hedging karte time aap market ka trend kaha sa find karte hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    hedging ek bohat acha option hai in forex jahan se loss and profit ka andaza hota hai. laikin main abhi ise use nahi kia hai is liey kabhi market ka trend find nahi kia
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      is say nechay ya custom charts par bhi Ap Trend ko Check Kar saktay hain.Market kaheen bhi Move Karay magar apnay General trend main wapis zaroor Ati hai.ma hedging nhe karta hon . ma long term trading karta hon kyn k ma student hon or ya forex trading business ma apnay part time mar karta hoan.
      • #18 Collapse

        Forex mein hedging ek buhat hi useful chez hai jis k zariye aap ek hi waqt mien market mei buy and sell dono kar sakte hain and hedging ko aap sirf hi us waqt use karna chahiye jab aap ek experienced trader ban jayen.
        • #19 Collapse

          @#@#forex trading me hedging ek boht useful technique hai , ap heding k zayay . ham is se buhat sa faida le skty hen iss me haj aik..... hi time me sell
          • #20 Collapse

            bhai jan mjhy is bary me to abhi knowledge nahi ha q kay me abhi is business me bilkul new hon or abhi mjhy is business ko join kiy houy sirf ik he month houa ha or me satth sath is kay bary me learning kar rahi hon
            • #21 Collapse

              Mei hedging ki technique bht kam use karti hon q k is se sirf hamari equity braber hoti hai and jab hamain loss hony lagta hai to hum hedging k technique k zarye apny apko waqti tor per bacha lety hyn but ye technique itni b useful nahi hoti q k agar market har tarah se apk against ho jae to apko is se bht loss ho jata hai means agar buy ki value profit mei ja rhi ho to sell bhi utni hi speed se loss ki taraf jata hai jis se hamain koi benefit nahi hota.
              • #22 Collapse

                bhai maine abhi hedging use nahi ki main to bas simple trade lagta hon or achi earning ho jati hai.. main demo par bhi trading karta hon but hedging kabhi wahan par bhi use nahi ki next time cheek karon ga hedging theek hai ya nahi... phir hi pata chaly ga hedging kya bala hai......
                м.αqєєℓ ѕнαнzα∂
                • #23 Collapse

                  jee bhi jaan ap nay ik ahce baat kahe hay aur may ap koo batnan chata hu kay forex tradding may ager ap heading ki techniqe use kertain hain to yi ik ache techniqe hay aur ap is say acha faida hasil ker saktain hain
                  • #24 Collapse

                    1. Main to dialy chart ko dekhta hun aur agar meri trade negative ho bhi jati hai to mujhe koi fikar nahi hoti kun keh hedging kay through equity ko easily control kia ja sakta hai. Aur is tarah account ko wash honey se easily protect kia ja sakta hai.
                    • #25 Collapse

                      Hedging awal tou krni nhe chaiye per jb ap ko lgae k market ap k againsta chale gae ha for example EURO USD ap ne sell kia huwa tha ab woh buy man jane lag gaye ha tou ap us ko buy kr lo gae jb ap buy kr lo gae tou us ka loss kam ho jae ga or may be loss rhe nah or profit man ajae trend ap adx per dekho woh 100 % confirm trend ap ko deta ha :)
                      TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                      • #26 Collapse

                        jee bhi jaan ap nay ik ahce baat kahe hay aur may ap koo batnan chata hu kay forex tradding may ager ap heading ki techniqe use kertain hain to yi ik ache techniqe hay aur ap is say acha faida hasil ker saktain hain
                        • #27 Collapse

                          mene kabhi hedging nahi ki ya hai is liye me aapko hedging ke use bare me kuchh bhi ahi bata sakta hu me hamesha normal trad hi karata hu mene kabhi koi robot ya koi ea bhi use nahi kiya hai to me aapko yahi kahata hu ki aapko simple indicator ka us ekarana chahiye jise aapko pata chale ki kese trend ka pata chalega
                          • #28 Collapse

                            jee bhi jaan ap nay ik ahce baat kahe hay aur may ap koo batnan chata hu kay forex tradding may ager ap heading ki techniqe use kertain hain to yi ik ache techniqe hay aur ap is say acha faida hasil ker saktain hain
                            • #29 Collapse

                              market ka trend find krna abhi new hon smjh nhi ata ha hedege ka mtlb us wkt ata ha jab ham is ko smjh na paty hain tab hi market ko hedge kia jata ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                heding ki bhi apni technics hoti hain agar hum usko achi trha se learn kar lete hain to phir hum is sey acha parofit get kar saktey hain. :D

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X