failure pe hamara attitude.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    G han bhai ap nay bhut achi bat ki main ap ki bat say agree houn agar hamien trading k doran loss bhi ho jata hai to us ka ye mtlb nahen k ham trading chor dain ya mayos ho jaen hamien phr say mehnat kar k trade karni chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      dear jab bhe hamain loss ho to hamain gussa to ata hai lakin hamain khud par control hona chaye kyu k profit k sath loss hota he hai tension nai lani and us waqt or trade bhe nai karni chaye...
      • #168 Collapse

        agar hmain kabhi bhi loss ho jae to hmain naraz nahi hona chahiye market se hmain seekhna chahiye ke hm galti kahan karte hain us se seekhain ho skta hai agr ap seekh jaen to buht kuch earn kr jaen is tarah
        • #169 Collapse

          Jab bhi hum forex trading main loss karty hay to huamy dill nahi harana chahiey balkeh sabar say kam lena chahiey aur next time forex trading ko theak say study kar kay chlain.
          • #170 Collapse

            ha jab hume loss hota hai ya hum kabhi fail hote hai to hume bahut hi gussa aata hai hume kam chorna ke khayal aata hai par sahi me to aapko aisa nahikarna hi au raapko aage kese kam kare jisse aapko loss na ho aur aapko success kese milta hai ye hi aapko sochna hota hai to hi aapko siuccess milta hai
            • #171 Collapse

              bilkul thek bat ki ap ny men apki bat sy agree hun agar ap nakam ho jaty hen tu dil cohta na kren balky pukhta aerdy sy dobra aaen aur business kren aur apni guzashta galteon ko made nazar rakhen
              • #172 Collapse

                Having a positive mental attitude is very important to all forex trader even in the mist of loss or failure, it is this positive mental attitude that will result to confidence of the future even when in a losing trade. i believe that if you want to succeed then you must be positive
                • #173 Collapse

                  trading main loss ka 50% chance hota hay lekin agr ap proper money management nai karty to phir is main loss kay chances mazeed berh jaty hain is laye humesha loss say bachny kay laye proper money saving planing karna chaye aur soch samaj kar trade open karna chaye
                  • #174 Collapse

                    good post dear user business mai jahan kamiyaabi hoti hai wahan failure ko bhi face krna prta hai or ek acha business man hr cheez ko face krta hai failure ki surat mai hamy wo kam chorna nhi chahiye himat krni chahiye.
                    • #175 Collapse

                      stop loss ko note ker ty howa tu kafe haad tak apna loss recover ker saktay hai. gu ka wo hm ko dil thora karny ke zrurat nai puray hosly saiy kam kar na chahiey
                      • #176 Collapse

                        merey khayal main loss har jaga hota hay isi tarha forex main bhi aksar loss ho jata hay is liye hamain kabhi himat nahi harni chahiye kiun kay jo insan himat haar jay wo kabhi kamyab nahi ho sakta
                        • #177 Collapse

                          well said dear aese hi hota he ham life me jab loss ko bear karte hen toh phir hi ham samjte hen ke ham ne kia galti ki he or agar ham pahle hi ache ustaads ko follow karna start kar dete ehn toh phr hamare lie earning karna bhe boht easy ho jay gi or success hi success ho gi
                          • #178 Collapse

                            jee jee janaab aapki baat bilkulk theek hai hamain losss jab hota hai hum fail ho jatay hai trade mein to hamain na umeed nahin hona chahiye balkay apni ghalati say seekhna chahiye or mehnat kar kay aagay barhna chahiye
                            • #179 Collapse

                              dear app ne ek bohat he achi thread likhi ha aur is k liye main app ko thanks karna chahta hun k app ne ek acha lesson dia hai k ager humen loss b ho jaye to phir b humen kabi b apna dil nai haarna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Agar hum forex trading main loss kar lety hay to humay chahiey keh ziada tension na lain kyun keh forex trading main agar hum tension lain gay to kisi ka kuch nahi bigarta so humay dubara say forex trading par foucs karna chahiey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X