Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Demo account is one of the best things in the Forex Market Through the demo account can succeed in education and good training in the forex market if it took a demo account is the main teacher in the forex market
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear brother kon kheta hai k demo successeful trader real may nahi hota hai brother esay kuch nahi hota hai brother real may emotion ko contorl nahi kar saktay ho our demo may emotion contorl hotay hai brother is liyeh ap log los kar jatay hai brother so emotion contorl karnay k liyeh real account par trade karna lazmi hai brother
      • #18 Collapse

        dear brother kon kheta hai k demo successeful trader real may nahi hota hai brother esay kuch nahi hota hai brother real may emotion ko contorl nahi kar saktay ho our demo may emotion contorl hotay hai brother is liyeh ap log los kar jatay hai brother so emotion contorl karnay k liyeh real account par trade karna lazmi hai brother
        • #19 Collapse

          Wow that's gr8 yr apne buhat zaberdast information di he. thank's alot ab mein b isi tarha se karonga mein to 150$ k bonus se trading karna chahta hon so ab demo mein 150$ ki hi practice karonga
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mazprofx پيغام ديکھيے
            Brother ap sab s n dekha ho k hum jab demo m trading karty ha tu hum sab kamyab hoty ha lekin jab hum real m trading karty ha tu hum fail ho jaty ha.Hum fail is liya ho jaty ha kiu k jab hum demo account open karty hatu su ko 5000 dollers s strat karty ha lekin jab hum real m aty ha tu hum kam investment s start karty ha is waja s hum fail ho jaty ha.is liya humy chahiya k hum is m demo account b itny s open kary jitna hum real m investment kar sakty ha is tarha humy pata chaly ga k hum kaisy trading kar sakty ha.
            Dear friends if you used demo successeful trader so dont tns just work hard any time ....
            • #21 Collapse

              ji haan aap ny bilkul theek kaha hy kih jab ahm demo account satrt karty hain to hamin profit hota hy or jab ham real account satrt kartty hain to loss is liy hain chahiey kih ham jitni ammount demo account ki opening ma sarf karty hain hamin chaiey kih ham real account bh utni hi ammount ka open karein
              • #22 Collapse

                Demo main chunky apni earning nhe hoti na bonus na apna deposit isilye wahan khul kr trading hoti hai aur maximum tukkay say kam chalta hai, jo k kamyab rehta hai, aur yahan per darr darr kr traidng ki jati hai jissay ghalat time per trade lag jati hai aur yuun hamar honay wala profit bhi loss main badal jata hai.
                • #23 Collapse

                  Dear uski wajah sirf ye hai ke demo account mein ap jab bhi order lagate hain apke us mein emotions attached nahi hote aur ap wo poori trade chalne dete hain,jabke real trading account mein apko loss is liye hota hai ke ap usko thora sa loss mein jata hua dekh kar hi loss mein cut kardete hain.
                  • #24 Collapse

                    ap nay boht achi enformetion de hay.forex aik good businuss hay.,forex meim secces or real mein fail hony ki waja yah hay kay ap foex pay kaam bila darr aor khof kay karty hain kiu kay es mein loss ap ki jaib say nahi jata or profit apki jaib mein nahi ata.but real mein yah sub ap ki jaib say jata hay.
                    • #25 Collapse

                      dear demo account me trader isliye kamyab hote hen kyun k demo account me greed aur emotions nahi hote lekin real account me hum invest karte hen isliye is me greed aur emotions hote hen jis ki waja se humen forex me loss hota hai
                      • #26 Collapse

                        agr apko is ma kamkan ha to is ma p ko demo account ma traing karna zarore ha is sa ap ko is busiess ka bar ma sab koc pat calt ha sab ka liy ha forex ak online jop ha sab is kam ko like kart ha sab ka liy ha forex ak ach businessha sab ka liy ha
                         
                        • #27 Collapse

                          real trading me bohat se traders isi liye fail ho jate hen ku ke demo account per bohat si aisi cheezen hoti he jo unhon ne miss kardi hoti hen to jab real trading start hoti hen to pressure hota he ku ke apki real monet invest hoti he to apko isi liye har waqt dar hi laga rehta he to is dar ki waja se hi ap loss kar dete hen
                          • #28 Collapse

                            brather os mn ya ha ka hamian os mn koi tension nai hoti or os mn dil zyada passy lagaty hn jis mn hamian phofit zyada hota ha or real mn ham invest kam krty hn hamian os hisab sy profit b kam hota ha
                            • #29 Collapse

                              Dear friends men to abe tak new member hn,men ne abe tak trading start nhn ke ha,demo account ko both sary log samjh jaty hn,likn jab wo real trading krty hn,tab on k zahen men preshare aajata ha,and kuch log double minded hojaty hn,to os lie kamyab nhn hoty.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ap kois ma kamkarn ha tois ma ap ko demo account ma traing karna zarore ha is ma har koi kamkar sakjt ha bas demo account ke vaj sa sab logg is ma kamkartt ha sab is ma boht pisa kamt ha sab ka liy ha forex ak ach business ha
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X