Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yes je ap ne boht best thread pocha he wo log jo demo account me kamyab hoty hen or real me fail ho jaty hen is ki ye waja se ke wo real me apny emotion ko control me nhi rakh paty hen jis ki waja se wo loss me jaty hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      you are right dear brother forex trading may jo log success hotay hai brother who esay nahi hotay hai brother how is may learning kartay hai brother our market ko full information lay kar hi market may enter hotay hai brother esay nahi hotay hai bother agar koi b trader market may enter ho rah hai brohter esay nahi hota hai brother full information hoti hai
         
      • #78 Collapse

        Dear demo account may ham practice kar k learn karty han is may ham ko loss ka koi khoff nahe hota ham easy aur relax ho kar trading karty han lakin real account may trader ko loss ka khoff hota hay ya phar emotional ho jaty han ya phar puri twaja say kaam na kia jaiy to loss hota hay
        • #79 Collapse

          is ki asal waja free mind hona ha jab hum demo ma trade krty han to free mind hoty han jis sy faisla thik krty han but real account ma hum lalach k chukar ma market ki situation ko dakhy beghar hi trade laga dety han jis sy loss hojata ha
          • #80 Collapse

            my dear demo aur real account dono live chal rahen hotey hai demo aur real ka main appko faraq batata hoon bohat say log jo khetey hai demo par hum nay bohat zeyada earning ki jab real deposit kiya to loss ho geya . my dear demo mein hum fake money say earning kar rahen hotey hain aur apna jab oder lagatey hain to woh tab tak close nai kartey hain jab tak humein profit na ajey ya to hum demo mein bohat big investment kar kay trade kar rahen hotey hain my dear ye yaad rakhen jitni amount app real mein deposit karna chahtey ho utni hi amount ka demo account fake money deposit kiya karey ab atey hai real mein loss ki khas wajha my dear real mein jab app trade kartey hain to agar thora bohat loss ajey to apney oder ko loss mein hi close kar detey hain jis ki wajha say humein loss ata hai aur daily mein bohat kam earning aur balem ilzaam forex par my dear es mein forex ka 0% bhi koi kasoor nai hota es ki ek aur wajha bhi hai real mein bohat say log laluch mein ya misstake ki wajha say bhi loss kar letey hain my dear main appko ye kahoon ga agar appka 100$ deposit hai to app ko just 0.05 ki two lot size use kar saktey hain es say hargiz zeyada nai aur jab tak appka oder profit mein na ajey tab tak app nay apna oder close nai karna hai aur apney oder ko hamesha analysis aur market watch kar kay market mein lagana hai aur jab tak appkay oder profit mein close na ho jaey tab tak market mein koi dusra oder nai lagana aur without laluch trade karni hai umeed hai inshallah app demo account say zeyada earning karey gaey aur app free risk bhi hon gey aur appka account bhi save rahen ga wash honey say
            • #81 Collapse

              mera khayal he k jab insan demo py kaam karta he tu os m zyada earning karta he q k os m daar nai hota he or jis kaam m daar hota he osi kaam m insan loos kar baitha he
              • #82 Collapse

                I don't think so that this is true.In demo account you can practice your trading and and practice that how to do this business so if you really want to do this then do this otherwise don't do that.
                 
                • #83 Collapse

                  dear esa bht kum logo ke sath hota hai but mene frst demo se is real forum ki practice kri phr is real me easily tread kri and me is par daily time spend krta ho or mehnat krta ho.........
                   
                  • #84 Collapse

                    asa is liye hota ha qk demo me hm beghair kisi loss k kam karty hain or fail to hm real me b nai hota bs eik dar dil me beth jata jha agar loss ho gya to phr kya ho ga
                    • #85 Collapse

                      ji dost apki bat thk he likn demo men hamen kafi bonus milta he aur hamen trading krte koi loss ka dar bhi nhi hota .likn real men hamare pas invest bhi kam hota he aur hamen kafi loss ka bhi dar hota he likn ham usi adre men kafi galtian kr lete hen js ki wajah se hamen loss hota he likn demo aur real ki market same he
                      • #86 Collapse

                        Bhai demo py trade lagaty waqt hum just yahi sochty hai k iss amin agr hamein loss ho bhi jae to khair hai phr us smain loss ki bjaein hamein profit ho jata hai jb k real main hamein dar lagta ai aur us smain phr loss ho jata hai haiem .
                        • #87 Collapse

                          Mery bhai forex mein logon ko chahiye k wo ic ki ziada se ziada paractice kryn tb ja kr hi real trading mein kamyab ho skty hain wo demo mein ic liye kamyab hain kiun k wahn na investment hoti hai aur na hi profit aur loss hota hai...
                          • #88 Collapse

                            forex trading k demo mein users isliya kamyab hotey hain kiyun us mein koi pressure nahi hota trader par aur plus us mein app bharey capital k saath trading karthey hain mein sarey new users se yeh request karunga k app demo account mein utnay hi capital se trading karey jitna app real mein invest karna chahta hain ta k app ko real estimate ka pata chal sakey aur apni trading us k mutabiq adjust kar sakien.
                            • #89 Collapse

                              bohat say traders forex market main demo par is liay successful hoty hen kiu k is main wo dill khool kar trading karty hen or apni trades ko close nahi krty or hmaisha profit main close karty hen is liay jab wo real account main aty hen to wo ziyada loss nahi daikh skty hen or loss main he trade ko close kar daity hen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                dear forex me trade karke bohat sari log kamyeb hota hai par real account me apni emotion ko control ne hi karta hai aur jald bazi se trade karta hai is ki waja se real account me wo loss karte hai sabar se lalach aur emotion ko control karke trade karna chayee profit karne k liyee

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X