Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    jee ha sir sahi kaha ha apnay forex tarding ma hamay jabatti nai hona chahiye qk usay ham galat bhi tarde laga sakty ha jis say hamay loss bhi ho sakta ha islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye takay apko forex ma loss nai ho or ap aek achi earning bhi kr saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      sir baat ya ha kay forex ma hamay aram say or sakon say tarding krni chahiye qk forex ma agar ham jald bazi krty ha to hamay loss bhi ho sakta ha islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye takay apko forex ma kasi bhi kisam ka loss nai ho or ap aek achi earning bhi kr saky
      • #723 Collapse

        g ap ki bat sahi hai forex trading aik aysa business hai jsi main trading karny k liye hmain apny mind ko set rakhan chahye or jald bazi nahi karni chahye har point ko analyse karny k bad he trading karni chahye mtlab yah hai k har chez ko plan karny k bad buy ya sell karna chahye forex trading main pher he es main hmain acha profit mil jata hai
        • #724 Collapse

          Ji aap ki bat bilkul drust hai ke forex trading main jazbati nahi hona chahie. Lekin ye busienss hi asa hai ke insaan jazbati ho jata hai. Jab ham ko loss hota hai tu jazbati ho kar ham bari lot ka trade open kar lete hain aur jab acha profit hota hai tu lalach main akar bari lot ka trade open kar lete hain is lie mere khayal main donon soorton main hamain nuqsaan hi hota hai.
          • #725 Collapse

            ye busness bhot hi tahamal mizagi se aur sabar se karna parta hy jald bazi mein nuqsan k chance zyada hen.aur co operate and team work se ham apny busness ko bahtar tareqy se chala sakty hen
            • #726 Collapse

              forex trading mei kabhi bhi jabzaati nahe hona chiaye ye aik big business hay market mei ups downs tezi sey aa jatay hain so kabhi bhi humay crazy nahe hona chaiye ess tarah jazbaaati honay sey humay loss hoskata hay
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #727 Collapse

                forex trading main trading k doran Jo traders bahut ziada jazbati ho k forex trading krty hain aisy traders ko forex trading main bahut ziada loss ho jata hy mera yehi mashwara hy k ap log forex trading main trading k doran kabi bi lalch ni karo aur aik din main ameer hony k ni socho blky sabar sy trading kro apko zaroor Profit ho ga forex trading main
                • #728 Collapse

                  Forex trading Main Apne Jazbaat Hi Nahi Hona jazbaati Jab Insan hota hai to wo Apne man se kaam nahi karta Ojas Bharti ho kar raha hoon decision Le leta hai Is liye Insan ko chahiye cave Ojas Bharti Na Ho Aur Forex mein bilkul relax mind ke sath kam Kare wo bahut accha kaam kar sakta hai aur ek acchi trader Ki Tarah Forex trading Mein maximum profit Kobe Hasil kar sakta hai
                  • #729 Collapse

                    Forex trading is all about patience..we should keep patience in forex trading if we want to become a good trader.. profit and loss are the part of business..sometime market move opposite to our analysis.. and our trade closes in loss..we should keep patience..and should wait for good market condition..
                    • #730 Collapse

                      Ji haan bilkul Forex trading mein bilkul bhi just Baatein nahi hona chahiye aur apne Jazbaat par control Rakhna chahiye Kyunki market Har Waqt aap kaun hoti rehti hai aur is condition mein samajhdari se kaam Dena chahiye aur Market ke profitable hone Ka Intezar Karna chahiye
                      • #731 Collapse

                        JI bilkul jazbati admi ak acha trader nhi bn skta.. aap ko calm rhna ho ga trading krte waqt.. agr aap ko loss hota hy tw aap ko bear krna ho ga k aap next boht jald cover kr len ge. Jazbati hone se ye nuqsan b ho skta hy k may be aap ache decision na le sken jis se aap ko mazeed nuqsan ho skta hy...
                        • #732 Collapse

                          jee haan bhai forex main hmain jazbati nae hona chaiyay balky hmain hmesha dimag sy kaam laina chahiyay kabhi kabhi aisa hota ha k ap market watch kr rahay hotay hain aur ap soch rhay hotay hain k main ye trade lgaow k na lgaow aur us pair ke price aik dam up chali jati ha phr ap kehty hain k kash main ye trade kue nae lgai aur ap phr wo trade usi time laga daity hain aur phr usi time wohe pair down ana start ho jata ha aur apko loss hona start ho jata ha so ap ko emotional ho kar trade nae lgani chahiyay
                          • #733 Collapse

                            yes forex traidng ma ap ko jazbati nai huna cahyea balky normal rah kar pher trading karnai caheya as say ap ak acaha profit hasil kar sakty hu agaer ap jazbti hu jao ga to forex asy logo ko thnada kar datai hi ap ko cahyea normal rah kar pher trading kary
                            • #734 Collapse

                              g han ap ne bilkul thekkaha forex trading aik aesa business hay jis may humay jazbat se nai pure hosh se kam lena parta hayagar hum zara bhi jazbati hote hay tou humay loss hi uthana parta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                humy forex trading mey kbhi bhi jazbati nahe hona chaiye humay relax hokar samajh sey kaam krna chaiye koi jaldbaazi nahe karni chaye aram sey sakoon se kaam krnay mey faida hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X