Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    mere khya mein forex mein apko apna ap is lye successful lagta hey ko us mein apka apna kuch loss ni ho raha hota, us mein ap mutmain hotey hein k loss mein chala bhi gya to koi baat ni practice ho jay gi, jabkeh real account mein ap pure hosh o hawas mein reh kar kaam kartey hein to thora sa nuqsan bhi apko bara lagta hey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      g brother forex main demo acount ke bhoot ehmeyat hay agar ap demo acount main practice aur knowledge lern karty hain aur us kay bad ap real acount main trading karty hain to ap ko faida ho ga real trading karnay say phlay demo main practice zaroor karne chahy.
      • #123 Collapse

        Forex Trading demo or reall account meh trading bikul same to samt hotee hain . demo account par sirf app is main practice kar sakty ho or is main ek acha experince hasil kar sakty ho or reall account par app log is main practice nahee kar sakty ho . or is main jo be loss or profit hogha wo app ka reall main he hogha..
        • #124 Collapse

          yes very good its right demo par successfull log real men fail ho jaty hen is ki kafi reasons hen, for expample real men confident ho kar kam nai kar skata q k dar hota he k kai loss na hojaye, or phir real trading men kum capital hota he demo par zyada is leye demo zyada chalta he or profit bhi dy ta he,
          • #125 Collapse

            Jee ap ne sehi kahan bhai . wo sare trader demo me tou acha prfit kar lete he but jab real me trade karte he tou zaida tar fail ho jete he jis ki waja yah he ke real trade me loss hone ka zaida darh hota he na isi liyh .
             
            • #126 Collapse

              you are right we take action on technical analyzing in during trading or after closing.but this is a very time spend job and every person is not doing so well because it is a professional and dedicated job.if the member want to success and make more and more money with forex profit the he understand the strategy of analyzing of their trade and get experience other member and take part in forum decision and share their experience
              • #127 Collapse

                Bro aisi baat nai ho skti kay ap Demo par practice karnay say real account mai fail hojain.Bs bat ye hai kay jb hum Demo par kam kartay hain to hum relaux ho kar kam kartay hian lekin jab hum real accunt par work kartay hian to hum profit kar bary mai sochtay rehaty hain aur apnay account wash honay kay dar say trading wrong kar daitay hian.So real mai humai apnay emotions ko control mai rakhna chahiye.
                • #128 Collapse

                  ya sab aap ka mind ma pahla sa bna hota ha aap ki syci bun jati ha ka hum real ma kamyab trader nhi bun ska ga ... is ka is ki aik major reason ya bhi ha ka hum demo account ziada cash sa start karta hn jab ka real account kam sa ... hma demo account bhi utna pasa sa shru karna chahiya jitna sa hum asal ma shru kar sakta hn taka hum apna bara ma analysis kar ska...
                  • #129 Collapse

                    aysay kabhi bhi baghaire practice kay real mai trading start nahi karni chahiyay ,pehlay experience hasil karna chahiyay phir real trading start karni chahiyay
                    • #130 Collapse

                      ye bat main ny be daiki hai ky demo trading main tarder earn kerte hai but real account main loss kerte hai is ke main waja fear hai jab ap forex main fealing rako gy tu per loss hota hai aur real account main ap ky emotion be ah jate hai
                      • #131 Collapse

                        is ki wajah yeh hai k hum is mai apni money say trade nahi karte hain isi wajah say hum der k beghair trade karte hain jab k ager hum apni real money invest karte hain tou hum is ko trade mai karnay mai der jatay hain or jo der k trade karta hai wo fail hai
                        • #132 Collapse

                          q k demo account main dar nahi hota k hamain loss hojae to parwa nahi magar live main ye dar hota hai
                             
                          • #133 Collapse

                            dear demo acoount to hume sirf trading ki paractice ke liye hota hai jis se hum sekhte hai ke real account me kis tarah trading karte hai or humri trading ki base banti hai or hum jab real account me trading karte hai loss ho jata hai to ap ke pass trading ka lack of knowledge hota hai
                            • #134 Collapse

                              darasal forex main demo account main log bohot dehan se or dil laga kar seekh rahe hote hain or chahty hain k hum zaida se zaida seekh lain lekn jab wo real account pe aty hain to sochty hain k ab to hum ne sab seekh lia es liye wo forex ko kam time dene lagty hain jis ki waja se wo real main kamyab nahe ho paty or fail ho jaty hain....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Yea i agree with you copmletely because fodex trading is not easy for everyone & i think who is interested abouy forex trading also start learning use his personal hard work that time he's thin forex is easy. I say

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X