Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Dear gold hamesh uper neechay hota hai or is mein kafi differeence ata hai . Yeh boht hi risky trading hai . New traders ko yeh trading nae krni chaiye yeh sirf expert traders hi kr sakte hain otherwise zayada loss ho sakta hai .......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      G bhaai mne bhi yeh observe kiya hy ke gold hameesha uper neeche hota rehta hy or uski market bohat ziada speed se chalti hy ... or gold ki trading mein risk factor bhi bohat ziada hota hy is liye trader careful rahe to best hy
      Dont Spam The Forum.. ..

      :(I hate Spammers..:(

      ;)Make Bonus Of 200 USD;)
      • #138 Collapse

        g bilkul bhai gold hamesha up or down hota rehta hai gold ki market bohat risky hai is main profit bohat hai mager is main loss bhi bohat hota hai gold pe har koi trading nahin kar sakta .
        • #139 Collapse

          yes gold hamesha natural movement rakhta hai isi liay is main zayada earning hoti hai or yahi waja say mostly trders isi main trade kertay hain is main market sirf 1 side ko nhi chalti hai dono sides ko chalti hai jis waja say profit gain kerna easy ho jata hai
          • #140 Collapse

            g bahi gold boht kam big move krta hai zada tar gold ak he price main flactuate krta rheata hai means price upar neche he hoti rheati hai aur gold k trade pe profit b zada ata hai aur loss b zada hota hai
            • #141 Collapse

              dear frinds gold aak isi cheez hy jo k har din is ka rate opper he jata hy gold nichy bhot kam he zaida to wo opper he jata hy is liay isy samajna bhot muskil hy hamy zaida dahan sy kam karna ho ga
              • #142 Collapse

                Yes gold hamesha uper nechy hota rehta hai, gold mei trading bht profitable hoti hai but bht ziada risky hota hai q k gold ki prices change hony mei dair nahi lagti aik lamhy mei he change ho jati hai and kabhi apko profit and kabhi loss karva deti hai.
                • #143 Collapse

                  bhai gold kya tamaam market ki currencies ki prices bhi up down hoti rehti hay janab forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo ap ko kuch best skills ki need hay har haal mei then success hay
                  • #144 Collapse

                    han gold ki qeemat kabhi kbhi oper to kabhi kabhi neechey hte he rehte hai aur ise se profit aur loss ka faisla hta hai
                    • #145 Collapse

                      Gold bot ziada risky hy es may kam krna bot mushkil hy ap ke aik trade phans jaye to kehi week wait krna parta hy aor ho skta hy ky account he wash kr dy.es ley may ap ko advice krta hon ky gold py ap kam na kryn ya phr money management sy kryn ta ky koi problm na bny.
                      • #146 Collapse

                        ha g ye trading ha yahan live busniss jesa busniss ho raha ha or reality main bhe chezin oper necha hoti rehti hain jes kch diphela gold necha tha to yahan bhe necha tha werna gol ka rates high rehty hain
                        • #147 Collapse

                          Serf gold ki nahi hoti hai is trahan market upar nichay har pair ki is trahan se market upar nichay hoti rheti hai aur han is ki market chaye upar ki jaye ya nichay ko jaye magar ye is trahan hoti hai is ki market aur pair se ziyada high hoti hai .
                          • #148 Collapse

                            gold best pair ha is mein work kar k kafi achi earning ki ja sakti ha or is mien acha hard work ap ki life change ki ja sakti ha is lye acha hard work or experience k sath gold par bohat he fast earning ki ja sakti ha
                            • #149 Collapse

                              All the sets along with products retain their own vertical transfer continuously. and so, if you would like operate, constantly start using a halt burning to prevent your account via massive burning. business with appropriate planning.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                dear sir i agree you for this question gold aik jaga par nhe rukta hai oper niche hota hai or jo gold par trading karte hain uske liye bonus kam se kam 200$ hone zaruri hain q k gold me jab loss hota hai to us se acount khali hone ka khatra hota hai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X