new tradres ke liye advice

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g bhai main apki bat se igree hu ke new trader ko kam avesment se hi start kary us se humain ye faida hoga ke ager humain loss bhi ho jata hai to koi problam nai ho gi or hardworking kar ke aghy bary
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mara ya kahna ha ka ma na forex ko kuch arsa pahla join kiya ha is lia nahi pata ka dosro ko kaya advice di ja sakthi ha is lia sahi advice ka lia experience zarori ha
      • #18 Collapse

        dear main khud new hon main kisi ko kya advz day sakta hon,,ho saky to koi mujhy bta day k daily kam say kam kitni post krni chahaey ta k account block na ho or
        zayada say zayada kitni post ki had hoti hai
        • #19 Collapse

          g han g dear ap ne bilkul thek kaha hai aur main app ki bat say agree karti hun forex aek risky buisness hai jis main haman loss b ho sakta hai is liye haman loss sy bachne k liye zyada koshish karni chahiye k ham kam investment karan
          • #20 Collapse

            dear new members forex trading start karte waqt chand baaton ka zaror khial rakhain pehle information agati karain us k baad dummy account bana kar practice karain aur jab aap samjo k aap kar sakte ho to real account bana kar trading start kar sakte hain
            • #21 Collapse

              G han man bhe ek new tradeer hon man ap ke bat samjh gia hion or man jab bhe trading kron ga to man ap ke bat ko yad rakhon ga ap ne bhot he achi bat shair ke ha or man ap ke bat se agree krta hon
              • #22 Collapse

                i agree with you ..new traders ko proper risk management ani chaiye ... aur little amount se trading krni chaiye plus saari amount trading ma n lagani chaiye ....aur sb se bhtr ye ha k wo demo account par practice karen ..
                • #23 Collapse

                  woh pehle demo account pe trading kr practice karen aur seekhen k trading kis tarah hoti hai aur knowledge haasil karen about forex trading... demo sai betr patha chal jy ga forex kaisai utaliz krna hai....
                  • #24 Collapse

                    mai tamam new members ko yahi advised dungi k wo pheley demo account per practice karen bohat zdaaa usk bad hi real account per kaam karen warna ap successfull nahi hngay
                    • #25 Collapse

                      new traders k liye mai yehi kehna chaho ga k wo khoob mehnet kare aur loss hone ki soorat mein dil choota na kare forex k baare mein zayada se zayada knowldedge hasil kare aap ki efforts aur mehnat hi aap ko forex mein kamyab banye gi
                      • #26 Collapse

                        Gee han new trader key liey acha mashwara hey wo trading pehley achi tara seekhen demo account per experience hasil karen pehley wo kisi trader ki nigarani men trading start karen to aap ko bohat acha experience hasil ho ga.
                        • #27 Collapse

                          geee bhai aap ne thek kaha hy jb ap trading start kroo too pehly thory se balance se trading start kry aur jb sath sath knowledge aur experience ziada hoota jaye too pher aap apny invest ziada kr dy aur pher bry trade lgaye too pher ap koo profit hoo gaa forex forum acha busineess hy
                          • #28 Collapse

                            khud thik nhi ho ga us se seekhain or again repeat na karein or aik dafa k los tou us ka employe kbi bhi thik..
                             
                            • #29 Collapse

                              bilkul thik kaha aap pahly achi tarah stable ho jye us k baad investment ki trf aye ku k yah bht hi risky kaam ha aap ki aik hi click sy kaam bigar skta ha aur aap ki payment zaya bhi ho skti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yahi k itni hi trade lagain jitni haldle ker sakhtay hain kisi bhi lalch main na ayain aur apni trade py focus karain loss ki surat main gabrain na aur trade k liye news dekhain aur market ki position bhi check kertay rahain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X