Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Yes. himmat chaye. main phalay bhe answer kar chuka hon lkin apki asani k liye doubara bta don himmat compulsory ha forex ma. so himmat kare lkin phalay trading sekhain phir himmat kare. kh market ka koi pata nhe hota kabhe upward ja sakte ha ar kabhe downward ja sakte ha ar ek ar chez apko chahya hoti ar woh patience hota ha kh apko patience ki zarorat hoti ka jald bazi ka kam karne wale yahan par hamesha loss uthate han.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main hamen himmat aur mehnat dono chaheye hoti hay agar aap kaam ki himaat nahe kartay to kaam bhi sahi tarha nahe hota hay hoti hai and sath sath confidence ki bhi zarorat hoti hai. and yeh himmat hamain apne khud kay andar se hi milti hai.
       
      • #153 Collapse

        forex me kaam kr ny k liye ap ko himmat to chahye q k ap trading krty waqt bry bry step bhi lety hen risk lety waqt himmat chahye hoti he or is k liye ap khud pe believe rkhen k ap ye kr skty hen or hard work kren.........
        • #154 Collapse

          Yes Of course bilkul hni chahiye agar ap main himat nhe ho gi tw ap kbi b trading nhe kr pao gy is dar se k ap ko loss hjae ga and himat hna yahan lazmi hti h ap k andr aik khd self confidence hna chahiye k ap ye km kr sako
          • #155 Collapse

            g han bilkul market makam krna ka liya hamiyat chahiya kia ha na ka kbi kbi market ma loss b a jata ha agar ap thoda dill ka ha to ap ko achi khasi problem ho sakti ha ap ko dill acha khasa rakhna ho ga agar market ma kam krna ha to.
            • #156 Collapse

              zndage me koi bhe kam ho jab tak himmat a ho wo kam kabhi bhi nae ho sakta ab ye kam pe depand krta hai ke kitna himat ki zarorat hti hai
              • #157 Collapse

                jis wajah se hamen loss bhi hosakta hai or profit bhi hosakta hai is liye hamen himmat se kaam lena chhaye.agar hum forex me mehnat aur himmat nahi kare gaye to kuch nahi kar sakte ha ..is liye himmat ki bhot zaroorat hoti ha forex me. jab hamain loss hota he. loss hone ki surat main himat se agr kaam liya jy tab he profit ki terf move kr sakte hain aur yeh himat more practice se ay gi.
                 
                • #158 Collapse

                  jee haan bilkul bohat saari himmat chaye. forex main start main to sub hi ko bohat loss hota hai so us loss ko berdasht kerny k liye himmat chaye and further mehnat st continue kerny k liye bhi himmat chaye.
                  • #159 Collapse

                    himmt boht asaani sy kis bi doodh dhi waly k pass ya kisi bi general store sy mil skti hy aur agr phr bi na mily to ap google mein search kr lein ap ko himmt mil jay gi aur aik cheez ess k sath free mily gi jis ko shrm kehty hein agr wo mil jay to next tima ap aisa thread creat nai krna q k yeh funny forum nai hy kuch seekhny k liy hy.
                    • #160 Collapse

                      G is forex trading me aap ko himat rakhi hoti jab aap ko is trading me loss hojaye to himat nahi harni chaye balkay ussi loss ko khtam karnay ki khosheh kare is trahan se jab loss recover kar len phr khud ba khud aap k andar himat anay lag jaye gi .
                      • #161 Collapse

                        jee han forex treding kerne ke liye hum ko bahut zada himat ki zarorat hai kyun ke is main loss ke bhi chances hain himat hum ko hamri achi knwlege or skill power se milti hai jo appko kam kerne main b ahut madad derti hai
                         
                        • #162 Collapse

                          i think it is also the required if you will not trade with the courage then you cannot get the success the courage and the patience is the most important in the forex that is why trade with this then you will get the success
                           
                          • #163 Collapse

                            Friends forex main apko hhimatki bhi zarorat hoti hai kyun ke is main apko kam kerney per hi pasia miltahai aur kam himat se hota hai na ke jald bazi se. aur na laleech se.
                            • #164 Collapse

                              himmat kahy ya experiance q k experiance hona bohat zarori hota hai aur usi sy ap ko trading krny me confidence ata hai q k jitna zada ap ka experiance hota hai utni ap ky pass knowledge hoti hai trading ky bare me aur ap easily trading kr sakty hai isi lye jitna ap leaning karyngy apni galtiyon sy sikhyngy utna ap ka experiance barhyga aur ap ki trading is sy success full hogi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Salam Friends, :rolleyes: Definitely, in forex trading sometimes you earn a lot of profit, sometimes trading goes contract to ur thoughts, so u suffer loose, so you should control your emotions at that time, you should never be dis heart and never gave up, as loose is the part of forex trading, you should learn from mistakes.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X