Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Demo account mein ap ki apni investment nhi hoti aur ap bila jhijhak trade karty ho aur is kay bar aks agar ap ki apni investment ho to darty darty investment karty ho kay kahin loss na ho jaye. agar hum yeh khayal kar lay kay business mein profit and loss to hota hai tab koi pareshani na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      jee brother ap ke bat belkul theek hy jab ap demo account open karte ho tu company ap ko free mn 5000 dollar deti hy jis se ap trade karte ho ager is tarah ap ke real account mn b balance ho tu ap ko demo se achi earning ho ge.
      • #168 Collapse

        according to my experience brother i think that, demo account me agr ap shi se practice karogey to phir ap real treding kr saktey ho or demo account sey experince hasil karo or phir real treding shroe karo.
        • #169 Collapse

          bilkul sahi kaha apne , i am agree with you, dar haqeeqt demo account hota hi is wajah se he ke ham is par sahi tareeqe se work karsaken aur us work ko real men apply karsaken agar ham us men khud ko master aur expert samajh kar kaam karen ge to wohi cheez hamain real par bhi apply karni hogi to nuqsaan hi hoga
          • #170 Collapse

            nahi aisa nahi hai k jo trader demo account pe successful trading karega woh real account mein trading krne mein fail hojaye basically demo account is for learning purpose agar aap demo account proper learning and knowledge hasil karenge to aap real account mein trading karte waqt b zaroor successful hon ge.
            • #171 Collapse

              haan bht sare logo ka sath aisa he hota hai kiun ka jab wo demo pe kaam kare rahe hote haain tu wo bus aise he lage hote hain lose ka dar nhi hota hai or real mein lose hota hai or wo bhi real money tu bus trader kabhi kabhi dar jata hai ka lose horha hai
              • #172 Collapse

                g haan bhai jaan aise hi baat hai demo pay to hum zaida say zaida invest kerty bhai hai but jub hum real account may aty hai to hamary paass amount kum hoti hai to hum fail ho jaty hain......
                • #173 Collapse

                  Woh is liyeh k demo main apko 10000 usd ya 100000 usd milta hai trading k liyeh or ap lots rakhte hain 1 ya 0.5 jiski waja se agar ap loss main bhi jarahe hon to bhi apka account zero hone main bohat time lagta hai or aksar zero hone se pehle apki position apki favor main ajati hai.
                  • #174 Collapse

                    There is some difference between a demo and a real account. For this every trader face a lot of difficulty in real trading account, Thank you for the post.
                    • #175 Collapse

                      Dear, aap ne thek kaha hai bohat sary log demo account main ak bohat he acha kam karte hen lekin real account main kamyab nai ho patey hen aur is ki waja ye hai k hamary pass ak achi investment nai hoti hai real account main jab k demo account main zyada investment hoti hai
                      • #176 Collapse

                        Forex ma demo account ma iss liye log kamyab hote hai k oss ma tension nahe hoti aur investment b nahe karte loss ki fikar nahe hoti jab k real ma app daar k trade karte hai
                        • #177 Collapse

                          demo account main app ko loss aur profit virtual hota hai aur real account main app ko real loss hota hai real account kartay waqt ziada tar trader lalach main ajatay hain jis ki wajah se un ko loss ho jata hai.
                          • #178 Collapse

                            nai asa nai ha kuch log real trading me b kamyaab hoty hain jo apny emotions ko kabo me rakhty hain jo real trading me emotions ko kabo me nai rakhty wo fail ho jaty hian
                            • #179 Collapse

                              aap ki bat bilkul sahi ha k demo me kaam yab honey waaley real me fail ho jatey hain is ki wajah to aap na sahi kahi k capital big hotaa ha lakin is k saath saath hum wahaan pe beghair kissi khof k kaam kartey hain jo real me mushkil hotaa ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                ziada tar trader demo me kamyab hoty hain lekin real me fail ho jaty hain uc ki vja ya hy k demo trading ko wo smjh kar ni karty hain q k loss ka dar ni hota hy or phir demo account bht bara use karty hain jis sy ziada profit hota hy demo account me thora deposit use karna chahiay or demo trading ko real ki tarha soch smjh kar karna chahiay tab trading ko sahi deeply smjha ja sakta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X