Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Jee bro apki baat tou tehak he kuch traders jazbaat men akar kuch aesa kardete hen jo inke liye sari zindagi ki pareshani ban jata he isliye hamaisha soch samjh kar trade karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g bilkul main ap ki bat sy agree karta hun k admi ko trading karty huwy jazbati nahi hona chay jazbat main admi bahote hi galit trading kar leta hai or wo us k ley nusqan deh sabit ho skta hai is ley trading karty huwy jazbati nahi hona chay
      • #93 Collapse

        g ahn bhai jaan apnay bilkul theek kaha....forex trading aik business hai aur is main patience bhut ziyada count hota hai tou is lye humain kabhi bhi jazbat main a kar faisla nai laina chahye aksar aisy fasly galat hotay hain....humain hamesha soch samajh kar faisla karna chahye takay loss kay chances kum hun..........
        • #94 Collapse

          ye kaam sabar aur tahamal say karnay walon k lye hai ayah pay besabri ka koi b kaam nahi hai isi tarha say aap ko b yaha pay kaam karnay k lye achi tarha say is kaam ko seekhna chahye.
          • #95 Collapse

            aap ne bikul theek kaha dost mein aap ki baat se agree kerta hon aap ko forex mein sabar aur itmenan se kaam kerna chaye aur pori analysis ke bad trading kerni chaye warna bina calculation ke aap ka mind divert hoga samajh nahi aye ga kia kerna hai aur loss hojai ga.
            • #96 Collapse

              Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main jazbati bilkul bhi nahe hona chaheye kun kay jab aap jazbati hongay to aap ko loss hojayga is leay hamesha emotions ko door rakhen trading say
              • #97 Collapse

                g sir jis say apko pata hi hain k forex risky business hain kafi yaha aapky jazbati ho kar kam nahi kiya ja sakta is ki waja se aap loss khud kar jaygy yaha kam karna hain or success lena hain tu fresh mind , relax ho kar kam karna hoga
                 
                • #98 Collapse

                  forex mai kbi b jazbati ni hona chaheay kiu k jazbat mai hmesha glt faisala hota hai or forex mai glt faisala ho jai tu loss hee hota haiyaha ap ko hr step daikh kr rkhna prta hai.
                  • #99 Collapse

                    jee haan theek kaha hai apne forex mai hamesha hamen hosh or dimagh se kaam lena chahye na k jazbaat se qk forex mai lalach or jazbaat yani emotions ki koi jaga nahi hai...
                       
                    • #100 Collapse

                      forex trading business main apne emotions ko control main rakhan chahiye forex trading business main app tab tak kamiyaab nahin ho saktay jab tak app greed aur emotions se duor nahin ho jaatay tab he app achi trade kar sako gay.
                      • #101 Collapse

                        yah ap bilkul thek keh rahe hai hume forex tradin me jazbati nae hona chaye kyu ke jazbati hone se hum loos bhi kr sakte hai hume trading bohot soch samajh kr aur fresh mind se buy aur sell krna chaye take hum profit kama sake
                        • #102 Collapse

                          i agree with you bro forex man jazbati bilkul nhe hona chahye fresh ho kr trading krne chahye or hamesha mind set kr ke trading krne chahye
                          • #103 Collapse

                            salam dosto,ap thk khr hy ha jazbati hony sa hamy or loss ho sakta ha or hamy jazbati hona bb nai chahye q ka jab ham jazbati hoty ha to hamara har kam galat hoga ga jis ka loss hoga.
                             
                            • #104 Collapse

                              Walikum Salam G bilkul thek khry hen k ap ka mind jitna fresh ho ga ap ko profit hony ka chance utna hi brh jay ga. agr ap jzbati ho kr forex trading kren gy to is mian nuksan hony k chance zeda brh jaen gy or ap mantaly tor pr b distrb ho skty hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                foreign currency trading me personally jazbati bhe ni hona chahiay or even trade lagany sy pehly sahi tarha sochna chahiay trade sy pehly dekhna chahiay okay jis currency exchange pair par trade laga rahy hain uc pair ki market place ka pattern kesa hy reports ko comply with karna chahiay simple analysis karna chahiay in tamam analysis karny okay undesirable hi trade lagani chahiay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X