Taza dam ho kar saray kamo sa farig ho kar forex karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    han ham sab ko yahn dill laga k taza dam ho k work krna cahey kun k ager ham sab yahn taza dam ho k kam krty hain to ham sab yahn fresh mahsos krty hain is ley ham sab ko yahn dill lag k kam rkna cahey kun is sy ham sab ko faida hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      g han forexx main trading ka wakat yah bat zaorr dhyam main ho kh ap ka mind fresh hona chayee kisi kisam ki tension nai chal rhi honi cayemind main jis ka gusa ap trading per nikal do or result loss niklay
      • #228 Collapse

        gee apny bilkuy tank khan sb tarder ko sb kamo se frg ho karn tarde karnmi cheny gb humera minds mein koye or kam karn ka chely rhan ho to hum tarde mein gald baze kart hein gess se hum ko tarde meiun loss hote hein is liyen sb kamo se frg hop karn tarde karn beth tanb he achi tarde hum karn sank gy fres mind se tarde shero kyen karn
        • #229 Collapse

          Forex trading ko hamain us waqt karna chheya ja ham tamam kamon say fareg hon or ya pher ham taza dam hon . is leya kay is time mainham zayada bahter or soch samjh kar trading kar saktayhain or pher is trade say profit b zayada lay saktay hain
          • #230 Collapse

            Bhai jan bilkul ap se agree hain ...agar ap kisi ghar k kam ma ya bahir k kisi kam masruf hain to phr ap us time trading na kren q k us time ap ka mind forex pe concentrate ni hu sakta ,.so ap jub bhe kren fresh aur taza dam hu k kren
            • #231 Collapse

              G HAN! agar ap forex main preshani ya tension main trading karay gai tu ap ka aik ghalat decision ap ko loss ki taraf le ja sakta hai main tu new trader ko ye advice donga k ap relax or fresh mind k sath trading karay tu ap ko profit hoga or ap achay trader bi ban saktay hain.
              • #232 Collapse

                Bilkul mere bhai humhe forex ka business fresh mind ke sath hi karna chaiye agar hamare dimag mai dosri tension hogi to hum is business par zyada concentrate nahi kar sake hai aur is ka nateja humhe loss hi hoga to pahle sub kamo se farig hojyae phir sukoon se ap forex trading kare ge to ap ke liye acha rahe ga.
                 
                • #233 Collapse

                  hmesha trading krny sy phly ap ko apny mind ko fresh kr laina chaheay or mind mai trading k elawa koi b km ni lana chaheay ta k ap ko trading k wqt distrub na kry ya bty ,,,
                   
                  • #234 Collapse

                    Yes bilkul theak keh rhe ho forex man trade krne k lye health or mind ka fresh hona bhe zarori ha warna ap achay decision nhe le paoo gae or ap ko loss ho ga isliye kinldy apne ap ko her tention se door rkh k fresh ho kr trade kro ALLAH ka nam le kr then dekhna yew can rock in market :)
                    TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                    • #235 Collapse

                      Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading ko jab aap karen to apnay saray kamon say free hokar relax hokar karen kaam karen takay aap ko faida ho aur aap achay trader ban saken kun kay pressure main aap achi trading nahe kar saktay hain
                      • #236 Collapse

                        g main bhe ap ki bat sy agree karta hun keh ap jab ap kisi or kam main bezi hon to forex min learning na kary jab ap tension main hon gy to ap gilteyan kary gy jis sy ap ko loss bhe ho sakta hai is ley mera maswra ye hai keh jab ap bilkul farig hon or ap ka mind fresh ho to per ap forex main learning kary ta keh ap ko loss k bjay profit ho
                        • #237 Collapse

                          ji han bhai ye sach hai ki jabhi aap forex trading me trad karne ke liye aaye to aaka dimag bilkul free hona chahiye koi bhi tension nahi hona chahiye taki aapko forex trading me jitane bhi trad karne hai owo aapko bahut sara prfoit de aur aapko ek bhi forex trad los na ho is liye jab bhi forex trading karne ke liye aaye to santi se kam karna padega aoako
                          • #238 Collapse

                            yes,dear aap ne bilkul thek kaha hy aur bohat achi bat kahi ha hamary lie ye ek zaroor bat hai k ham hamesha taza dam ho kar fresh aur relax ho kar kam kren to phir ham ak achi trading kar sken gay aur is buisness men kamyab ho sken gy
                            • #239 Collapse

                              yes sir ap ny boht he acha swal kiya hy forex gahr bythy kmany ka ak boht he acha zaria hy q k ye hamy gahr byty earnig dyta hy is liay ham apny sary kam chor k forn is ko stat kr dyty hy q k hr insan ko pysy ki zrort hoti hy is liay forex is a batter bussiness hy hamary liay .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                yes ye sai bath hai k forex trading mai taza dum ho kar saray kamo se free ho kar kiya jae to zada best hai ku k is mai focus karna zarori hai. ye kaam tension mai krna ap k liye boht risky sabit ho sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X