seey loss bi uthana pertaa hey lekin iss sey hum ko koi knowlwdgw milta hey aur experience berhataa jata hey tu aaney waley time meey mistake kum hoo gi
                   
                  • #159 Collapse

                    G haan janab Forex mein humain loss sy bhi faida hota hai, humain jab bhi is mein loss ho to humain apni us galti ko avoid nahin karna chaiye jis galti ki wajha sy humain loss hua hai balky humain apni us galti sy learn karna chaiye taky hum us mistake ko dubara na duhraen aur loss sy bach saken.
                    • #160 Collapse

                      han loss sai humai srkhnai ko milta hai kai hum nai kia ghaltiyan ki hain......aur un ghaltiyon ko kaisay thek kia jasakta hai .aur sahi ghalat ka farq pata chalta hai
                      • #161 Collapse

                        Bilkul aap business me loss hone ki waja se bht kuch seekhte hain aur ye aap ki galti ya aapke over confidence aur future planning na hone ki waja se hota hai, aur kehte hain k aik acha business man wo hai jo apni galtion se sabak hasil kre aur dubara un galtion ko na dohrai.
                        • #162 Collapse

                          g haan bhai main ye baat manta hoon k jab bhi trader ko loss hota hai tu is se buhat experience hota hai aur trader next time carefull ho jata hai us loss ki waja se aur bhi is mn buhat kuch seekhnay ko milta hai jo ham ne pehlay kabhi nahi seekha hota
                          • #163 Collapse

                            G han janaba hum agar koi ghalti karty hain to wo ghalti hamary sikhati hy k agar hum aesa karengy to hamay nuksan hoga islea ye nhi krna chahye ....................
                            • #164 Collapse

                              g bilkul sir hamy loss sa b bhot si cheezy seekhny ko milti ha un sa b ma sa sb sa phla hamy is business ama experince hasilo hota ha hamy apni galti talash kar k us ko thek karni chae ya k ham next time wo galti na kary or pher is business ko easily kar b pae...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                g bai koi b field serf forex hi nahi agr ap sekhne ke maind se forex me interest layte ha to ap ko forex buhat kuch sekhne ko mile ga ap dubara wo ghaltiya nahi kare ge indicator ka sahara le newses per khabar rakhe....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X