new tradres ke liye advice

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    New traders key leye aap ki advice buhat achi hy. New comers ko small investment sey trading krni hy aur ziada big volum ki lots nahi lagani. Forex aik risky business hy aur is main kisi bhi waqt loss ho jata hy. Is leye ziada high risk nahi lena chaheye aur slowly slowly market main enter hona chaheye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      ye aik good buiness hai is ko bhaut ys look rrahy hain lekin jo new memnbrs hain un ko ye buines learn krna ho ga ye aik acha buiness hai is ko kiisi timke bhi kiaja kstga hai ye aik good buiness hai
      • #723 Collapse

        janab ap nay buhat achi advice di hae lekin main tou new trdaers ko yeh advice dena chahunga k investments he na karen or postings se jo bonus earn krein us se newbies trading krein taky agar loss ho b tou apky apnay paisay na jayein or jab experience gain kar lain ap tab ap investments karen..
         
        • #724 Collapse

          hello my dear friends kesay hain ? friends phelay to main new member jo trading kar rhay hain un ko welcome kehta hun or unhain yeh btata chalun keh trading bohat hi risky business hay is ko.achi tarha seekhain tab trading karain .
          • #725 Collapse

            Aslam o alikum janb mere khayal me bahi new trader jo be hu wo sb se pehle iss ko demo account per seekhin aur iss se jab acha experience ho jae tu phir real per start karin
            • #726 Collapse

              new trder k liya ya best ha k wo demo acount pa trding karna sekha jab wo auchi tra sa trding krna sekha la tu wo apna real acount ma kud sa invest kar k trding karya asa karna sa un ko loss ni ho ga or wo bagr loss k hi auchi tra sa trding kar paya ga kud k bance sa auchi tra sa trding hoti ha
              • #727 Collapse

                new traders ko chaiye ke woh jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai techinal analysis ko seekhe aur practice kerahe.
                 
                • #728 Collapse

                  Unexperience trader jo complete skills nh rakhty wo loss sy bachny k lye strategy bnain. Jis mn wo apni sari investment sy trading na Karen. Q k agr loss bh hua tu ziada nh hoga. yeh newbies k lye aik achi trick hai.
                  • #729 Collapse

                    new traders ke liye yahi advice hai ki, bade loss mein account dekhne ke baad chokein nahi balki wait karein. Sabko mauka milta hai thode loss ya profit pe deal close karne ka.
                    Cool-Mind-Peace
                    • #730 Collapse

                      dear sab ko chaye k wo new traders ki help k ley un ko tips dia karen ho sakta hay app ki tips hi new traders ko learning karwa saky or un ki help mumken ho saky
                      • #731 Collapse

                        Bhaei apne bilkul achi advice di he new traders ko hum jab bhi es business min aaein to apni tamam jama ponji ya pori raqam yahan na laga dein ta k agar nuqsan bhi ho to sirf un rupees ka jo hum asani se offord kar sakte hin humin es karobar min nafa to hota he magar nuqsan ka pehlo bhi nazar min rakhin to phir hi hum kamyab hon ge other wise to 95% traders loss hi karte hin yahan pe.
                        • #732 Collapse

                          some new advice for new traders are that they need to practice on a demo account and have patience and gain the experi9nec and knowledge and in this way they can have the success.
                          • #733 Collapse

                            well main sbko same dcie hee dete hn jo k yae hai k apne emotions ko conrtrol mian rakhte hue demo pe practice karain aur wahan pe jitna experience hasil karsakte hain jitna knowledeg le sakte hain lain aur phir apna confidence uild kar k further real trade ki taraf proceed karain
                            • #734 Collapse

                              My dear friends forex trading business main new traders ke liye meri advice yhe ha ke wo sab se pehle yhe samjhin ke forex ha kiya is ka knowledge hasil karin is ke bad forex traders forex ki demo account main practice karin.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                G ap ne theek kaha hy k forex trading mein jo new trader han un ko cahaiye k wo pehly forex trading mein kam investment se trading karen kiok new trader k pas knowledge aur experience kam hota hy aur jab knowledge aur experience hasil ho jaye tu phr ziada investment kar k ziada profit earn kar sakty han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X