hedging karte time aap market ka trend kaha sa find karte hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    hedgig kartay huway hum yehnai dejtay hain kay market kahan per ja raee hai kyu kay hedging main trend ko nai dekha jat aai balkay trde hum up and doen laga kar kam kartay hain or apna account ko bachatay hain yeh hota hai hedging main.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g bhai jaan mje heding ka to itna ilam nhe hai per mai yaha per itna zaror kehna chahu ga ap yaha per us waqat tak success hosate hai jab ap yaha per daily basis per apna time spend kare and yaha say apna experience gain kare to mai samjta hu then ap ache trader b ban sakte hain
      • #63 Collapse

        forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey
        • #64 Collapse

          best trading ye k ap news ka data aor trend line ko pro aor os ky mutabq deko k market kaha jy gi os ky hesaab se ap up ya down ka exact order laga do jo conform order laga do hedging agr na kro to behtar ho ga os me loss bhe ho sakta he wo risky hota he aor wo kam na kro jis me risk bhe involve ho jy
          • #65 Collapse

            i ma hedging nhe karta hon . ma long term trading karta hon kyn k ma student hon,aap ko confirm nahi hota hai k trend kithar ko jae ga.
            • #66 Collapse

              bhai muj ko is kay bare me koi idea nahi hai wo is leye kay mene forex ko new join kiya hai aur me abhi demo account use kar raha hu as a practices
              • #67 Collapse

                ma tu technical analysis ko hi use karta hn jo k meray liay buhat hi zayda best hotay hn or isi laiy yemuja buhat hi kamal k lagtay hn or ye buhat hi zyada profit b detay hn is liay ma in k sath hi kam karta hn or yehi best hn or ye cahy b hn
                • #68 Collapse

                  Hedging is one strategy that many traders are using to determine the trend of the market but i believe that hedging can be very technical and so before you strat trading with hedging strategy you must make sure that you start with demo account in order to understand at hedging works
                  • #69 Collapse

                    bhai mere main tu i sbvaray mainkcuh bhe nih janta hun k ye kiya huty hai .,mene is ka naambhe pehli dafa he sunna hai,.is leye me kuch nhi janta hun.
                    • #70 Collapse

                      Headgind ous very useful I this business but you have to enough knowledge and experience in this business then you can insert heageging on your trade
                      • #71 Collapse

                        Hedging agar hum karte hain aur koi trade phans gaey hai to daily aur H4 se hi trend ka pata chal jata hai aur is tarah hum apni trade ko control kar sakte hain. Hamesha market main small lots hi use karen ta keh right direction main move kar sakien.
                        • #72 Collapse

                          My dear friend hedging aik bohat acha option hai in forex jahan se loss and profit ka andaza hota hai.but main abhi isy use nahi kia hai is liey kabhi market ka trend find nahi kia is liye hadging hamay 5 chance deta hai or humay loss se b bachata hai.
                          • #73 Collapse

                            Bhai mery pass kuch indicators hai jis ski madad sy mian trend maloom krta hun aur mujhy us smain kafi faida hota hai . Forex ek best business hai dunia ka ..//..
                            Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
                            For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
                            • #74 Collapse

                              hedging bht taff kam hai forex may yhi ap tb e kr sakty hai jb ap k pass acha experience hota hai warna ap is ko handle e ni kr sakty hai boz hedging may entry lyna tu bht easy hota ahi but ap ko closing ka time dekhna bht taff hota hai. hedging krny k liaya ap ko down trend may krni chahy hai up may b kr sakty hai but down may zayda maza ata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                dear maine jab bhi heding ki hai jab ziyada loss ho raha hota tha to hedge kr deta tha bad main trend dekh kr entry close kr deta tha is se ziyad main hedg k barey main main nhi janta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X