new tradres ke liye advice

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    gee haan ap ke bat ache he keh new traders ko apne trading mein phle sare investment na krne hote he blkeh new traders ko phle trading ke bare mein pore information aur trading ke learning krna hote he phir us ke bad apne trading mein ziada investment kre to boht fida hota he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      saalam bhai jee app forex mein knew hain tu app ko is mein saber se kaam karna chahyia aur laaluch se dur rehna chahyia aur himaat se kaam karna ho ge is mein saber se kaam karin jaalbaazi bulkul na karin yaah app kaay liye acha hai samaaj lain yaah kaamyaabi kaa raaz hai
      • #738 Collapse

        Bhai g forex trading bohat acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per maira new traders sai ye sawal hy k ap sub sai phla is mai learn karo or phr yahan demo mai practice karo experience ke liya
        • #739 Collapse

          jab trae karty hain to humain sab say phly learning karni o gi ta kay humain kam karny main loss km ho skay magr humain demo say help lyni ho gi or humain planing kar kay kam karna ho ga
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #740 Collapse

            bilkul esy hi hai hum ko kabhi b zaida investment nhi krni chaiyeh jab tak hum new hain tu humy soch samj k trading karni cahiyeh tu hi kamyb hu skaty hain choti sy choti invest karo hensha loss b hu tu koi farq na parey
            • #741 Collapse

              ye advice bhi theek hai new traders k liye or aik suggestion man bhi un ku daina chahun ga k forex aik riski business hai ap yahan learning ker k ayn ta k ap ku loss na hu or earning ker k jain.
              • #742 Collapse

                Mery bahi Jo bhe es market mai new hai. Mery en ky lye advise ya hai k wo es market mai sub say pehly forex market ki learning hasil kray aur phr es market mai trade kray. Tou wo es market mai kamyabi hasil kr sakty hai.
                • #743 Collapse

                  han g yah bat to theak hai new trader ko pahly forex ka risk ko samjhna ho ga or jab wo trading start karny lagy to all amount se trading na lagain balky thory amount use karin. theak hai k us se un ko profit to kam ho ga per dosay end per un ko is se loss b kam ho ga or jab wo forex ko samjh lain to apny investment increase kr skaty hai
                  • #744 Collapse

                    Dill laga ke trading karo aur kabi hurt nahi hoa tab ap ko trading mein maza aai ga aur ap dheeko ge ke ap ko kitna opportunities melti hai forex mein paise kamane kely kafi mall maoujod hai
                    • #745 Collapse

                      new traders ko chaye k phle wo achi trahan learning karian.. jab wo samjaen gaye toh hi pasay kama sakayen gaye.. is k liye demo account bana k kam karian or basic concepts say lay k trading start karna or band karna sikhayenn
                       
                      • #746 Collapse

                        Maibhe es market mai new ho. Linan mey mutabiq jo bhe es market msi kam krna chahta hai. Tou wo esxmarket mai complete learning ky bad kam shoro kray gy tou wo es market mai kamyabi mlay gy.
                        • #747 Collapse

                          Bhai meri tou new traders ko advice hai ky pehly ap forex forum sy bonus hasil ker ky trading kerain aur jab apko forex trading ka kafi sara experience hasil ho jaey tab apni investment ker ky forex main trading kerain is sy apki investment main sy apko loss nehi hoga aur ap sufficient experience hasil kerny ky bahd apni investment per successful trade ker sakain gy
                          • #748 Collapse

                            humain news ko follow kar kkay kam karna ho ga humain hard work kar kay trends ko follow kar kay practicec say kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho gi
                            • #749 Collapse

                              Aap ki suggestion buhat behtareen hy. New traders ko small equity use krni chaheye aur is key sath small volum of lots use krni chaheyen. Big volum use krney sey aap ko big loss ho jaye ga. Is ky elawa new traders ko chaheye keh woh profit ki peechay na bhagain balkeh trading ko perfect bananey ki koshish krain takeh loss kam aur profit ziada ho sakay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                is main hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho skay gay aur profit hasil kar skay gay aur earn ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X