Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    ji han gold may bohat ziad up and down fluctuation hoti rehti hay. gold may daily 4000 pips tak daily fluctuation ho sakti hay. aur gold par trade karna kafi achi bhi hy but ye kafi risky bhi hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      ji han gold ki market main fluctuation buhat paya jata hai aur yahan main samakjhta hon is ka talq EUR sa hota hai Jab bhi EUR market main stable hota hai tu gold nechay jata hai laken gold ki fluctuation itni ziada hai k is ko catch karna mushkil ha
      • #93 Collapse

        dear brother gold up or down hota hai lakiun hamesha nahi kabhi is main movement aik sid ko bi hoti hai or ya is main har time ki movent ka koi pata nahi hai kis time move kar sajta hai ye
        • #94 Collapse

          Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay gold ki market hamesha up and down kartai rehti hay kun kay gold ka kuch pata nahe hota hay kay kab rate barh jaen aur kab kam hojay is leay forex trading ki market bohat achi hay is kay muqablay main
          • #95 Collapse

            g gold ki price market uper nihay hoti rehti hy is main yah hota hy kay jb eur ki condition behter ho rahi ho tu gold ki prie kam ho rahi hoti hy or jb gold ki price up ho rai ho tu eur ki value kam ho rah hoti hy in dono kay combition ko dakh kar hi hum trade kar skty hain or profit kama skty hain
            • #96 Collapse

              yes dear gold k price daily change hoti rehti hai kabhi up or kabhi down lekin hum jis main bhi tarding karay baray dekh bhal k karay q k ap ki aik choti se mistake ap ko bohat bara loss karwa sakti hai.
              • #97 Collapse

                hr business me different stages hoti hen un stages me apke pas profit ki ratio bhi different hoti he.is liye forex me bhi apko profit earn krne ke liye levels choose krte hen aur is me apko loss bhi zyada hota he aur profit bhi zyada hota he.
                • #98 Collapse

                  gold is most costly and strongest commodity in forex market I know very well gold trading has grate risk but it provides golden chances to earn large profit with less time and small investment. gold has ability to make you rich or poor in some time but trader can trade with gold if you have large capital.
                  • #99 Collapse

                    gold opar nechy nahi hota likan us ke price like trading main opar nechy hoti rehte hai gold wesy bhi pak main abb buhat mehnga ho giya hai khbai us ke prince opar to khbai us ke price nechy ho jati hai likan jo pasand karte hai gold woh prince nahi dekhte khareed letay hai gold humesa kuhd oper nechy nahi hota trading waly us ko Karte hai jo bussiness karte hai gold ka wohi us ko oper nechy kar saktay hai
                    • #100 Collapse

                      G bahi yeh tou aap aye din dekhtay rehtay ho kay gold hamesha oper nechay rehta hai aur as baat ko maloom karnay ka best method yeh hai kay aap hamesha market say touch main raho takay aap ko as kay baray main awareness milti rahay.
                      • #101 Collapse

                        G bhai jan Gold hemesha oper nechay hota rehta hai kio k is main bohat zyada votilitelity hoti hai is ki market main ups and down atay rehte hain jis ki wja say ye bohat zyada move krta hai
                        :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                        • #102 Collapse

                          G han gold ke market hmesha uper neache hoti rehti hy .is lie isay hm riski market bhe kehte hain .agar ap ne gold pe trade lgani hy to ap k pas experince hona chaie aur balance bhe kafi hona chaie.
                          • #103 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                            dosto gold ki market kiya hamesha uper neechay hote rehti hai?
                            Jee bhai jaan gold trading aksar hi move karta rehta hai mera gold trading me ziyada experience nahi hai magar gold trading se hum kafi profit hasil kar sakte hain kiyo ke is trading se hume kafi tezi se proit milta hai......
                            • #104 Collapse

                              ji han gold hamysha uper neechay ho ta rhta hy ky ye ak pore doneya ka karobr hy is ke merkit hamesha up or doin hoty rhty hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                g haan dear gold hamesha movement mein rehta hai gold par bohat acha profit hota hai bohat se log just gold par hi trade karte hain aur acha profit kamate hain gold se

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X