Forex trading ma jazbati nahi hona chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur har koi is forex main achi trade kar sakty hain aur apny emotion ko kabo main rakh k hi hum achy say perform kar skaty hain aur market main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      yes deari bilkul app sahi kah rahy hain forex amin ju bhe jazbati ho kar kam akrta hai forex mai wo hamesha loss he karta hai iss leay jazbat main akaer na he koi order lgaian aur na he koi failsa karain wo failsa app ko ziada tar nuksan he daita hai kun k iss time app k demag kam akrna chor daita hai aur app apny dil ki sunty hain jab k dil hamra jzbat main hota hai.
       
      • #753 Collapse

        g ap na thk kha hamen forex main kbhi bi jazbathi ni hona chiya ku k us sa hamen siwya losss k kxh fida ni ho skta tu zarori ha k trading k wqt ap apny knowledge sa kam len aor apna exprnc istmal krty hway trade lgen.
        • #754 Collapse

          is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur jald bazi ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achy say perform karein gay aur ahmain market main anlasye karein gay ta k is say hamain bi faida ho saky ga ta k earnin gho
          • #755 Collapse

            Forex trading m dear agr hm jazbat sy kam len gy tu kbi b earning nhi kr saken gy q k ye ak beznus hy r boht hi zyda risky r denjrus beznus hy es liy es m hmy apny maind ko fresh rakh k r such Smjh k treding krni chahiy q k forex trading m jazbat ki koi jgah nhi es liy treding m Josh sy nhi bulky hosh sy kam len .
            • #756 Collapse

              forex aysa business ha ju kisi ki bhi aggressivness ku nae manta or apni direction man rehta ha. trader ku hamesha cool rehna chahye ta k loss say buch sakay ager hu jai tu aram say recover keryn.
              • #757 Collapse

                Forex trading bahut sabar aur Tahmal se karni chahy aksar market confuse karti hy aur sabar se kam na lia to jald bazi main nuqsan ho jata hy .forex main apny ap control rakhen news ko focus main rakhen indicator dekh k foran hi trade ni lagani chahy.
                • #758 Collapse

                  g han hamain jald bazi say avoid kar k hi trade karni ho gi ta k hamain is main kam karny main bi koi mushkil na ho saky aur hamain is main enter hony say pahly is k bary main anlayse karein gay tab hamain is forex main trend ko use kara ho ga ta k loss kam ho
                  • #759 Collapse

                    Dear forex trading ek esa business hai jo ky fresh mind sy kia jany wala business hai es main ager app jazbti hon gy to boht mushkil hai teading krna ku ky jab app jzbati ho jaty hain to galt trade lgaty jain gy phir app sy kafi trade lag jay gr masln 1 trade lgai wo buy py lga de wo loss deny lge to jzbatt main app phir phir app sell par lga dain gy ab 1 prifit day rahi hai our 1 loss app gusy main loss wali close kar dain gy our thori daur bad wo b liss dena shro kar dy ge app phir trade lga dain
                    es liy jzbat main ham esi galti karty hain jo ky boht bra loss ban jata hai es liy kabi b jzbat main aa kar trade na krain
                    • #760 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex trade ma kabhi be emotion na ho ager hum emotion ma aytaa ha to per hum ko lot of loss ho ga esleya hum ko chaheya ka hum emotion ma kabi be trade ko open na karaa to best rahaa ga...............
                      • #761 Collapse

                        Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

                        aap nay is ma boht ache bat ki ha kay is ma humay mind sa har fasil karna cahay soch smj kar is ma humay jazbat ma nhe abna cahay q kay ya aik knowlged wala business ha is ma aap mind sa he trading kary gay to aap ko profit hasil ho ga agr aap nay is ma dil sa is ma trading ka fasil ka to is ma aap ko loss ho sakta ha
                        • #762 Collapse

                          Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

                          is forex main planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forex main up aur odwn ko dekhna ho ga ta k earn ho
                          • #763 Collapse

                            Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

                            dear friend trading ek mind ka business hay jazbat sirf dil sy nakalty hian is layia trading karty hoiay na to gussa anna chahyia or na hi jazbati hona chahyia aisa karny sy loss zada hony ka khatra hota hay sab trader ko chahyia ky wo relax ho ky sakoon sy trading ka business men kaam karyen
                            • #764 Collapse

                              Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

                              Dear mere khayal se forex me humien jazbati ni hona chahie q k apne jazbaat me hum apne decision ko thek ni kar sakte agar ap forex me apne jazbaat ko full control kar k kaam karien aur tab sari details dekhne k bad hi apna decisions karien kh ic se mujhe full umeed ha kh mujhe ic se profit ho ga aur mera decision thek ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

                                emotions ek aise bemari hai jo forex market main hamein tabhaa kar k rakh daiti hai es liye hamein ye try karni chahye k ham apnay jazbaat and wishes ko forex market say alag rakh k he es main working karein,dear fellow agar ham market main jazbati ho k faislay karein gay or damag ko use nahe karein gay tu phr hamein os ka result loss ki surat main he milta hai es liye apnay ap ko jazbati karnay k bajay aqal say kam laina chahye.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X