failure pe hamara attitude.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Har business main risk involve hota hai , agar loss ho jae to bilkul himmat na harein balkay apni ghaltiyion se seekhein aur learn karein forex k mutaliq full information hasil kartay rahein aur pehely se bhi ziada mehnat karein to loss honay se buch saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      forex trading mien ap apnie losses pe kabhi bhi pareshan mat hon is mein ap tareeqe se trading karen aur apne losses ko manage karna seekhenge to ap zaroor kamiyab honge.
       
      • #243 Collapse

        han g yah bat to theak hai per yah nahseehat is lai to nahe ho gy k ap dar jain balky is se murad yah hai k ham apny life main zyda se zyda care ki zroorat hai or hamain agar aik successful life chahian to hamain zayda se zyda mahnat karna ho gy per darna nahe
        • #244 Collapse

          humain is main practice kar kay kam karna ho ga ta kay humain market main achi earning hasil ho saky or humain is main loss tab hota hay jab hum is main hard work nai karty hain to humain loss hota hay
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #245 Collapse

            forex trading mien apko chahiye ke ap is mein failure ko tackle karna seekhen aur is mein apne risks ko manage karen to phir ap zaroor kamiyab hosakte hian.
             
            • #246 Collapse

              Dear hmen is business me hmeshah soch smjh k kam krna chahe kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain tu hm acha earn kr skaty hain or is business se hm acha earn b asani se tb hi kr skaty hain isi liye hmen soch smjh k kam karna chahe
              • #247 Collapse

                Bilkul bhai ma apki bat sy agree kron ga forex trading ma hamara capital hr waqat risk py hota hai trading ky leay fully ready hona bht important hai hamen forum ma.seniors ki mistakes sy sabaq hasil krna chue aor apni mistakes ko bhi share krna chue ta ky dosry sabaq len
                • #248 Collapse

                  han g failure hu jey tu humy chahiyeh nehnat kary or jaisy k ap ny kaha kabhi har na many tu hum asani say kamyab ho sakty hain es kaam main bina kisi tension k or es say acha koi kaam nahi hai
                  • #249 Collapse

                    Success key sath sath failure bhi hamari zindagi ka aik part hota hy. Failure sey ghabaney waley success tak nahi puhanch patey. Jo log failure ko accept krtey hain, wohi success tak puhanch patey hain. Hamain failure sey pareshan honey ki bajaye un reasons ko identify krna chaheye jin ki waja sey loss ho raha hy.
                    • #250 Collapse

                      failure hone per hame bohat khayal se kaam karna chahiye ham aksar loss karne ke baad emotional ho jate hain us waja se bar bar phir hamari trading loss me convert ho jati hai agar ham mehnat ke sath kaam karen to na sirf loss kam ho sakte hain balke losses ko easily handle karna bhi ham seekh sakte hain .
                      • #251 Collapse

                        Dear natural si bat hy failure par hamara attutude negative hi hota hy lekin meray khayal mein to hamien apny failure say learn karna chahiye aur next time apny failure ko successful mein convert karna chahiye
                         
                        • #252 Collapse

                          G g of course hainnis main jahan take meta kheyal hai k hamain is main koi bi kamyabi k pechy nakami hoti hai aur is main hamain hard work kar k kam karna ho ga ta k hamain loss k ho
                          • #253 Collapse

                            agar ham forex market men money bnanay men fail hoty hn ato ham ko himmat nhe haarni chahye ham ko dobara se try karni ha market men new himmat aur jazby k sath aur apni mistkes ko kill kar k jab tak ham previous mistakes par work out nhe karen gy behtri mumkin nhe ha .
                            • #254 Collapse

                              bhai agar ham sub ko kabi loss ho jay to khud ko blame karny ki bajaye ham forex ko blaem karty han ya phir broker ko ham blame kar rhy hoty han jis ki waja se ham apni mistakes ko thek nhe kar paty dear jab bi los ho apni mistake ko accept karo khud se
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                zeyda tar traders ka failure par attitude ye hota hay k forex business me siraf loss ho sakta hay magar mera khayal hay k learning kar k ham kabi b failure nahi ban sakty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X