Forex ma kesy trading kay waqt stress ko dur rakhy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    Brother jab aik good trend k saat trade open kare gay tou aap se stress automatically dor rahe gi, Lekin aap ne agr guess per bina souche samjhe trade open ker li hai tou aik he solution hai us waqt stress dor kerne ka foran aap stop place ker dy , agr trade aap k mukhalif b jaye tu loss kam se kam ho istarah stress kam ho sakta hai.
    THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      hna g ap ko chayeh k ap ko forex mn sub sy pehly fresh hno os k bad ap traiding karey is k bad humeny boht faida is lye agar hum stress ka shaikar hno gy tu humeny is mn kafi loss aye ga is lye humeny is mn fresh ho kar kam karna chayeh ...
      • #693 Collapse

        pehle sakoon ke environment ki zarurat hoti hai aap ko sab se pehle ap ko woh aap ko chahiye ke room separate rakhen apna trading ka us ke baad mind stress free hona chahiye forex trading main ap ko kabhi bhi emotions ka sath trading nahi karna chahiya warna apko loss hi hoga.Forex main kabhi lalach nahi karni chahiya
        • #694 Collapse

          Ji dera ap sahi keh rahy hain jab ham stress mein hoty hain to aksar kahin na kahin py ghalti kar dety hain hamen stress nai leni chahiye jab ham koe trade open karty hain to hamen patience sy kamb lena chahiye
          • #695 Collapse

            Dear jb hum preshan hun ya stress men hun tb hmen trading ni krni chae jb hum preshani ki halt men trading kren gy to loss uthaen gy is leay hmin kosish krni chaey ky hum us waqt trading kren jb hmara mind fresh ho or is sy hmen boht zayada profit hoga
            • #696 Collapse

              g bhai jan ap ne bilkul thek kaha hai forex me kese kisam ki mistakes ki jaga nhi hoti hai es me ham ko apny emotinos par control karna sekhna hoga chahye wo lalachi pan ho ya loss hony ki waja se parshani ya loss hony ka pressure ya phir boht jald ameer hony ki umeed es lye har qisam k emotion par control lazmi hai
              • #697 Collapse

                forex main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karen gay aur market main plane kar k hi hum real main perform kar sakty hain aur hamain market main mind ko fresh kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main is forex main hard work kar k hi hum run karein gay
                • #698 Collapse

                  mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur jitna is forex main sucess hon gay aur is forex main achi trade lga sakty hain aur markt main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain markt main hard work kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur fiada ho saky ga
                  • #699 Collapse

                    jab hum forex mai trade katyy hain to hamy stress mai nahi ana chahey q ky is tarha kam karny sy hamy siraf loss hota or is mai market ka koi qasur nahi hota agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe freah mind ho ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy
                    • #700 Collapse

                      forex main hard work kar k hi trade karni ho gi aur is main enter hony ay pahly is k bary main analsye karni ho gi tab hi hum real main achy say perofrm karein gay aur mind ko fresh rakhna ho ga tab hi hum real main achy say perform karein gay aur is say hamain faida ho saky ga
                      • #701 Collapse

                        is main mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achi trade lga sakty hain so hamain is k bary main plane kar k hi hum achy say run kar skaty hain aur is main sab kam kar skaty hain so hamain is main enter hony say pahly is k bary main earing ho saky gi
                        • #702 Collapse

                          G bikul theak hame trading k Duran stress ko dur rakna chahiye or trading aram sy soch samj kar karni chahiye or or trading ko achay tariky sy sekny k liye zada sy zada demo account par hame practice karni chahiye yo he ham aik achay trader ban sakty he
                          • #703 Collapse

                            trading mn stress aik bht ahm chez ha mostly har trader ko krna parti ha so islia huma allah ap yaqeen rakhna chaiya kyun k whi har kisi ko kamyab krta ha.trading ka doran ap allah sa dua kr sakta hn.5 time ki namaz parhin kyun ka kamyabi to namaz sa hi ha.iska ilwa bhi sukoon to sirf allah ka zikr sa hi mumkin so 5 waqt namaz parhin or allah sa dua krin.
                            • #704 Collapse

                              forex mai trading karty wakt hamy stress sy dur rahna chahey pher he hum kamyba hon gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                is main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main sucess ho sakty hain aur forex main knwldge hasl karein gay tab h hum real main achi trade lga sakty hain aur hamain is forex main expeirnece hasl karein gay tab hi hum profit hasil karein gay ta k loss kam ho saky ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X