yes deari bilkul app sahi kah rahy hain forex amin ju bhe jazbati ho kar kam akrta hai forex mai wo hamesha loss he karta hai iss leay jazbat main akaer na he koi order lgaian aur na he koi failsa karain wo failsa app ko ziada tar nuksan he daita hai kun k iss time app k demag kam akrna chor daita hai aur app apny dil ki sunty hain jab k dil hamra jzbat main hota hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим