Friends hamain stop loss and take profit ka ya advantage ha. kay agar hamain loss zayada ho raha ho to ham is ko close kar kay apna mazed loss hona rok datay hain or aik or trade laga kar us losss ko cover kar latay hain . agar ham is sunharey asol ko na apnayain to hamara account khatam b ho sakta ha.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим