hedging karte time aap market ka trend kaha sa find karte hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hedging karte time aap market ka trend kaha sa find karte hein?
    heding karte waqt jab aap market ka trend talash karnay jate hein to aap kiya cheez check karte hein aur kis jagha sa karte hein? please share your experience.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading me hedging ek boht useful technique hai , ap hedging k zayay ... ham is se buhat sa faida le skty hen iss me ham aik hi time me sell or buy ... forex trading main hedging aik useful cheez hai jis se aap market trend ko ... sath karte hein to aap ka koi faida nahi lakin aager aap yeh technique ya ...
    • #3 Collapse

      main kabhi Bhi fuzol Main hedging nahin KArtaa haan jab Market Meray target Say Agay barhti hai tou tab Main hedge kartaa hon,hedging ko open KArna tou Buhat easy hai magar isay perfect time par close Karna mushkil hai..market Ka trend check Karnay Ka Asaan Tarika Daily Chart or H4 chart hai phr is say nechay ya custom charts par bhi Ap Trend ko Check Kar saktay hain.Market kaheen bhi Move Karay magar apnay General trend main wapis zaroor Ati hai
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #4 Collapse

        bhai ma hedging nhe karta hon . ma long term trading karta hon kyn k ma student hon or ya forex trading business ma apnay part time mar karta hoan. long term trading zaida better ha kyn k is sa hum losses sa bach jatay hn or thoray profit sa bhe hum better earning kar sakhty hn.
        :cool::cool::cool:
        • #5 Collapse

          me nay yaha pay kabhi zyada hedging nahi ki hai me nay yaha pay sirf aur sirf simple trade ki hai ku k agar aap hedging kartay hain to aap ko confirm nahi hota hai k trend kithar ko jae ga.
          • #6 Collapse

            Main to dialy chart ko dekhta hun aur agar meri trade negative ho bhi jati hai to mujhe koi fikar nahi hoti kun keh hedging kay through equity ko easily control kia ja sakta hai. Aur is tarah account ko wash honey se easily protect kia ja sakta hai.
            • #7 Collapse

              Bhai jan Forex main hedging k zarye acha munafa kamaya ja skta hai kio k ye hmare liye trading ka aik bohat hi acha and san zarya hai is main hmain kissi kisam k bi loss ka dar nahi hota hai
              :p..........No One is perfect and I am No One........:p
              • #8 Collapse

                market ka tend line jis jaga se market ko countinus position hote he waha se market ke trend ko prna prta he aor find krna prta he mgr best mashwara to ye ki ap hedging na kry sirf up ya down ka market ko dek kr exact order lagya kry to wo best he scalping aor hedging is called risky aor best to ye k en ko na use kya kro
                • #9 Collapse

                  best trading ye k ap news ka data aor trend line ko pro aor os ky mutabq deko k market kaha jy gi os ky hesab se ap up ya down ka exact order laga do jo conform order laga do hedging agr na kro to behtar ho ga os me loss bhe ho sakta he wo risky hota he aor wo kam na kro jis me risk bhe involve ho jy
                  • #10 Collapse

                    dear forex atrdeing me tradeing ki markeet ka trendd or markeet ki movement ham markeet ky graaf sy karty haien us mee hamien 1 day or 1 week select kr ky ham markeet ky trend kaa idea laga sakty haien
                    • #11 Collapse

                      Forex k business mein Hedging k option hum us time use karta hain jab aik trader ko bhut ziada loss ho rha ho aur us ko iss baat k fear ho k us k account clean ho skta hai per wo hedging k option use karta hai jis se wo apna account ko tu save kar leta hai aur thora sa us ko loss bhi ho jata hai jo k wo baad mein pura kar skta hai.
                      • #12 Collapse

                        meray khyal sa jb ap hedge karty ho tu ap trens ko find nehi kart kyu ka in hedge both buy aur sell ka order same rate pa hota ya differ rate pa lakin trade opne karnay ka bd hum trend ka zaray apni trade close kar sakty aur apna acocutn save kar sakty
                        • #13 Collapse

                          Hedding ka kaam ap us waqt krain jab ap ko experience aur knowledge ho jay otherwise to ap ko bohat zayada loss uthana pray ga
                          • #14 Collapse

                            Bhai jan Forex main hedging k zarye acha munafa kamaya ja skta hai kio k ye hmare liye trading ka aik bohat hi acha and san zarya hai is main hmain kissi kisam k bi loss ka dar nahi hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee bhi jaan ap nay ik ahce baat kahe hay aur may ap koo batnan chata hu kay forex tradding may ager ap heading ki techniqe use kertain hain to yi ik ache techniqe hay aur ap is say acha faida hasil ker saktain hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X