Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    yes the power of the patience is very necessary soo in the trading line every person wants more pips when the trade occur and want to make big trade and want more pips when market fluctuate soo control ourselves when this situation occur.<<<<<<<>>>>>>>>>>
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      forex mian bhi j demo acount mian he aap practice karo gy too he aap is mian eperince gain kar k ahe aap is mia acha earn kar skaty ho forex main demo account mian practice kar k aap real account mian acha profit gaine kar kay ho
       
      • #483 Collapse

        trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa
        • #484 Collapse

          well ap ne pocha hein k forex mein demo account mein bohat saray trader kamyab hotay hein bt real mein fail q tu mein yeh kahoon gee k demo tu demo hota hein , asal kamyabi n experience tu hm ko real tradng se hee milta hein
          • #485 Collapse

            fear hai assa point jo app ko es amin kamayab aur real main loss par ly jata hai ager app fear less trading karo tu app es main kamayab hoskte ho aur app ko es amin faida hoga aur app ko success hasil hoge
            • #486 Collapse

              Brother is kuch wajohat hai jin ki waja se aesa hota hai , demo account per jab hum work kerte hai tou hume pata hota hai yeh real money nai hai or hum without emotion fear ya greed k trading start ker dete hai , jab k real account mein yeh tamam emotion hamre saat hote hai jin ki waja se hum loss ker dete hai.
              • #487 Collapse

                Bhai jaan is ki sab se bari waja ye hai ke hum jab demo ko use karte hain to demo me hamare pass theek thak invesment hoti hai is liye hum demo me kaamyaab ho jate hain agar hamare pass real me bhi itni invest to hum real me bhi kaamyaabi hasil kar lain......
                   
                • #488 Collapse

                  g han ye baat ha ke aksar log demo account main achi trading kr rahey hotey hen lekin live account pr aa kr zydaa tr logon ko loss hi hota ha uss ki waja ye ha ke chand log over confident ho jaatey hen aur greed se kaam letey hen jis ki waja se wo iss kaam ko samajh nahi paatey aur loss kr bethtey hen doosri waja ye bhi ho sakti ha ke kuch los to direct hi live account join kr letey hen un ko bhi nuksaan hi hota ha
                  • #489 Collapse

                    dear friend demo main jab ham kam karty hain tab ham ko koi dar nhai hota k ham ko losss na ho jay jiss say hamara mind upset nahi hota aur ham klo loss nahi hota jab k app real main apna mind ko upset kar laty hain aur us main tention ajati hai jiss ki wja say ham ko loss ho jata hai,
                    • #490 Collapse

                      g han mere bhai apne bilkul sahe farmaya iski waja ye kay demo or real main sirf ye farq hai k ap demo main be jhijak ho k kaam karty ho q k ap ko darr nahi hota k loss hoga ya faida hoga q k na faida ap k pass aaye ga na loss ap ki jaib se jata hai...jab ap real main trading karty ho to faida ap ki jaib main aata hai or loss ap ki jaib se jata hai bas yahe fark he jo log loss kr beth ty han
                      • #491 Collapse

                        g bhai aap ne bilqul sahe kaha hai. hamain demo account open kartay hue khas kyaal rakhna chahiye aur demo mein utna hi capital rakhna chahiye jitna hum real account per rakh saktay hon. is tarha se phir hamain practice karne se trading ki buhat achi samajh aye gi.
                        • #492 Collapse

                          i am agree to you k jab aap demo account par practice kartay ho to aap ko is main kamyabi milti hai lekin jab aap is main real trade kartay ho to aap ko is main loss ho jata hai jo k real account par practice say aap ko aa jata hai
                          • #493 Collapse

                            bhi asal bat ye han us me log tenshn nai lety or real me aa k dar kar trade kerty han yahi waja ha k log is em loss kar dety han trade me hamy expeince or acah plan ki zarurt hoti ha jis se ham achy trade ban ksty han
                            • #494 Collapse

                              es ki b chand wjy hai ....wo es lye k forex demo account may full risk se kaam lety hai aur kamyaab ho jaty hai jab k real bilkul es k olt hai...kyo k real may buaht se log der kr trading krty hai....aur fail ho jaty hai..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Forex trading mein real account air demo account mein koi fark nhi hota hai bal ke demo account mei trader profiy ke lye greed nhi katye hai aur emotion par control kartye hai ia lye kamyab ho tye hai reak mein ye sub kuch nhi kartye hai thanks

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X