Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    wo isliye k un ko us jaga par koe dar nahi hota hai jabkey un ko yahan par dar hota hai jab wo live account par kam kar rahey hotey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      is ki sab sy bari waja ye ha k demo trading account ma ap k oper pressor ni hota ha jab k real trading ma bhut pressor hota ha k pata ni profit ho ga ya loss us pressor ki waja sy trader trading ma na kam ho jate ha real account ma.
      • #648 Collapse

        demo account seems like real account ke tarah ka he hota ha..hum demo account mai success hasil karty hain r real accountai loss..waja ye ha k hum demo account mai tension free ho kar kaam karty hain jub k real account mai hum tension lay kar kaam karty hain.
        • #649 Collapse

          mere bahi je se k ap ne kay he k Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real account me q fail jaty ha to mere bahi bahat ye he k Forex trading eek boat risk busines he is me ahme boat soch samch k kam karna hotha he or jis k pas knowledge or experience nahi ho ti he wo fail ho Cathe he.
          • #650 Collapse

            g dear friends ye bat kisi had tak thek hi key boht se trader jab demo account per work karty hi to trading me wo profit hasil karty hi or on ko koi dar nhi hota key los ho ga to koi farq nahi pary ga aor jab real me kam karty hi to on ko chahye ke plan key mutabiq kam kary jis se wo loss na kary
            • #651 Collapse

              demo account basically aik charm creating tool hain is main hum ko itna bonus diyea jata hain jis ka hum real trading main invest kernay ka soch bhi nahin saktay hain so hamain kabhi bhi uthni kameyabi nahin hoti real account main
              • #652 Collapse

                g nahi bro me ap ki bat se agree nahi krta jo trader demo account me successful he is ka matlab he ke wo experiance gain kr chuka he tu os ko real account me bhi koi preshani nahi honi chaiye
                • #653 Collapse

                  mere bhai aisi baat nahi hai demo account per ham ager kamiyaab hotay hain toh real account per kon si trading k treeqa car chanege ho jata hai sab waisa ka waisa hota hai han ager ap over confedance ho jain ye or baat hai
                  • #654 Collapse

                    Forex trading min demo account aik acha tareeqa he eanring aur learnign ka hum es business min se kafi bari earning kar sakte hin jeise jeise hum kafi bari learning aur experience hasil akr lein hum continue agar rakhte hin learning aur experience ko to hum apni earning ko bhi brha sakte hin.
                    • #655 Collapse

                      han ji demo account per aese he trading nahi karni chahiye bhai jan us ke lye aap ko thora bohat experienced bhi hona hota hai agar aap ko demo per perfect hona hai to plans or strategy ki madad se ho warna nahi ho sako ge real account me kamyab .
                      • #656 Collapse

                        yes in my personal views most of the people get success in demo account but fail in real trading, the basic reason behind it is the pressure of the real trading and low level of confidence, the thing is with the real trading a panic moment of loss comes to their mind which fail them
                        • #657 Collapse

                          Apki baat theak hy ziada tar trader demo account par trading main kamyab ho jaty hay but jab real account par trading ki bari ati hay to hum esmain fear ki waja say profit kam loss ziada kar lety hay.
                          • #658 Collapse

                            The difference between DEMO ACCOUNT an Real Trading, its emotions. Because there is no involvement of emotions in Demo Account, as in Real Trading there is also we are afraid of Loss. So when we get loss in trading, we are frightened of loss. So thats why we get sometime loss.
                            • #659 Collapse

                              wo iss liye k unhein iss k barey myn pata nahe hota iss ki knowladge nahe hoti iss ko bager samjhey kartey hein ooor wo fail ho jatey hein iss myn hmyn dehaan sey dimag laga k kaam karna cahye tab he banda kuch ban sakta hai....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                I think bro forex trading duniya best online bisiness ha or ais ma learning ki bhot zada zarurat hoti ha. Forex ms ucess hona ka liya bhot zaruri ha hamara pass knowledge or experience ho, OR real ma fail hona ki bhot se weja jiss ka hum emotion control nahi karta greed karta ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X