Forex trading ma jazbati nahi hona chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    g han bhai es ka hmain he nuskan hota hai har trador jub loss hota hai tu jazbat main a kar trading ko apny tariky se kkarny lag jata hai k ab ayse trdaing karta hun kiya pta ab profit ho jay tu bhai aysa kuj nahi hota hai saber karna achi bat hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      Haan dear ap thek keh rahay ho hum main say aksar log trading krtay wqt jazbati ho jatay hain jis ki vja say hmain loss face krna parta ha. Agr hmari aik trade loss main chali jaye to hum jazbati hona shuru ho jatay hain us wqt apnay apko control krna chaeay aur jazbati honay ki bjaye cool mind say kaam lena chaeay.
      • #738 Collapse

        bhi ye kam jazbat se nahi hote is main bht soch samjh k kam lena parta he jo log is field main jazbat per control nahi rakh sakte wo bht jald bht bara nuqsan uthate hen islie profit ho ya loss jazbat ko dono sorton main ap control mian rakhen tabhi ap kamyab ho sakte hen .
        • #739 Collapse

          bilkul agar hum forex trading me jazbat se faisle layngay to un faislo se hum profit k bajaye loss he face karengay behtar ye hai k mere khayal me k sirf usi trade ko hum place karen jisme hume 100% confirm ho k wo hume profit dekr jayegi or poray din me bhale 1 he trade open kren magar asi trade ho k hume wo lazmi profit dekr jaye.
          • #740 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
            forex trading krte waqt jazbati nahi hona chahye balke hosh se or demagh se kam lena chahye trading ke waqt intahai soch or samajh ker decision lena chahye ke konsi pair buy or sell krne se profit ho ga
            Jo aadmi forex ma jazbaat pe kaabu nahi fakh saktaa wo kabhi bhee kamyaab trader nahi ban sakta. Main es kai doston ko jaanta hun jinhon ny jazbaat ma aa kar bary lot ke trades lagaain aur phr minton main apna account wash karwa baithy. Es ly jazbaat trading kay ly achy nahi hain
            • #741 Collapse

              dear forum member trading kerty waqt jazbaty ya emotional ni hona chay keon forex trading aik bahut hi complicated buisness hy is main dil ki ni manny chay bulkey demagh ki manny chay ,ager ap emotional hon ge to ap ko loss ho sakta hy koi bh work ya buisness ho us main hamaisha mind hi use hota hy is liy smart work ke liy hamaisha fresh ho ker tading kro
              Signature removed by moderator
              • #742 Collapse

                Yes brother trading ma emotions ka hona lazmi hota hy likin ais ko control krna ana chahiye ager control Nahi krien gy to phir side effects to face krny party hy ais liye emotions py control ka hona zaruri hy
                • #743 Collapse

                  is forex main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run kar sakty hain aur is forex main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gayy aur is forex k baryy main information hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum perform karny k kabil ho sakty hain it is good job for all
                  • #744 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna trade ma kabi be ghaldi bazi na karaa q ka ager hum apna trade ma ghaldi bazi karta ha to per hum ko loss ho sakta ha laken ager hum apna trade ma ghaldi bazi nhi karta ha to per hum ko achi profit hoge.............
                    • #745 Collapse

                      Bhae bilkul sahe kaha apne jazbat se lye gae faisly hmesha galat hoty he forex trading m b esa he ap jb b trading krte hu apko usko patience k sath soch smj kr trading krna prte he k kahe koe mistake na hojae or apko apne experience k behalf p kam krna prta he na k jazbat se kam krna chaeye
                      • #746 Collapse

                        dunia ka koi bhi kam ho aur chahe forex hi ho agar aap jazbatey hein to aap kabhi bhi us mein successful nahin ho saktey hain isliye hamen chahiye keh always fully patience ke sath work karen then hum is mein achi trha se kamiab ho saktey hain.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #747 Collapse

                          g bilkul treding krty waqt hmy jzbati nhi hona chahiy q k forex beznus m jzbati ho k hm kam nhi kr sakty q k forex beznus kam hi jzbat ko chor k krny wala hy q k loss hony par agr hm apny jzbaat py qabo nhi rakhen gy tu kbi kam nhi kr saken gy es liy treading m sell order krny sy phly apni tread ko achi trha soch smjh k order Karen jzbati ho k koi fesla na Karen treading m.
                          • #748 Collapse

                            bhai trading ka business hi is tarha ka hay.kay ap jitna marzi try ker lo.mager phir bi trader is business main apnay jazbat per kabo nahi rakh pata.or jazbat main a ker is business main apna hi loss ker leta ha.hamain trading kay doran apni ya habit banani chaiya.kay hum har haal main apnay jazbat ko control main rakh ker hi trading ko karain.is say hamain is business main acha faida ho sakta ha..
                            • #749 Collapse

                              bilkul thk kaha ap ny k forex trading main ap ko emotional nai hona chahiye bilkul bhi. is cheez main cool aur calm ho k trading karain taky apko profit ho jazbat sy faisla hamesha kharab he eho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur har koi is forex main achi trade kar sakty hain aur apny emotion ko kabo main rakh k hi hum achy say perform kar skaty hain aur market main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X