Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    gi forex brother esay kuch nahi hota hai brother real may emotion ko contorl nahi kar saktay ho our demo may emotion contorl hotay hai brother is liyeh ap log los kar jatay ha bro ap ko koi daar ya khoof nahi hota ap ko pata hota hai ke ap agar lose kar bhi gye to ap ko koi faraq nahi pare ga ap relax hote ho har tarah se, lekin in real account ap ko pata hota ha bro
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse
      younas سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

      asslam o aliku bhai g mera swal hai ke trading kerne ke lie sub se best software konsa hota hai jis se hume koi mushkil na ho hum asani se trading ker ske,or acha traders ben ne keliy kia kerna chahy
    • #633 Collapse

      Dear forex trading jab ap demo per trading krty hi ek to ap balance zeyyada rakhty hi or dosri bat jo sab se ahm hi wo ye k demo per feeling nahi hoti lakin real per ap ki feeling jodri hoti hi es liey ap demo per ap profit kmaty hi or real per loss krty hi..
      • #634 Collapse

        dear k demo mein woh bari log use kar k apna account bara karte hain or phir real mein woh log choti rakhte hain or trade ko ziayda profit ane mein time lgta hai demo mein bari lot ho to profit bohat jaldi ho jat hai or banda close kr deta hai lekin real account mein bari lot use karte har koi darta hai
        • #635 Collapse

          bhai jaan men to abe tak new member hn,men ne abe tak trading start nhn ke ha,demo account ko both sary log samjh jaty hn,likn mery khayaal main real main bhi trading sath kerni chye is lye pakistan forex fourm best fourm hy jo ap ko bunus sy tard kerny ka moqa daita hy
          • #636 Collapse

            demo me kmyaab is lie hote hen ke woh jo bhe trade lete hen usme koi fear ya khoaf nahi hota or seocnd agar loss me he toh loss me hi rahti he r kuch time ke bad profit me aa jati he is lie jab real me entr hote hen toh us wakat ham soch samaj kar kaam karte hen or jab bhe loss me tarde aati he toh fear me aate hen or jaldi close karna chahte hen
            • #637 Collapse

              forex main demo par trading krty hoy ap ko ye tension nai hoti k loss ho jay ga ap relax ho k demo pay practice krty hn aur jab ap real account pay trading krty hn tab profit aur loss ap k mind main hota hy aur ap emotional ho k trading krty hn ti is waja sy ap ko real account main loss ho jata hy.
               
              • #638 Collapse

                Han mazprofx eisa hota he aur ye kafi badqismati he k hum demo pe to kamyab ho jate hn magar hum jab real shoro karte hin to nakam bhi hote hin aur loss bhi leite hin. Es ki wajah ye hoti he hum demo account to buhat bari amount ka bana leite hin jab k hum real account kafi chota bana leite hin.
                • #639 Collapse

                  g brothers ap ny boht he acha sawal kia hy un ki wja ye hy k wo demo apni hasiyt k mutabiq ni bnaty wo lakhon k bna lyty hyn r invesment un k pas 200$ hoti hy to ye main wja hy
                  • #640 Collapse

                    Forex main demoo account main boht sary log is waja se kamyab ho jaty hn qk demo par kam krty hoy unhen is bat ki tension nai hoti k unhen loss ho ga demo pay wo relax ho k kam krty hn aur real pay emotional ho jaty hn qk unhen is bat ki tension hoti hy k loss na ho jay is tarah jab wo tension mind main rakh k trading krty hn to fail ho jaty hn.
                     
                    • #641 Collapse

                      I think is ki waja ak to yahi ho gi ke unho ne demo account pe ziyada dhyan nahi dia ya phir asa koi week point reh gya ho ga jis ki waja se loss ho rha he.
                      • #642 Collapse

                        .Hum fail is liya ho jaty ha kiu k jab hum demo account open karty hatu su ko 5000 dollers s strat karty ha lekin jab hum real m aty ha tu hum kam investment s start karty ha is waja s hum fail ho jaty ha;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;
                        • #643 Collapse

                          Actually demo account practice key leye hota hy, is main na to loss hota hy aur na profit. Is leye traders baghair kisi fear key is main trading kartay hain aur unhain loss honey ka koi dar nahi hota. Jabkeh real account main aap ki asal investment involve hoti hy, is leye loss key fear ki waja say aap ka confidence kamzor ho jata hy aur aap wrong decisions lena start kar detay hain.
                           
                          • #644 Collapse

                            demo account aik aisa account hota hai jis main aap ko kisi tarha ka koi fear nai hota hai jis say aap ismain theek say trade kar patay ho lr jab real account main aap ko fear hota hai to loss kar jaty ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #645 Collapse

                              dear, men to abi demo pe practice kar raha hun or demo pe meri practice achi ja rahi hai but muje abi real trading ka koi experience nhi hai so real trading karon ga to andaza hoga k real men or demo men kia farq hai now I have no experience that which is better most

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X