Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Jee bilkul gold mein kafi fluctuations aati rehti hain per aap samajh daari se kaam karte hue kaafi profit kama sakte hain nahi to is losses bhi hote hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      zahir hai agar wwo ik hi jagah khra ho jay tu hum trade ksesy karyn gay is main is liy yeh acha hai kay yeh move hota rehta hai or hum is say acha profit earn kar lety han ya is main loss
      • #63 Collapse

        g han bhai jan gold bhe humesha opar nechy hota rahta ha ab q hota ha ye mujhy nahan pta q k mana yahan pe new hon abhi mujhy koch he manth hoy han forex ko join kiy hoy
        • #64 Collapse

          g hain bhai jan gold ki market aisi market haii jis me ups n downs boht zada hai oil k bad.. or es me zada faida tab hota hai jab ap gold me investment zada hoti hai tu profit ratio b usi hisab se hoti hai or profit ho tu ap ka interest b zada ho jata hai
          • #65 Collapse

            bhai apki baat bilkul thk hai k gold hamesha uper nechay hota rehta hai aur gold main humain sab se zyada mehnat karni chahiye esko analysis karnay k liye gold trading k liye humain market ki movements per focus karna bohat zaruri hota hai....
            • #66 Collapse

              Asslam o aleikum je gold ki market risky isi liye hai q kay us mein ups and downs buhat atay hain and apki investment total risk pe hoti hai
              • #67 Collapse

                salam pehle tou ma aap sab ko krna chaun gah aur haan ap sae keh rhay hen gold market mein kabi aur ho jaata ha aur kabi market mein hi neechay aa jaata ha hope u get my point
                • #68 Collapse

                  Dear ap nay bilkul theek kaha hy gold hameesha he uper nechay hota rahta hy ap agar gold ammin trade karna chaty hain to ap ko is main bohat zyad time dana pray ga aur is kay sath sath ap ko is mian large investment be karni pary ge
                  • #69 Collapse

                    gold bilkul bi ooper nechey hota rehta hey laikin aisa hey key gold ki trading boht barhi risky hey or is mey aap ko yaqeen nahi kar saktey key kaha thak jaye gaa or is mey boht sey aisey log hey jin ko gold ney hee furr kar dya hey
                    • #70 Collapse

                      well my dear friend, wesay to mein abhe forex trading kay baray main study kar raha hun aur jahan tak mein nay sunna hay to forex main gold ke trading kafi risky honay kay saath kafi profitable bhe hay lekin iss main trading kay leay large amount chaheay hoti hay aur kafi experience bhe chaheay hota hay...
                      • #71 Collapse

                        jee jasey dosarey currencies oper nechey hoti hai usey tarha gold bhe uper nechey hota rehta hai aur log forex trading me trading he tab hoti hai jab uper nechey hota rahey .gold bhe kabhi uper aur kabi nechey hota rehta hai..
                        • #72 Collapse

                          yesgold trading is risky trading and in gold trading that have chace that you will earn extra money and if you loss then you loss extra and that is benifites of gold trading and gold trading be rich people they have lots money that why
                          • #73 Collapse

                            Gold aik aesa metal he jo baht hi ziyada move karne wala metal he aur aik din me ye 20 $ se 25$ bhi up down ho sakta he is liye is me trading baht hi ziyada risky ho sakti he new trader is se parhez karen.
                            • #74 Collapse

                              jee brother ager ap forex mn gold ke chart ko observe karo tu ap ko pata chal jaye ga ke gold ho ya ke koi metal ho un ke price ek jagah par nahe rahti belke uper neche hoti rahti hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ji haan forex trading ka maqsad hi yahi hai ke aopp ne trading karni hai boli lagani hai ke kia rate hia aur next time mai kia rate hoga is me ap gold par bhi trade kar sakte hian aur rate ka pata nahi chalta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X