new tradres ke liye advice

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    kuch is main trading ko is tara say note krty hain jin say ye kafi zada asani say paisa bana saqty hain is account say live trading ko krna market main kaffi zada muskil cheez hoti hai jis kay liay humy kafi zada experience ki zarort hoti hai
    I LOVE PAK FORUM
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      g bhaia p ke bat thek hai kah new investor ziyda tar loss kar jata hain q k un ka pas itni experience he ni hota hai ise liyaunha ya cahhiya kah wo apni investment ka kuch hesa invest mat karin mein ap ke is bat sa agree hun ap na jo kha tk kha hai.
      • #768 Collapse

        Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (: g bohat achi advice ki hai ap ne new trader ko pehly demo account pe full practice krni chahiye phir apni raqm ka kuch hisa live account mein trade kr k real mein loss or profit ko experience krna chahiye phir barri raqam ki trade krni chahiye jab usy full practice ho jye
        • #769 Collapse

          jee dear friend mn aap ke is baat sy completely agree krta hn k new traders ko ek dam sy sara capital forex market mn nahin phenkna chahye. balky ahista ahista sabar k sath thori thori investment kr k aur practical trading kr k seekh seekh kr chalna chahye, is sy earning bhi ho ge, experience bhi barhy ga aur capital bhi save rahy ga
          • #770 Collapse

            new trader ko chahye k hamain is main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum market main run karein ga aur profit hasil karny main asani ho gi
            • #771 Collapse

              aap ny new trader ko acha mashwara dia hy, new trader ko chaie k to low levelage sy apni trading start karen jab acha experience ho jahy to phr wo acha earn kr skty hain, shuru main hi high levelage sy work nai krna chaie new trader ko.
              • #772 Collapse

                New traders ke liye Yahi advise hai ke woh Forex trading ko achi Tarah Se Sikar Phir is main kaam kare jab tak Forex Khushi ki nahi unko Forex ki samajh nahi Aayegi Forex match ka kaam karne ke liye aur yahan se profit Hasil karne ke liye Forex ko samajhna zaroori hai isliye Forex ko Samajh Kar kaam kare tak hai aapko Yahan Par achha profit mil sake aur aap success Hassan kar sake
                 
                • #773 Collapse

                  good Advice

                  New trader k liey meri tarf se advice yeh huti hai k new trader ko ghabrana nahi chahiey aur hume har halaat ka smna krna chahiey jo k buhat zarori hai so hume iss tarha se ghrbrana nahi chahiey
                  • #774 Collapse

                    g main apki bat se agree hun yah tip new trador k liye bohat acha hai new trador k apss abhi itna knowledge nahi hoti hai es liye unhain apny business mainj kbhi bhi itna bonus invest nahi karna chahye jub wo sikh jaty hain forex main trading karna tu tab wo apny bonus ko jis trha marzi use karen koi masla nahi hoat hai maghr un ko pahli dfa kam invest karni cahhye
                    • #775 Collapse

                      Sahe kaha ap ny kyo k agar ap k pas kuch ho ga tou trading kren gy aur new traders k liye tou zaruri hy k wo leverage kam rakh k trading kren jis sy ye k nuqsan tou ho ga magar apko experience bhe hota rahey ha
                      • #776 Collapse

                        sir mujay forex ma 3 year ho gay ha or ma trading bhi kr raha ho or posting bhi kr raha ho ma apko yahi kaho ga k trading start krnay say phlay apko uska knowldge lay lena chahiye k trading ches kia ha or wo apko demo account say milta ha ap jab bhi demo account ma trade krty ha to apkay dil ka dar katam ho jata ha or apko market ka bhi idea ho jata ha
                        • #777 Collapse

                          jee dear ap ne new traders ko aik achi advice de hay aur main b is se agree kerta hoon k humain apni sari money Forex trading main he lagani chahie belke only 100$ se he is business ko start kerna chahie aur jeb hum is business main expert ho jain to ziada b invest ker sektay hain.
                          • #778 Collapse

                            Mery khayal sy forex me new person ko experienc banana chahie or start me thora bonus trade kare ta ke loss hony ki soorat me bhi agy trade kar saky forex me tajurba he hy jissy hum use kar sakty hein or kuch nahi
                            • #779 Collapse

                              forex trading main sab sy pehly apko chahiy k ap demo account p baht ziada practice kro gy to apko forex trading ka mokammal knowledge aur experience hasil ho ga usky bad apko investment krna ho gi per pehli dafa km us k bad jab ap ko yaqeen ho Jay to apko phr forex trading ka experience aa Jay to apko phr ziada investment kr k trading krna shuru kr sakty ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                yes this is very important agar hum aik he bar main sara balance trade main lga dain gy tou hum loss kar baithay gy because in starting hmaray pas koi experience nahi hota es liy thoray thoray balance say trading start karen jab experience ho jaye then trade apni marzi say kren es tarhan acha profit earn ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X