Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ji han gold ki movement mene dekhi hai bohat fast hoti hai and gold se hum ko kafi profits bhi kamany ko mil sakte hain lekin jab gold loss de to bohat bada loss de sakta hai so gold trading dehan se karni chahiye ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Yes jese app ko market currency ki uper aur neche milti hay is tarha hi app ko gold main bhi market uper aur down milti hay aur app ko is main kafi knowledge ho ga tu app is main trade ko kar sakte hay warna app ko loss ho ga .
      • #48 Collapse

        Gold mein bohat saare log trading krte hai lekin mere khayal mein gold volatile bohat hota hai aur is mein ap ko achi opportunity mil sakhti hai agr is mein koi trade nikalti hai tu aur agr gold ka spread sahe hai tu mere khayal mein trade krni chahye volatile pairs mein trade krna zyada beneficial hota hai
        • #49 Collapse

          yes i agree with you that gold trading have much more movement up and down . there are so many trader that are involved so price of gold change and give you good profit . many seniors trader are involved in gold trading
          • #50 Collapse

            dear gold kia har currency pair ki market uper nechy hoti rehti hy lekin jahan sy up hoti hy dobara agar uc jaga par na ay oper hi jay to phir trend uc ka up ward hota hy uc me buy ki trade lagti hy gold ki market bhe esy hi hoti hy baz oqat bht down chali jati hy or baz oqat bht up chali jati hy kabhi up down up down hoti rehti hy news ko read kia jay to market condition ka pata chal jata hy
            • #51 Collapse

              forex trading ki market main wahid gold ka aisa pair hai jo humesha move karta hai main ne kabhi nahi dekha ke ye pair kabhi still hua ho aur jab is pair ki news ati hai tu is pair ki movement bht zayda fast hoti other pair ke muqable main tu main yahi kahon ga ke ager abhi ap ka experience kam hai tu is pair main trade nahi karen
              • #52 Collapse

                han g bilkul , gold mai kam krna bhoot zada risky hay or hum sbsi ami akm karty ahyn atb humre liy yah bhoot acah hoat hay or humre liy ayhi great option hay , or hum sb is mai dekhty haynkah wohi si mai akm ker skta hay jo loss afford kr skta hu .
                • #53 Collapse

                  ji han gold me movements bohat fast hoti hain is lye gold ki trading kafi risky hoti hai or bohat expert trader he gold se kama sakta hai kiun ke gold trading is very difficult or is ko samajh pana asaan nahi hai .
                  • #54 Collapse

                    hye dear brother pehle tho forex main agar aap ki pehli bhaar hain i mean traiding ki tho aap ko chahye ke aap first starting euro/usd ke karen aur is main faydaa ye hota hain ke earnings achi mil jata hain aur losses ke chances kum hotain hai aur gold ki traiding thora mushkil hai kyu ke market tho kabhi bohat speed main hota hai yaa per bohat low raftaar sai
                    • #55 Collapse

                      yes boss gold to hamysha aupar nichy hota rahy ga kun ke is se sab markito me bohot zada fark parta ha or is se kitni sari markity faida bhi authaty han or kisi kisi ko to bizness hi pura gold se chalta ha. to shayad ye isi tarha rahy ........
                      • #56 Collapse

                        Gold pa trading karna bht difficult hota hai our agar hum gold pa trading Karin tu humrta ps baht aiyda balance hona chaya our stah sath acha experience bhi kiyo ka Gold pa market bht fast up don hote hain .our is liya Gold pa earning Karna bht risky hota ha .
                        • #57 Collapse

                          Dear wese gold ki tareekh main sab se bara retracement dekha gaya k gold jab se trading shuru hoi uska trend sirf or sirf upper hi raha lekin pehli bar esa hoa k gold itna niche move kr gaya wese to mera gold trading se wasta nahi kyun gold ek bohat hai complicated instrument hai isko samajhne k liyeh hazaron cheezon ko samajh parega.
                          • #58 Collapse

                            jee han Gold ek High volatile item hai is liye is Ki movement kafi Zyada hoti hai laikin aj Kal ye kafi dinoun say side Way chal Rahaa hai,aab next Ap dekhiyee Gaa next month gold main up ya Down kafi big movement rahay Ge
                            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                            • #59 Collapse

                              han gold market bhot he garam rehti hai is market me aap ko jb b koi news milay ge bhot he asar andaz hoti hai aur aap ko yaha pay kaam karnay ka moka milta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                g bilkul gold ki hamaisha movement karta rehta hy aur gold ki movement bahot fast hoti hy is liey new traders k liey gold mein trading karna bahot risky hota hy. gold main trading sy profit hasil karn k liey kafi experience aur good analysis bahot zaroori hien.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X