failure pe hamara attitude.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai jaan failure par humey sabar kara chahiya aur phir se try karna chahiya aur zoor lagana chahiya aur dekhna chahiya k hum se ghalti kahan howey hai aur phir us ghalti ko khud se elminate kardena chahiya aur dobara us ghalti ko repeat nahi karna chahiya aur khoob mehnat karni chahiya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes g ha sir forex me ager ap loss karty ha to ap ko is me trading karni chaye liken is me ap ko us tara k trading nahe karna chaye jis tara ap first me karty ty is me ap ko our kuch karna chaye our is me ap ko new mind k sath is me trading karna chaye take ap k kuch experience ho jaye our ap profit bi hasil kary.
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ABDULLAH KHAN پيغام ديکھيے
        failure pe hamara attitude kia hona chahiay? naseehat le k dobara aagay barhna chahiay? HAZRAT ALI (AS) ka qol hai k "ZINDAGI USTAAD SAY ZIADA SAKHT HOTI HAI, KYOUN K USTAAD SABAQ DAINAY K BAAD IMTEHAAN LAITA HAI,PAR ZINDAGI IMTEHAAN LAINAY K BAAD SABQ DAITI HAI". share your views.
        friend failure hote hai tu hum apni mistake per hote hai . aur mistake se lesson hasil kare phir kohish kare IN SHAA ALLAH kamyab hoge .. zindagi bhut kuch sekha te hai har nakami ke pecha kamyabi zaror hote hai ..
        • #19 Collapse

          good bhai ji boht acha hwala dia hai aap nay .hmain chahye kay hum apni galtio'n say sekhai'n or dubara jab trdae main enter hon to hmain chahye kay apni galtio'n ko na duhrae'n .or planning kay sath trdae main enter hon .
          • #20 Collapse

            yess dear isi stage per aaa ker to hamaara emotion ka pta parta hai ke ham kitne zyaada lalachi hai ham man mian kitna bardasht hao kun ke agar iss trading ke busiens smina agar aaap ko zyaada se zyaada mehnat karni hai to is main aik acha businesss kar sakte ho
            • #21 Collapse

              failure pe hamara attitude kia hona chahiay? naseehat le k dobara aagay ... to be the successful failure teach us a lesson in our every trade ...Main aajtak EA sai trading nhi ki hai doston or na hi main kabhi karna ... sirf manual trading kartay rahna cahiyay .ahsta ahsta hamara profit ... bhai muje to ls bary me kuch kahs inomesn nahe he to me ls pe kuch..............
              • #22 Collapse

                bhai app ne bilkul theek baat ke hai yh tu ab hum pe depend krta hai k loss k baad humara kya attitude hna chaye agr tu hum afford kr skty hn tu always be patient and learn from your mistake and keep going forward
                • #23 Collapse

                  So the best thing for me to do is get an averege knowledge but if there is anybody that want to get knowledge beyond his control then he his doing that at his own risk since too much for every thing is not good so we have to gain the kind of knowledge which we can control in every direction.
                  • #24 Collapse

                    G han apne theak kaha hai,.failur insaan hamesha tension main huta hai,.kuch smjh nhi arahi huti ai,.isi lye jub bhe loss hujaye to kindly ap cool raha kren,.tbhin apko kuch sochne ka muka bhe mil sakta hia k loss se kesa bacha ja sakta hai,.
                    • #25 Collapse

                      forex is a risky business when we got the loss in the trade, first of all be cool , and take a rest, Than think why this mistake has been happen to us, share the mistake already happen with you to other traders and want to outcome / sovled of this , Make a complete plan for the next trade with hope and care must be taken for your mistake
                      • #26 Collapse

                        G bhai apne bohat hiachi baat share ki aur hamko kabhi bhi loss par haar nahi maan'ni chahiye,hamen hamesha aage barhna chahiye aur apni mehnat ko jaari rakhna chahiye.phir ek din ham zaroor kamiyab honge.
                        • #27 Collapse

                          ji ha bilkul aap nay bohat achi baat ki hay kay forex me aap ko khabhi himmat nahi haarna chahiye kyu ke agar aap forex me himmat har jao gay to aap nay jo mehnat us ko seekhnay kay lye ki hay wo zaya ho jaye gi aap ko koshish karni chahiye ke forex say earning karay lakin is kay lye aap ko kafi mehnat karni paray gi.
                          • #28 Collapse

                            failure pe hamara attitude kia hona chahiay? naseehat le k dobara aagay barhna chahiay? HAZRAT ALI (AS) ka qol hai k "ZINDAGI USTAAD SAY ZIADA SAKHT HOTI HAI, KYOUN K USTAAD SABAQ DAINAY K BAAD IMTEHAA
                            • #29 Collapse

                              bohat alla sharing hai esy hi hona chahiey nakami py dil thora karny ki bajaye humy mazid naseehat hasil kar k puri lagan and umeed se phir se agy bharna chahiey kyun k gir gir k sambhalny wala hi kamyab hota hai is liey humy nakami ko pury hosly se bear karna chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                we should do more struggle n try harder to be more successful as u planed because failures are the part of life so we should not get dis-heart.hamay chahye k hm is me boht mehnat kren ap is ko is trah kren k ye ap ki job hy is k begair ap ko kuch ni mily ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X