Forex ma kesy trading kay waqt stress ko dur rakhy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    mere ye khayal hay k humay trading karty waqt apny mind ko bilkul relex rakhna cahiay agar hum zara bhi stress lay gay tou humay loss bhi ho sakta hay is liay jb bhi trading kary bilkul cool mind ho koi tention na lay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      we you trade then take a deep breath and then start taring always trade with cool mind then you are in depression ,frustration you feel ill,bad or some thing else never do trade then do trade after some time when you feel relax.
      • #678 Collapse

        bhai jub hum yah soch lety hain k hmari stress ka koi faida nahi hota hai olta nuksan he hota hai tu bhatr yahi hai k pareshani leni nahi chahye ta k hum apny km par achi trha dehan de saken oracha kam kar saken
        • #679 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pk4x1234 پيغام ديکھيے
          Forex ma jab bhi trade open karty hay tab hum stress ma kiyu a jaty hay aur ha sa ghalti ho jati hay kahi na kahi...:(
          Agar ham chahty hain hamain trading krty hoy stress feel na ho to hamain chaye k ham apni trading main ineterst lain is sy hamain kam krny main maza ayga
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #680 Collapse

            Hum trade laga kay uska wait nahi katy kay wo TP hit kar jaay agar hum apny aap pe thora aitamaad karin aur thora wait kar ln to INSHAALLAH faida hoga.
            • #681 Collapse

              bahi jab b ap trading kary sab say pahly apny mind ko fresh rakhy awor ya umed rakhy ap ko inshallah profit hi hasil hu ga ager ap as ko apny oper dawa bolwa lo gya jo ap ko profit huna chyea wo ap ka dimg ma sawar hu kay ap ko loss ki traf na lay jay as lay ya bat ka kahel rakhy
              • #682 Collapse

                agar hum forex trading main stress main reh kar trading karen gay to hum market main achi earning nahi kar sakty so humay chahiey keh market main fresh mind kay sath kam karen agar hum fresh mind kay sath kam karen gay tab humari trading bohat achi aur behtreen ho sakti hay
                • #683 Collapse

                  Bhai ap trading he tab karo jub apko koi stress na ho or AGR apko trading ka stress hota hai tu ap yah bat mind main rakh Len k apki stress se apko acha profit kbhi nhi hony wala ap ko loss he ho ga es liye AGR ap khud se mind bna kar trading krengy or positive mind rakhen gy tu apka stress kafi had tak khtm ho jy ga or dosri yah bat bhai yah aik aysa business hai jis main him mistakes bhi karty hain tu hmain koi dantny wala nh hota hai
                  • #684 Collapse

                    g han hamain is main relex ho k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon ga aur hamain markt main is k bary main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur haamin markt main trend ko use karna ho ga ta k loss kam ho saky ga
                    • #685 Collapse

                      trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur is forex main mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho saky gi aur hamain markt main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain it is best job
                      • #686 Collapse

                        forex mn confident ho k jawab dena chaheye Q k ye is mn stress leny ki koi bat nahi hoti . is mn har qisam ka sawal mojod hota jis ka marzi chahy jawab dn aur confident ho k jawab dn . forex mn jitna hm acha jawab dn gy to us sy hamein bonus bhi milta ha .
                        • #687 Collapse

                          forex main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur demo main practice kar k hi hum real main achi trade karein gay
                          • #688 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: pk4x1234 پيغام ديکھيے
                            Forex ma jab bhi trade open karty hay tab hum stress ma kiyu a jaty hay aur ha sa ghalti ho jati hay kahi na kahi...:(
                            Salam Bhai Mary khayal ma AP ager stress ko Kam krna chty ho to trading ky sath sath koi or Kam bi or lo or apni trad ko bar bar na dakho ta ky stress zayda na ho ager AP koi fuy videos dakh skty ho to bi stress ko Kam kr skty ho
                            Removed by Moderator.
                            • #689 Collapse

                              trading ke lye sab se pehle sakoon ke environment ki zarurat hoti hai aap ko sab se pehle ap ko woh aap ko chahiye ke room separate rakhen apna trading ka us ke baad mind stress free hona chahiye kiun ke jitna pur sakoon or focused hon ge aap utna he acha analyse market ko kar paen ge or achi trade bhi market me mil sake gi ap ko .
                              Kindly Click On "THANKS" ​ Button ... :o
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Dear iss ki waja yehi hai ka forex trading main ap ko kabhi bhi emotions ka sath trading nahi karna chahiya warna apko loss hi hoga.Forex main kabhi lalach nahi karni chahiya or without planning apko kabhi bhi sucess nahi mily gi.Planning ka sath trading kiya karo or stoploss and take proit lalgaya karo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X