advantages of stop loss and take profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    take profit ka agar dekha jaye to bht ziada fada hay q kay market ap kay take profit ko hit kr k wapis bhi askti hay so app ka profit safe rahay ga - jahan tak stop loss ka fada dekha jaye to yeh hamare account ko wash honay say bachata hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      take profit ka aur stoploss ka estemaal karna bohat he zyada zaroori hay ess sey trades auto profit taking aur stopp loss fix keye mei lots close hoti hain humay stop loss ka take profit ka advantage hasil karna chaiye takay trade auto close ho zyada loss na ho agar loss mei trade jay b
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #513 Collapse

        Fprex trading main stop loss or take profit ko bohat ahmiat haisil hai stop loss lganay sy traders ko losa kum hota hai or take profit lganay sy yraders ko profit hota hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #514 Collapse

          Akira Kochi trading karni hai aur acha profit Hasil karna hai to aap Forex trading stop loss ka use karo stop loss and take profit ka use Karne Wale trader kabhi bhi market Mein loss Ka Saamna nahi karte isliye best hai kya aapko stop-loss use karna hai or take profit Kabhi use karna hai
          • #515 Collapse

            Dear agar hum forex Market mai trading kar k profit banana chaty hai to hum ko ais market mai kuch rules banany pary gy phir hum ko aus hisab se trade karni pary gi jaisy hum ko take profit aor stop loss lagana parta hai kun k ais se hum jo trading kar rahy hoty hai to hum bilkul safe hoty hain k humra account wash ni ho ga. Agar hum trading karty hoye take profit aor stop loss use ni karty to ho sakta hai k market humry opposite side pr jaye account wash ho jaywe.
            • #516 Collapse

              Stop loss aur take profit bohot he important tools hai forex trading mai traders yeh dono tools use kar kay apni trade ke limits ko define kar daite hain aur jo points ap stop loss aur take profit mai define karty hain wohan per trade automatic close ho jate hai .
               
              • #517 Collapse

                Insan Jab Bhi Forex Mein loss karta Tujhe loss uski apni mistake ki wajah se hota hai aur ek accha traitor Hamesha apni mistake se the learning karta hai aur jo Insan apni mistake se learning karta hai woh Forex Mein Kabhi Bhi loss nahi kar sakta Kyunki Insaan Jab apni mistake se Love Karta Hai Tobu future Mein Apni is learning se fayda Hasi karke bahut jyada profit ko Hasil kar sakta hai Tu Is Tarah Se wo Apne lost Se Bhi Jyada Se Jyada fayda Hasil karne me Kamyab ho jata hai Shukriya
                • #518 Collapse

                  market mai hum her ik waqt is ko nahi note kr saqty hain or is main tension b hoti hai or is ka hal yehi hai kay hum nay her ik order main ye stop loss or take profit ko laga lainy say kafi zada tension say humy moka milta hai aram ka
                  • #519 Collapse

                    Forex trading main stop loss aur take profit k bahut ziada faidy hain sab sy pehla faida yeh hy k agar ap ny trading k doran stop loss laga dia hy to apka account kbi bi wash ni ho ga aur agar ap ny tp laga dia to agar market ooper ja k neechy aa jati hy to ap ny agar tp lagaya ho ga to apka tp hit ho k apka profit save ho jay ga
                    • #520 Collapse

                      Mai tou bas yahee kahon ga k agar loss ho raha hy tou trading kch arsy k liye rok deni chahye aur market k sazgar hony ka wait kren aur tab tak apni galtio py control kren aur unhe dor kar dy phr jesy hi market sahe ho trading kren aur earn kren
                      • #521 Collapse

                        stop loss ko ues karnay sa aap ko loss kam hota ha aap ki invst save rahte ha our tak profit ko ues karnay sa aap kay traget kay matbak aap ko profit mile jate ha our aap ko har wakt pc kay samnay be nhe badna parta ha agr aap nay apne trad tak profit our stop loss ko ues ka to aap ki trad kad he cloess ho jay ge
                        • #522 Collapse

                          jo be expert ha ow apne trad ma stop loss our tak profit ko ues karty ha jis ki wja sa ow success hasil karty ha to is ma aap ko un ko ues karna cahay tak aap ko is ma fiad ho our un ka fiad ya ha kay aap agr trad lag kar kahe jan cahaty ha to ja sakty ha is ma aap ki trad kad he cloes ho jay ge aap kay traget sa jab market tach kary ge to
                          • #523 Collapse

                            stop loss ko use karny kay kafi faiday hoty hain jis say market main kam karna humary liye kafi sai hota hay kunk ay stop loss ko chose karny say humain kafi smjh ho sakti hay kay is say ziada loss ni ho sakta hay or isi tra hum take prooft ko use karnty hain to is main b yahi hota hay humain aik limt mil jati hay is say ziada profit nai hota hay
                            • #524 Collapse

                              forex trading main stop loss or take profit k bgair kbhi bhi trading kamyab nahi ho sakti hai es ko use karna lazmi hoat hai es k bgair trading uncomplete hoti hai es liye en ko apni trading main lamze set karna chahye forex trading main jub stopp loss ko set karty hain tu wo loss ko khtm karta hai or take profit hmary profit main help karta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain theak say mehnat karen kyun keh mehnat kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay es business main theak say time bhi daina chahiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X