advantages of stop loss and take profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    stop loss or take profit k faody he hain nuksan koi nahi hai maghr es ka galat use hmain zaror nuksan karwa skta hai es liye apko apny knowledge k according he es kjo use karna chahye ta k apko loss na ho or apki trdaing save rahy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      Forex market mn stop loss aor take profit ka bahut ziada faida hai ager ham stop loss lagain gy tu hamen kam sy kam ya jitna ham allow kren sirf itna he loss hoga aor take profit sy hamen itna profit mil sukta hai jitna ham set kren gy ager markt as price ko touch kry ge tu
      • #528 Collapse

        Bhai forex trading main take profit or stop loss bohat sham role ply karty hain en k bgair him achi trading nh kar skty in fact him trading he nh kar skty hain es liye hmain en ka knowledge hona chahye take profit hmari trading main acha profit dilaya hai jub k stop loss hmari trading main loss k factor ko kam karta hai l hmain zeyda loss na ho
        • #529 Collapse

          aslam o alikoum dear brother daikhain advantage aur stop loss y sb kuch aap ke skills say ata hai
          • #530 Collapse

            take profit or stop loss meta trader 4 or 5 main ye option majood hai jis ko ap apny trade kay order main jider ap ka dill kry set kr saqty hain or is say humy ye market ko her ik waqt main check krny ki koi b zarort nahi hoti hai is say humy ye order ko khud say close kr daita hai yehi say zada is ka faida or advantage hota hai
            • #531 Collapse

              Stop loss our take profit k bhot zeada advantige hy in sy ham onbhot zeada faida hota hy kio k in sy hamy ya faidy hy k ham agr kahi bhr chaly jaye to market achanak breakout ho jaye to hamara stop loss hamy zeada losss sy bcha lyta hy ya hamara to hit ho jata ahy to trade khod hi close ho jatinhy our ham bach jaty hy
              • #532 Collapse

                Stop lossaur take profit k bahut say advantages hain jin say hum inkar nai kr sktay mera khayal maim har trade main hmain stop loss aur take profit set krna chaeay. Agr take profit set na krain to uska nuqsan baz dfa aisay hotay k jb hmari trdae profit main jati ga to auto close na honay ki vja say dobara jb market reverse ati ha to apka profit bhi reverse a jata ha. So hmaesha stop loss aur take profit use krain.
                • #533 Collapse

                  Waise toh advantages stop loss Kehlata Hai Star Plus ka advantage AK Gore Se aap sada sada fighter biashara kar sakte hain agar aap chahte hain kya agar aap chahte hain kya aap apne loss ko sada sada Na Kare Toh usse aap chahiye ke K kam se kam loss Ho pakka nahi kam se kam loss Ho Aur Hum Jyada Se Jyada profit Piya sale Kar Paye
                  • #534 Collapse

                    is main kam karny k boht say faidy hain so hamain markt main sab say pahly si ki movement ko dekh k hi trade karni ho gi tba hi hum run karein gay aur markt main loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur earn karein gay
                    • #535 Collapse

                      Brother stop loss aur take profit money management k liye bohat zaruri hain. Ager ap ne stop loss lagaya hua hai to aap ka account wash nahi ho sakta kion k jis point pay apka stop loss laga hai wehan pohanch k trade khud hi band ho jaye gi aur apko ziada loss nahi hoga. Issi terha take profit ka faida ye hai k ager ap trade laga k so bhi jayen to ap k matlooba point pay trade khud hi band ho jaye gi aur profit ap k account main aa jaye ga.
                      • #536 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ak business karta ha to per us ma profit and loss both hota ha laken forex is different for them ager hum forex ma only profit lana chata ha to per hum apni trade pa stop loss wala option laaga kar es sa bucch sakta ha es leya forex ma only profit be ho sakte ha ..........................
                        • #537 Collapse

                          brother stop loss ka matlb ye hota hai k jab ap trading karty ho to market up down hoti rahti hai ap aik jaga par stop loss laga dety ho k jab market down ho to ap ko es had se market nechy jany ki surat me apka trade close ho jay to us had se market nechy chali b jay to apko loss nhi hota ese tarha take profit bhi kam karta hai us ka kam market up hony ki surat me ap k profit ko control karna hai
                          • #538 Collapse

                            stop loss aur take profit ko use kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is forex main planing kar k hi trade karni ho gi tab ih hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain markt main emotion ko kabo main rakhna ho ga
                            • #539 Collapse

                              Dear forex trading main two option bhot important hota hain.Stoploss and take profit.Dear hamain hamesha stoploss and take profit laga kar trading karni chahiya iss se humain limit main loss and profit hoga or account bhi wash nahi hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                is main kam karny k boht say faidy hain aur hamain learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is forex main rules ko folllow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gayy aur hamain market main is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hohn gay aur it is best

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X