Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    sir demo account main koe dar nahi hota kise kisam ka bee just tread lagani hoti ha koe lalach nahe hota laken jb real accout maid jb treading start ke jati ha tb lalch bar jata ha jo kise be tread ko nakam kr sakta ha...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      welll jnab , ap ne jio thread kara ehin tu mein yeh akhoon gee k bai mujay tu iss ka koi experience nai hein likin meray khial se k log demo mein koi aur strategy rakhtay hoon gein n real mein koi aur tu may b iss waja se loss kar jatay hoon
      • #528 Collapse

        Demo account aik best learning place ha jis main trader knowledge aur experience ko increase karte han aur bhot sa profit hasil karte han aur apne life ko behter bana sakte han.
         
        • #529 Collapse

          nahi shayad aap ko kuch misunderstanding hui ho gi damo account pr aap jis tarh trade krtay hain aap ko chahiya k real account ma bhi usi tarh sa trade krain
           
          • #530 Collapse

            Yes yeh baat theek hai k bohat se trader demo trading account mein successful ja rahe hote hain but real trading mein a ker fail ho rahe hote hain or yeh reason hai real trading mein real investment ka pressure jo demo mein nahi hota.
            • #531 Collapse

              jb hum demo account ma trading karte ha to hum ye ni sochte k is ma humein profit ya loss ho ga bina tension k hum trading karty lkn jab k real trading account ma sb sy bari waja loss ki yahe ha k hum real trading ma tension ly lete ha
              • #532 Collapse

                dear forex trading mai demo account mai ap har tarha se trading kar sakte hai ap koi koi tension bi nahi hoti or mere khayal se ya hi waja hai ke forex trading mai demo account ap trader success hote hai or real account mai fail hote hai .........
                • #533 Collapse

                  ji haan dear aapnay bilkul thek kaha hai forex mai demo account mai log is liye kamyab rahtay hain kay wo bina daray trading kartay hain and ager onko loss bhi ho jata hai to onko fikar nahi hoti hay mager real account mai dar dar kay trading kartay hain and tuqqa lagatay hain tabhi loss hojata hai......................
                  • #534 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mazprofx پيغام ديکھيے
                    Brother ap sab s n dekha ho k hum jab demo m trading karty ha tu hum sab kamyab hoty ha lekin jab hum real m trading karty ha tu hum fail ho jaty ha.Hum fail is liya ho jaty ha kiu k jab hum demo account open karty hatu su ko 5000 dollers s strat karty ha lekin jab hum real m aty ha tu hum kam investment s start karty ha is waja s hum fail ho jaty ha.is liya humy chahiya k hum is m demo account b itny s open kary jitna hum real m investment kar sakty ha is tarha humy pata chaly ga k hum kaisy trading kar sakty ha.
                    dekho bhai jab ap demo account may kam kartay ho to ap mehnat kartay ho or kamyab ho jatay ho lekin real account may ap isay easy lay latay ho or mehnat nai kartay so nakam ho jatay ho , fail ho jatay ho.
                    • #535 Collapse

                      asal main demo trading main sub ko is laye zyada easy profit ho jata hay kuinkay demo main trading karty waqt ap ko koi tension and pressure feel nai hota hay is laye ap trade karty waqt zyada profit kma lety hain lekin jub kay real account main ap ko loss kak fear hota hay so is laye ye kuch dificult feel hoti hay
                      • #536 Collapse

                        demo account main aap ziyada sochty hein lakin real mey aap or ziyada or qwt-e-iradi ki zarorat hoti hy q k real account mey sy sizada zaheen logn b hoty hein is liye
                        • #537 Collapse

                          expensive sibling kon kheta hai nited kingdom demonstration successeful investor actual might nahi hota hai sibling esay kuch nahi hota hai sibling actual might feeling ko contorl nahi kar saktay ho the demonstration might feeling contorl hotay hai sibling is actually liyeh ap record los kar jatay hai sibling therefore feeling contorl karnay nited kingdom liyeh actual accounts par industry karna lazmi hai sibling.
                          • #538 Collapse

                            Jii han aksar traders ka sath aisa hi hota hai jab real account main trading karty hai tu loss hota hai lakin demo main profit hota hai. mery khyal ma ye iss liye hota hai ka hum realmain darty hai ka humy loss na ho aur thek se decision nahi ly paty aurdemo main humy koi dar nahi hota.
                            • #539 Collapse

                              demo account ma practice achi bat ha pr us ko real trading ma use krna bhi ana chahiya q k demo ma aap ko loss ki koi parashnani nahi hoti or aap ka balance bhi kafi ziada hota real bouns sa
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                my brothers hum demo main to sab k sab kamyab hoty hain qn kah humhain wahan phaly say 5000 dollar mily hoty hain hain aur new member hony ki waja say xiada mahnat krty hain par jab hum real account banaty hain to hum is pay ziada kam nahi karty is liye hum real main fail ho jaty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X