kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    g bilkul bhai wo kehtay hen na k failures jo life me milti hen un say bht kuch seekhnay ko miltay hy so ..... so loss say bb bht kuch seekhnay ko milta hy ...... is liay humen loss hona b zaruri hy ta k pata rahay konsi ghalti theek nahi hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      assalamu alaikum jee han brother i am agree with you forex mein har aik loss aap ke leyein aik lesson le kar aata hain har aap us lessson ko samjhne mein kamyab hojatein hon to aap future mein ache trader ban saktey hain..agar aap loss se sabak ni seekhtein to aap future mein kabhi bhi kamyab ni hosaktein..
      • #183 Collapse

        dear brother assalam o alaikum ji hn yeh baat bilkl correct hai ke bhai apne loss se bhe bhot kuch seekh sakte hai or insaan apni mistake se hi kaam seekhta hai or phr ahista ahista taraqqi karta hai or earning bhe achi kar sakte hai is pr work kar ke easily
         
        • #184 Collapse

          Jee hum sab ko loss se kuch na kuch seekhna chahiye kunki loss hi hum ko reason betata hey mistake ka lekin is k liye hum ko boht practice chahiye or demo per trading kerni hogi ager hum demo trading nehi kerien gey or direct live per kerien ge humara loss increase hota jaye ga or ho skta he k trading account hi ura dien,
          • #185 Collapse

            g haan ham apne loss se bohat kuch seekh sakhte hen or un mistake ko dubara na dohra kar ham loss se bach sakte hen
            • #186 Collapse

              ji han mai ye samjta hon k jb tak ap loss nai karte ap khud ko perfect nai samaj sakte ku k loss hi apko guide karta hai k apki kha kya mistakes hai. forex trading mai bhi jin ko loss hota hai wo phr apne loss se mistakes ki correction karte hai.
              • #187 Collapse

                trader humesha apne loss se sekhte hai ke hume kis waja se loss chuka hota hai isilye hamain chahiye k hum apni galtiyon se sekhain jis se bht kch sekhnay ko milta hai aur ji han bilkul hamari apni galti ki wajah se howa hai or apne loss ko apni guid lines bana kar trading karte hai or success hasil kar...............
                • #188 Collapse

                  meey bhai bilkul loss se bhi fayda hota hy ke aainda insan apni galti ko durust karta hy
                  or dobara aise trade nhi lagata
                  • #189 Collapse

                    ji bhai trading k work main jo loss trader ko hota ha wo trader ki apni mistake ki waja sa hota ha or us mistake sa trader ko kuch sekhny ko bhi milta ha q k jab trader dobara kisi pair par trade ko open kary ga tu wo zaror us mistake sa bachny ki koshish kary ga jis ki waja sa us na phly loss kiya tha.
                    • #190 Collapse

                      yes janab loss ap ko aik acha trader bany mai boht help karthy hai loss sy ap ko ap ky mistake ka patha chalta hai k ap ny kaha par mistake kiya hai loss hi sy ap khot ko imporve karsakthy hai
                      • #191 Collapse

                        ji han humen jab loss hota hai to us say hum bht kuch sekhte hai is sy humen ye pta chalta hai k hum sy is me kia galti hoi thi to hum wo galti dobara nai kare gay wo kehte hai na k jo hota hai achi ky liye hi hota hai
                        • #192 Collapse

                          jee haan bilkul seekhny ko milta hai aur seekhna bhi chaye. because hamari success hamen itna nahi sikhaati jitna hamen hamary losses and hamari sufferings sikhaati hain.
                          • #193 Collapse

                            har business ka aik rule hota he aik raaz hota he kamyabi ka aur har business ka woh rule aur woh raaz aik hi he aur yeh kaam bhi forex ka aik business hi he is liye is ka bhi rule aur iska bhi raaz yehi aik he aur woh yeh he ke ap loss karo jab ap loss karke aik dam neeche giro ge to apko phor sanbhal kar charhna zyada achi tarah ayega
                             
                            • #194 Collapse

                              g han humey milta hai muje abhi hoa to nahi hai or na ho mger ager loss ho ga to humey ye pata chaley ga na k kesey hoa humey loss kis mistake se hoa hum ussy thek krna chaey gy.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                pehlay to humain koshish kerni chahiay kay trade open kernay say pehlay hum market ko achi terha read ker lain or news ko bhi daikh lain us kay baad apnay mind say bhi analysis ker kay daikh lena chahiay then trade open kerain ager us main bhi aap ko loss ho jaye to aap ko chahiay kay us main say apni mistake ko note kerain or usay dubara na kerain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X