Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    Correct my dear brother demo account only practice krne k liye banaya geya hai 5000 dollars se start Lena hi big mistake hai because real account mien etni big investment nahi hoti or phr loss out of control ho jata hai and at the end account wash ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      my dear kiun k demo trading aur real trading me kafi farq hai demo me hume loss ka dar nahi hota so hum risk le lete hain jab k real account me hume bht soch samajh kar trading karni hoti hai ye hi waja hai k dono ka result same nahi hota.
      • #663 Collapse

        demo account main hum trading seekhtay hain laikin real trading main hum trade kartay hain demo main hum market ko watch nhe kartay hain laikin real main main hum market ko watch kar ay trading kartay hain
        • #664 Collapse

          assalam o alikum bhai jan demo account men jo log mukamal practice karty hen wo log real men bhi best hi treading karty hen ap demo account men jub practice karty hen to ap ko koe dar nhi hota ap ky zhan men hota ha ky agar mughy loos bhi hogaya to koe farq nhi hoga es ly ap by fekar ho kar treading ki practice karty hen agar ap real men bhi ese thara sy treading karen yani dil sy by khoof ho kar to ap real men bhi kamyab ho sakty hen .
          • #665 Collapse

            main apnay doston ko yeh bata dayna chahta hoon keh aap demo account main no feer kay hissab say trading kartay hain aur iss main loss aur profit reall nhe hoatay hain jab keh real trading main agar demo kay hissab say trading karrain gay to aap ko loss he ho ga
            • #666 Collapse

              Assalam-o-Alaikum g daikay har kisi ka apna aik thought hota hai mera yai thought hai kay agar hum demo par sirf practice kar rahay hai yai soch kar kay is may koi loss real nahe ho ga tu is ka koi bhi faida hai he nahe may yai samajti ho agar hum demo par practice karay yai soch kar kay yai demo nahe asal may real market hai tu hum koi bhi trading kay say phalay is ke planning zaroor karay gaiy tu he humay demo pay kam karnay ka faida ho ga
              • #667 Collapse

                iski wja ye ho skti ha hm demo trading mein jo trading krty hn wo real ki tarah nhi hoti. maslan jo leverage, balance wagera hm real trading mein invest kr k trading start krty hn wo demo se bilkul mukhtalif hoti ha. is liye real mein log aksar nakam ho jaty hn.
                • #668 Collapse

                  forex k demo main jab ham kaam kartay hain tu hamain us main faidah ho jata hai and real main loss ho jata hai tu is ki wajah yeh hai k ham real main loss say dartay hain
                  • #669 Collapse

                    Demo account practice key leye banaya jata hy aur is main hum without fear of loss practice kartey hain aur confident hotey hain. Is account main hamari apni amount invest nahi hoti, is leye hamain koi tension nahi hoti. Real account main hamari apni investment hoti hy aur hamain fear of loss hota hy, jis ki waja sey hum tension main aa jatey hain aur yun wrong decision lena shuroo kar detay hain. Jis ki waja sey hamain loss ho jata hy.
                     
                    • #670 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mazprofx پيغام ديکھيے
                      Brother ap sab s n dekha ho k hum jab demo m trading karty ha tu hum sab kamyab hoty ha lekin jab hum real m trading karty ha tu hum fail ho jaty ha.Hum fail is liya ho jaty ha kiu k jab hum demo account open karty hatu su ko 5000 dollers s strat karty ha lekin jab hum real m aty ha tu hum kam investment s start karty ha is waja s hum fail ho jaty ha.is liya humy chahiya k hum is m demo account b itny s open kary jitna hum real m investment kar sakty ha is tarha humy pata chaly ga k hum kaisy trading kar sakty ha.
                      Demo account practice k liye hota hay is ma hum risk la saktey hain but real ma risk ka koi chane nahi hota isi liye hum start ma apna business run kerne k liye kum se kum profit aur stop loss laga ker trade kertay hain.
                      • #671 Collapse

                        assalamu alikum bhai jaan kia haal hain ap ke? dear brother kon kheta hai k demo successeful trader real may nahi hota hai brother esay kuch nahi hota hai........ye 1 international bussiness hai is main ap agr zada se zada mehnat krain gye to kamyab ho jain gye.
                        • #672 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mazprofx پيغام ديکھيے
                          Brother ap sab s n dekha ho k hum jab demo m trading karty ha tu hum sab kamyab hoty ha lekin jab hum real m trading karty ha tu hum fail ho jaty ha.Hum fail is liya ho jaty ha kiu k jab hum demo account open karty hatu su ko 5000 dollers s strat karty ha lekin jab hum real m aty ha tu hum kam investment s start karty ha is waja s hum fail ho jaty ha.is liya humy chahiya k hum is m demo account b itny s open kary jitna hum real m investment kar sakty ha is tarha humy pata chaly ga k hum kaisy trading kar sakty ha.
                          forex k demo account pe wohi log success hasil ker te hain jinho ne bht hi mahnat ki hoti ha ap is lie fail hoi hon gain q k ap ne is me dill laga ker kam hi ni kia ho ga or ap ko is me interest hi ni ho ga.
                          • #673 Collapse

                            Bhai ap practivr karty jaen aik din zaroor kamyab ho jarn gay demo account basically bnaya hi isi lye gya hai k is pay oractice ki ja saky or sarinmistakes bh nikali ja sakain
                            • #674 Collapse

                              yes brother ap ki bat sahi ha magar aik waja to ye bhi ha ka demo ma spread kam hota ha jab ka real ma ziada hota ha. dosri bat ka demo ma sab ko pata hota ha ka ye fake investment ha aur wo darta nahi ka loss ho jai ga jab ka real ma apni investment ka khayal sa dar dar kar trading karta han aur ghaltian karta jata han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                ASSALAM O ALAIKUM ///////////
                                g han bilkul bhi main ap ki is bat se bilkul 100% agree karta hoon k aissa hi hota hai q k assal main log lalach bohot karte hain is lie wo kamyab nai ho patay bhi insta forex bara zabardast online bussiness hai ap is par aggar ziada se ziada mehnat karein ge to bohot aala trader ban jaen ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X