Forex ma kesy trading kay waqt stress ko dur rakhy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    my expensive good friend ap ne kaha hy hum fx mum stress ko dor rakna chaye gary the gadget guy theek kaha hy agr industry each kam kart hwe stress ho gay to be able to hum sony ericsson galti sony ericsson galt get lag skata hy aur hum karbarr kar galt get laga kar pana aur noqsan kar time frame he huma chaye jab hum industry each kam karn to be able to quick ho kar kam karn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      jee bai is k lia app ko asaan sa mushwera data hoon k jub aap forex trading start keran tu sub say pelay market ko analyse ker lan aur aapna tahamal k saath faisla ker k trade laga dain lakin trade ka volume aapni investment k mutabiq rakhan aur is k baad patience ka muzaira keran .....
      • #513 Collapse

        if you want to know about the key dear in this its not hard to know what the key in forex and its need to learn
        and after this learning you`ll understand what you must do in this market dear
        • #514 Collapse

          dear,ap ki bat kisi had tak theek hy aisa ziada tar new trader sy hota hy,q k wo log demo account ko use krty krty experience hasil krty hain,or sb sy bri bat yeh hy k demo mein loss nahi hota,but jb wohi log apna real account use krna start krty hain tu wo stress mein aa jaty hain,is ki sb sy bri wja hy k wo log double minded ho jaty hain,or isi wja sy ghlti kr bethty hain.
          • #515 Collapse

            g han meray bahi jub bhi ap trade kerta hou tou wo loss may chali jati hay .so apko proper leanrign kenri parti hay forex kay bare may and forex neeti greeti may janna parta hay .. taka humen forex ki aik aik baat pata chal jae
            • #516 Collapse

              trading me stress ham profit kama kar he door kar sakte hain lekin loss ho jaye to stress double ho jata hai i think ke stress free trading karne ke lye ham ko forex ke business me bohat socha samajh kar he kaam karna parta hai or stress me trading na he karo jaye to zyada acha hota hai .
              • #517 Collapse

                simple sa treka hai k app strees ho to trade mai inter na ho q k es say app koloss k chance or bhar jaety hain or app trade main move ni kar sakety hain
                • #518 Collapse

                  we can protect us from stress during the trade in the forex trading business, we just need to keep our mind relax and think posaaaitive all the time then we can control our stress of mind during the trade, and we can get the success.
                  • #519 Collapse

                    stress insan hamesha tab he leta hai jb us ko maloom nahi hota hai k us ka kya kam hai trading me aur kitna wo earn kar sakta hai jesay he koi trade doubt me hoti hai wesay he hume maloom hota hai k yaha pay market ult chal sakti hai.
                    • #520 Collapse

                      g bilkul g amin pa ki bat sy agree karta hun kiun ky main smjta hun ky hm ko is kam ky lia hm ko plan ky stah kanm karen achayiar trading ky waqat hm ko mind sy kam lena cgayia jo ky hmary lia bhtar hia
                      • #521 Collapse

                        forex main strees ko door rakny ka behtren tarika ya ha ka ap apny problems ko solve kar ka free ho kar kam start karn taka koi galti na ho:cool:
                        • #522 Collapse

                          ham jab bhi trading start kerny lagty hain to ham thory confused hoty hain ke trade kis cheez me ki jaye or kis hisaab se ki jaye or phir profit bhi ho ga ya nahi ho ga, kahin mujhy loss e na ho jaye. bas yehi wajah hy ham stress me aa jaty hain
                          • #523 Collapse

                            Forex main jeb hum koi trade open kertay hain to hum stress main is lie a jatay hain k hamare pass Forex market ka correct knowledge ni hota ager hum Forex ko achi trah se learn ker k start krain to ye stress finish ho sekta hay aur hum khain se jo mistake kertay hain wo b khetem ho sekti hay.
                            • #524 Collapse

                              Yeh practice key sath he ho sakta hoga mere kahayal mien. Abhi tak mien to is qabil nahi howi houn key stress free ho key trading kar sakoun mujhe bari tension lagi rehti hain and isi tension ki waja sey mujhe kafi losses bhi ho jatey hain pata nahi yeh kia problem hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                bhai jaan is k liye ap k pass is business ka best knowledge bhe hona chaye and jab ap k pass yeh sab ho ga than ap ko kissi kisam ke koi bhe tension nai ho ge and ap sakoon se trade kar sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X