Forex ma kesy trading kay waqt stress ko dur rakhy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ahsan7345 پيغام ديکھيے
    forex market mai stress ko dur krna hai tou phr ap ko forex market mai planning say trade krna hai. aur forex market mai confidence ko built krna hai tou ap ko success ho gy. begar confidence kay forex hard hai.
    ge bhai hmein apne forex trading mein stress se dor rhna he aur hm apne forex trading mein ache planing krein aur apne forex trading mein pore confidence se kam krein aur apne trading mein bhtr planing aur ache decision se hm ko acha fiada milta he aur hm apne trading mein jb ihtiat se kam krein ge trading acha profit de ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      forex mai ager app nay stress ko khtm karna hai tu app ko moeny mangemnt k rule apply karna hoga kun k uss say tention nahi hoti aur hamesha ju bhi trade lgain wo stop loss aur take profit k sath lgain phir app ko iss mai koi bhi stress nahi rahy ga app skon say kahin bhhi ja sakty hain.
       
      • #663 Collapse

        mery khyal se hmari qismat main jo hota hai wohi hmain milta hai or hmain chahye k during trading kisi qism ki bhe tnsion na len or hmain relex ho kar trading krni chahye or sochna cahye k joi ho ga acha ho ga
        • #664 Collapse

          trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade kar k market main run karein gay aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur greed ko avoid karna ho ga ta k achi trade ho
          • #665 Collapse

            Forex trading kay doran traders ko kafi ziada stress ka samna karna parhta hai . iss say bachany ke lye traders ko chayie ke woh trade open karnay kay baad bohot ziada screen ko monitor na karin aur kuch waqfoon kay baad market ko monitor karin.
             
            • #666 Collapse

              trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur trend ko use karny main bi asani ho saky gi
              • #667 Collapse

                bhai mera khyl hai k humain trading k wakt stress se aik he chez dor rkhwa skti hai k hmain forex main trading karny se [pahly apni palning akr k trading akrni chahye or aphly se he hmain apni trading k bary main apni stratgy ko set karna chahye ta k hmain bad main pota ho k aghr hmain loss hota hai tu hmain kiya karna hai mtalb hmain paghly se he es main sub kuj pta hona chahye ayse hmain mazid nuskan nahi hota hai
                • #668 Collapse

                  us main hum stress ko aik he tarikay say door ker sagty hian ager us main hum volume of trade ko chota rakhean our over trade na krein to pher he stress ko kum ker pain gay
                  • #669 Collapse

                    mare dost jb hum tearding kirta hay to teard forena stress ma chle jate hay agar aap k passs is ka knoweledg nhe hota our na hi is ma expernce ho gay to aap ki teard loss ma chla jay ge jb aap dome accuiat par kam kirta hay to aap ko is ma teardning kirna ma fiad hasl ho jata hay ,.
                    • #670 Collapse

                      is forex main plane kar k hi hum sucess hon gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur mind ko fresh kar k hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur is main experience hasil kar k hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum acha earn karein gay ta k profit hasil karein
                      • #671 Collapse

                        jb hum forex ma terde lgta hay to is sochay ma hota hay k khae loss na ho jay mare dost hum stress ma is time jata hay jb aap k pass forex markat ka na knoweledg hota hay our na hi experince is time hum porfit ki bajay loss kirwo jata hay
                        • #672 Collapse

                          Jab hum without knowledge trading kerain gy to stress to hoga aur ghalti b hogi isliye experience hasil kerny k liye seniors se rehnumai lain
                          • #673 Collapse

                            Dear aap new ho jab bhi ham koi trade open krte hain to stress men isliye challe jate hain k , hamen trading men do prices milti hain aik bid price hoti hai jo k market ki present price chal rhi hoti hai aur aik ask price hoti hai jo hamen broker ki taraf se di jati hai in do prices k darmian kch pips ka difference hota hai, jab ham koi trade open krte hain to ye jo difference hai broker ka commission hai ye hamen loss ki surat men nazar aata hi jo k hota ni hai.
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • #674 Collapse

                              bhai yehe tw techniques hain forex ke hmain stress nae laina hmain patience sy kaam laina chahiyay agar ham stress lain gain tw ham stress main ghalat order ya loss bh trade close kr daity hain aur wohe trade baad main profit main chali jati ha is liyay hmain stress sy dur rehna chahiyay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                because hum jaisay log jaldi karty hain aor jaldi shaitan ka kaam haii es liy aaram say tasali kay sath kaam karen es tarhan aap ka loss bhi nahi ho ga aor kaam bhi achay tariqay sy ho jaye ga bus ap kaam main jaldi na kia karen phir daikhen kaisy trading hoti haii wo bhi success full trading :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X